1st learn then ear . .
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes brother bilkul theek forex business me jab tak trader ke pass experience, knowledge and investment nahi hoti he woh forex business se munafa nahi kama sakhta he, is lye newbies ko pehle forex ki learning karni chahiye aur demo account pe practice karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yeah dear you are right jab tak hum is business ko achi trha se learn nahin kartey hain hum yahan par kabhi bhi achi earning nahin kar skatye hain aur kabhi bhi hum yahan par kamiyab nahin ho saktey hain.
      • #63 Collapse

        dear forex hi aysa business nahi hy k jis ko ap ko pahly sekhna hota hy her business ko ap ko pahly sekhna hota hy tabhi ap us me kamyab hoty hen
        • #64 Collapse

          forex ak proper business he jisko learn karna parta he or isko learn karne me bhe hamko kafi time lagta he tab ja kar ham is business ko samjne me kamyaab hote hen is lie jab tak learn nahi kar lete ham kabi bhe kamyaab nahi ho skate is business me is lie pahle learn karen phir earn karen agar ap ke pass koi planing he toh
          • #65 Collapse

            G haan hamain learn ker k earn kerny ki koshish kerni chahiye. q k ager ham learn krain gy to easily earen ker sakain gy
            • #66 Collapse

              learning shuru main hoti hai us k bad ap ki eanring start ho jati hai aur ye is liye k jab ap direct earning par jatey hain to ap ko koe faida nahi milta hai.
              • #67 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: forexrehmat پيغام ديکھيے
                ya aik aisa bussines mana jata hai jisma 1st learn then earn ka system hai please ap bhi apni opinons mera sath share kerain . . .
                dear you are right in this business we have to learn first because knowledge about your business is the first key to success, after learning and proper planning we should start earning
                • #68 Collapse

                  g bilkul yee bat bilkul hee darust ha k app ko palee forex tardding ko learn karna chyee phera pp ko earning ka sochan chyee q k jab taka pp learn nai karoo ge app earn nai kar saktee hai
                  • #69 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexrehmat پيغام ديکھيے
                    ya aik aisa bussines mana jata hai jisma 1st learn then earn ka system hai please ap bhi apni opinons mera sath share kerain . . .
                    g bro forex forums ka kaam kuch aisa hi ha k hamain pahlay is k baray bmain jankari honi chahiyay or jaankari hasil karnay k lye hamain is k baray ma learning karni parti ha jis sa hamara intrest forex main badhta ha or hum apna kaam easily kar saktay hain to pahlay seekhain or baad main trading karain isi sa kamyabi milay gi jo k boht zarori hoti ha
                    • #70 Collapse

                      jii yer me bilkul agree karo ga ky fist learn than earn agher hum 1th me hi earning start karey ghay tu yer experience hum ko kam hasel ho ga so fist learning than earning ye hi best ho ga her new trader ky lihy.
                      • #71 Collapse

                        g aaap bilkul theeek keh rahe hain especially is business mein humare pass jitni knowledge hogi aur is ke baare mein hum jitna learn kareinge tu ye ek bht hi zabrdst help ho gi hamare liye 0r phir hum utni hi zabrdst earning bhi kar sakte hain
                        • #72 Collapse

                          g han ap nay thik kaha kay forex trading main 1 year learning karni chahiay jab is kay barry main ap ko mukammal toor par pta lag jaye to ap is main earning kary. to ap forex trading main kabi maar nahi khayein gy bohat hi asani sy profit earn kar sakain gy.
                          • #73 Collapse

                            forex aik profitable business hia aur aap is business mein sab sy phlay learning karey is ky baad practice kary demo par tab aap is business mein easily success hasil kar saktay hain otherwise is risky business mein aap ko bohat jiyda loss ho sakta hai aur practice aap ko perfect banati hai is liye first learning and then earning hai.
                            • #74 Collapse

                              forex ho ya koi aur kaam aap ko pehley achi tarah seekhna chahye ayr behter hay k aap pehley demo account par is ki practice bhi kar lain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g bhai jaan mai samjta hu apne bhot he ache baat kahe hai and mai b forex mai new member he hu maine haal he mai forex join kia hai is waja say mje is bare mai itna ilam nhe hai mai yaha per to daily basis per learning he kar raha hu mai samjta hu forex per trading karna humare liye itna asan nhe hota hai humay ache say study karni chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X