Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?
    Form per ab 99% members bolkar posting Karte Hain main sab members se yah puchna chahta hun ke kya Kabhi Koi Koi Apne spellings ko bhi dekhta hai ki likha hua kya hai Main Jab thread k title ko read karne ke bad post read karta hun to uski Koi samajh nahin aati Itni Jyada mis spelling Hote Hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

    No posting ya thread agr roman urdu ma kya howa hai to phr usk spelling ma alphabets agy pechy ho sakty hai, forex ma spelling ka etna khawal ni karna chahe, ye to apni laguage ka advantage hai agr spelling ka dehan rakhyn to phr target achieve karna muskil hai,
    • #3 Collapse

      Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

      ji han apki bat to thk hy lekin kuch member apna work carefully kerty hein jo bol ker post kerty hein to unki post delet ho jati hein kue keh iss mein copy paste to ham ker hi nhi ker sakty hein ager koi kerta bhi hy to usska acount kuch hi din key bad banned ho jata hy mery khiyal sey to sabhi loog hand typing ker key hi post kerty hein aour forex forum mein kamiyabi hasil kerty hein...
      • #4 Collapse

        Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

        Main aap se agree krta hon aksar members ko tu malom bhi nhi hota k woh kia likh rhy hein bss hr thread pe pehli post unki honi chahiye tah k ziada thanks milen agr woh apni posts ko read krein tu woh khud bhi nhi read kr skengy apni post mein spelling mistakes na krein kionkeh is se baat ki samjh nhi ati aur quality khrab ho jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

          G han alhamdolillah m apny post go forex p arta hun us ko read karta gun q k agar ham answer he ghalat likhanw gay to us ka bounas acha kasay milay ga is ly post karnay s pahlay likhay gy post ko read zaroor karna chaey is ly k ap ko reward acha mil sakay ap bhe post ko read zaroor kia karanw
          • #6 Collapse

            Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

            Pak forex ak bohat acha forum Hy .is my humy chiay ka hum khoob mehanat sy Kam karayn. Humy chiay ka hum forex my posting karty waqat khoob acha trah sy par layan .agar hum post achi trah sy write Kar ka per layn gy to hum acha profit hasil Kar sakty hayn.
            • #7 Collapse

              Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
              Form per ab 99% members bolkar posting Karte Hain main sab members se yah puchna chahta hun ke kya Kabhi Koi Koi Apne spellings ko bhi dekhta hai ki likha hua kya hai Main Jab thread k title ko read karne ke bad post read karta hun to uski Koi samajh nahin aati Itni Jyada mis spelling Hote Hain
              ap sahi keh reahy hain k har members ko jaldi hoti hy k kisi trah se posting ki limitr pori ho ar jan choty lakin na to forex se related posts karty hain na hi posts likhny k bad usey parhty hain jiski waja se posts main spellings ki ghaltiyan hoti hain
              • #8 Collapse

                Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

                Spelling Mistake g dear sahi baat ki hai apne zaida tar member speaking se posting karte Hain aur bina re-read liye post kar dete Hain in logon ki spelling mistake aur miss pronounced aur Grammer ki mistake buhat hoti hai sab member ek bar post karne k bad post ko re read karna chaiye is se humein posting karte waqt apni Mistake ka bhi PTA chal Jaye aur waqtan hum in mistake ko correct bhi kar sakty Hain humein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum is mein jitni mehnat karte Hain humein is mein utni kyabi milti mehnat karna buhat zaroori hai bina mehnat k kisi ko bhi kyabi nae milti hai magar Jo mehnat karta hai woh zaroor kamyab hota hai aur humein posting karne se pehly apni post ko zaroor read karna chaiye dear is mein hi humari kamyabi hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

                  dear yeh bahut kam he dekhne ko milta hae q ke har member bas isi dor main hota hae ke daily ka bas posting target pora kare wo api posts ko read he nhe karta hae halanke usko cahiye ke wo apni har post write karne ke bad usko carefully read kare agar spellings ghalat hain to us ko correct kare take koi bhe mistake na ho or aik ache post hum post kar saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

                    Aoa, bhai ap ka sawal acha ha kah forex members apni post ya thread k spelling check krty hn tu bhai fourm pah jo post ke jti hn woh urdu mn lkhni hoti hn uss mn spelling ka misla ni hota han humy itna zarore krna chye kah jo hum unwan lkhty hin asa thread tu nachy usi k hesab sy post ko lkhain be aur mayari thread krn kamyab rhy gy fourm pah bouns acah mly ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

                      Dear friends forex m post krte waqt aksar log speaking see post krte hn unki post m but since mistake hoti hn wo apni ghltiu ko read bhi Ni krte. Wo apna daily target to pora KR dete hn lkn unki post m bhi so mistake hoti h is waja unka bonuse bht Kam aata h forex pr agr ap see mistake hoti h to ap unko sudharne ki koshish Kiya kren tb ap kamyb ho jaen ge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia kabhi koi member apni post k spelling ko read krta hai?

                        Jyadatar member Apne post ko read Nahin Karte aur kam Mein Bade Hain Jo ki Apne post ko submit karne ke bad Bhi vah Apne usko read karte hain Taki UN Mein Koi mistake Na Ho Agar aap ko chahie ki aap apne post ko read Karen Taki aapke post mein jo mistake ho vah mistake aap delete kar den aur bahut hi jyada member Dhyan se Hain is Samay voice karte hain voice nahin karna chahie sirf typing kar hi karna chahie
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X