Forum kya learning kay liye kaafi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum kya learning kay liye kaafi hai
    Asalam O alikum yaha pay kafi traders hotay hain jo humain advices daitay hain trading kay baray main kya ye forum trading seakhnay kay liye kafi hai ya is kay ilawa bhi humain kisi aur forum ya website ki zarorat paray gee jis se hum trading seakh sktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

    G ham dear forum me ham bohot kuch learn kr skty hen lekin is Kay sath sath AP ko traidng sy seekhna chye is Kay ilawa bhi bht sy sources hen jis me AP asani Sy sekh jaty hen es leay koshish kren Kay acha Kam kren seekhty rahen aur acha Kam hamsha jari rakehn learning Kay zariye
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

      g friend forex ka kafi knowledge aur learning hmain forum sa hasil ho sakti ha is k ilawa aur b kafi sources hain, mgr trading k liay to hmain pehlay demo account par kam karna chaiay ta k hmain achi practice ho sakay aur trade ka experience gain ho
      • #4 Collapse

        Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

        G han dear jitna faida es mai hai kisi aur jagha pay nhi hai kiyu kay ap forum mai kam kartye hain tu es mai ap ko achi learning ho jatye hai jis kay bad ap ko kisi bui aur cheez mai kam karnye ki zaroorat nhi partye hai kiyu kay ap es mai kam kartye hain aur mahnet kay sath kartye hain tu ap ko es mai kafi achi learning ho jatye hai jub kay ager ap ko es mai achi learming ho jatye hai tu ap ko kafi faida hota hai na es mai
        • #5 Collapse

          Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

          ji han bhai jan mn ap ki is bat say agree krta hon k ham jab bhi is kam mn kam krty hy asal mn ham ius say lerning kr rahy hoty hyn agr hm is mn gor say km krty hyn to ham is mn bahot hi achi lerni g kr lety hyn is liuay b hai jan is mn kam gor say kia kro or bahot hi faoda hasil kia kro .
          • #6 Collapse

            Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

            g han bhai jan forex ki learning k liye forum aik acha plat form hai jis main hum forex ki learning kar skty hain es liye aghr hum zyda se zyda forex forum main apna time spend karengy tu hmain es bat se yah faida mil jay ga k hmain forex k bary main kafi kuj sikhny ko milta hai or janny ko bhi milta hai tu hmaisha apny kam ko sikhny k bad bahtr karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu
            • #7 Collapse

              Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

              Asslam o alaikum dear members
              G han bilkul hamen forex ka kafi knowledge aur learning hmain forum sa hasil ho sakti ha is k ilawa aur b kafi sources hain, mgr trading k liay to hmain pehlay demo account par kam karna chaiay ta k hmain achi practice ho sakay aur trade ka experience gain ho
              • #8 Collapse

                Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

                Dears friends ap ko maloom ha k forex ik bohat wasee businesses ha or bohat say log forex main mehnat kar k learning kar rahey hain or forex ki waja say hi kamyab zindigi guzar rahay hain is laiy hain forex learning karney k laiy kafi hoga lakin agar forex par hamari Mehnat bhe ho agar hum forex par mehnat nhi kartey or forex k laiy time nhi nikaaltey to is say hum achi learning nhi kar saktey
                • #9 Collapse

                  Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

                  Learning g dear forex forum buhat beneficial hai is mein learner's k liye Jo is mein learn karna chahty Hain woh is se buhat zaida Knowledge Hain kar lete Hain humesha learning karne wale ko hi is mein success milti hai success k liye humein learning karna zaroori hai bina learning k success kisi ko nae milti hai humein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum is mein jitni mehnat karte Hain utna humein is mein profit hota hai aur forex mein kamyab bhi woh hi hota hai Jo is mein zaida learning karta hai aur mehnat se woh is mein kamyabi Pata hai humein zaida se zaida mehnat karna zaroori hai bina mehnat k humein is mein kamyabi nae milti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

                    I think yeh to jub learn krna start krte Hain to pta chlta hai I think Kuch cheezen yahan se aur Kuch search kr ke seekhni prti Hain but yahan yeh Faida hai questions kr Skte Hain but kahein aur shayed Nahi bhi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum kya learning kay liye kaafi hai

                      Gsr Nahin Hai. Aap Yahan Se knowledge Le sakte hain lekin mein note kiya hai ki Yahan per Jo log posting karte hain usmein knowledge Nahin Hota bus bonus Ke Chakkar Mein quantity Puri karte hain. Aapko knowledge lene ke liye YouTube per videos vagaira dekhni chahie.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X