Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Theard Hamesha Asan Lafzon men krein
    Dosto umed krta hn ap sub thek hn gy dosto men ya kehna chahta hn k theards jitna he asan lafzo men hoga utna he members ko parne men asan hogi or jawab ache mil sake gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

    ji han bilkul sahee bat ki hy keh hamin threads asan lafzoo mein kernuy chahiy threads jitna asam hoga wo na sirf hmarey liy faida mand hoga belkeh iss sey sab ko faida hoga jab threads kaa unwan asan and informative hoga to bht sey loog us per apni post krein gy aour thanks ki bhi dety hein member ager threads ki quality achi ho tub hamin aisey threads kernuy per acha bonus bhi milta hy...
    • #3 Collapse

      Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

      Han g dear hamen thread asan lafzon main aur best knowledge wala thread Lagana Chaheay agar ham best knowledge wala thread kren gy Soch smjh k thread lgain gy Tu hamen thanks bhi ziyada melen gy aur un thanks Ka hamen bonus mily ga
      • #4 Collapse

        Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

        Je forex forum ma thread ko asan alfaz ma lekhna chahe, zayada pecheda zuban estamal karyn gy to kisi ko apni bat ni samja sakyn gu, language asi use karni chahe k jo ik bar parhna start ho jae pora parhny py majboor ho jae, forex ma difficult language sy kio comment ni karta,
        • #5 Collapse

          Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

          Threads ko boht se members read krty hein jin mein kuch aisy bhi hoty hein jo kam educated hoty hein thread ko asan wording aur Urdu mein create krein tah k hr member asani se read kr ly spelling mistake bhi na ho tah k baat easily samjh aa jaye sb se barh k forex se relate knowledge aur experience share ho fazol baatein share na krein.
          • #6 Collapse

            Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

            ap ny sahi khaha hy k threads ki zaban hamesha sada honi chaheay aor threads hamesha hi forex se mutaliq ho is main kisi aor topic par guftgo na ki gai ho
            • #7 Collapse

              Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

              aapki baat bilkul theek hai hamen thread Hamesha aasan lafzon mein karna chahie kyunki form per bahut se log aise hote Hain Jo itne chijon ko read nahin kar sakte unke liye FIR mushkil pesh aata hai saja se hamen chahie ki Ham Mason lafzon mein thyroid Karen Jo sabko Sama jaaye
              • #8 Collapse

                Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                Aoa, g han bhi ap nay theek kha kah threads hamsha aasan lafzon min krn q kah threads he fourm pah knowleg aur bat cheet ka ak wahid zaria ha tu thread aur post ka mayar acha ho ga tu hum sab ko fadia ho ga bonus zadia mly ga aur earning achi ho gi hum sb ko
                • #9 Collapse

                  Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                  Dear friend ap theek kah rahy hain k hamain fotex main thread asan lafzon main create krnay chahay q k dosry member ko bhi pata chalay k hum kia likh rahy hain hamain forex maim acha kam krna chahay mahnat main azmat hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                    Agar aap is Samay third Karte Hain To aap ismein nothing Lafzon main thread Karen aur agar aap is mein English se Karenge to aapke liye bahut hi galat Rahega aur aapke account mein bahut hi jyada masla sakta hai aapka account band ho sakta hai aapko chahie ki aapas mein Urdu mein likhen Urdu mein aur ismein English Kabhi Bhi Na likhen
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                      han g dear bilkul sahe kaha hae ap ne ke threads hamesha asan or sada lafzon main he karne cahiye q ke yahan par bahut se ese log hote hain jo zayada parhe likhe nhe hote hain jin ke pas zayada knowledge nhe hota hae to un logon ke asani ke liye bhe hamen cahiye ke hum threads ko hamesha asan or sada lafzon main kiya karen q ke yeh bahut zarori hota hae ke hum is ko asan or sada lafzon main karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                        G me ap ki baat sy agree karta hu k thread create karny k liye ap ko hamesha sada alfaaz choose karny chahiye agar ap mushkil alfaaz ko choose kary gy to kai members sahi sy read nahi kar paye gy or ap ko thanks kam mily gy is liye sada or simple alfaaz hi hony chahiye thread ya post k liye jo sab ko smajh ajaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                          G Han forex pr thread hmesha aam alfaz m kren taky logu ko read krne m koi msla Na ho would log Jo zyda mushkil alfaz Ni prh skte unke ley asan alfaz prhna but achay forex hmesha forex ke mutalq hi thread kren
                          • #14 Collapse

                            Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                            No brother mai apkinis bat se agree nahi kerti threads aam lafzon mai hon r koi fiada na de rahi hon mean us mai roz mara ki bat ki gai ho to kiya wo threads hamary liye faidamamd hogi nahi na to aesi threads hon jis se info bhi mil rahi ho jis se forex k bary mai sikha ja raha ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Theard Hamesha Asan Lafzon men krein

                              G han dear friend ap ne thek kaha he hun traid ana ilfaz mn krni chaiye ta forex pak k hur member ko asan se samj a ske forex pak forum seniors member ki zimadari bnti he k woh asan ilfaz mn apne tamam junior member asan ilfaz mn samjhayen our traind humesha asan lufzon mn kren ta k sub ko asani se samjh a ske

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X