Moving average k periods

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average k periods
    Asalamu Alaikum
    Moving average k time periods hoty hain jis ki base par unhay set kiya jata hain to sary senior members batye kon say time period ka moving average sub say effective hota hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average k periods

    Moving average Ek bahut hi Achcha indicator hai bahut Sare traders moving Average trading karte hain maine pada hai ki Bank Wale Din moving Average trading karte hain Kuchh log 200 wale time per moving average set karte hain aur uski best trading karte hain aur kuchh log 50 period wale moving average per kam Karte Hain Har kisi ki apni strategy ho sakti hai moving average Ek bahut hi Achcha indicator hai
    • #3 Collapse

      Re: Moving average k periods

      sister main apko is bary main nhi bata sakti q k main abhi new hon jub mujhy inform ho ga tu main apko zarore inform karon gi apko chahaiy k ap youtube main search ker k iska solution nikal sakti han jub humain forex ki basic k pata ho ga tu hum is main trading se bht achi earning ker sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: Moving average k periods

        buhut acha sawaal kia hay aap nay forex may sab expert traders ka apna apna tareeka kaar hotha hay our moveing average ko wo apnay hisaab say set karthwy hay lekin maray khyal may ziada thar members ko moveing average ka ziada patha be nahee hay our wo aap k threads par replies say seek be sakthay hay.
        • #5 Collapse

          Re: Moving average k periods

          Moving avg aik buhut he acha indicater hai iss ko agar ham sahe tariqay say seek lai aur achai say use karai to ham iss mai buhut acha profit kama saktay hai hamai chaye ke iss ko sahe say seekai aur trade karai.
          • #6 Collapse

            Re: Moving average k periods

            Assalamu Alaikum friend aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai movie Aage Ek bahut hi Achcha indirect Hai is isko Agar Ham Sahi tarike se Sikh len to Achcha profit Kama sakte hain Hamen chahie ki Ham isase Sahi tarike se Sikh Le aur ham tried Karen Taake Hamen Aage Koi Mushkil darpesh Na Aaye
            • #7 Collapse

              Re: Moving average k periods

              Dekhain ye AP ki strategy pe depend karta hai ke AP kaise kaam karna chahte Hain ap crossover lagaye aik fast mein rakhe aur aik slow mein Kar lain long trade ke liye AP 200 ka moving average lagayen aur us ke sath 100 ka moving average lagayen is se AP ko jab bhi crossover mile to AP trade lagaye aur acha kaam karain kyon ke is tarah hi AP acha kaam Kar sakte Hain ye buhat acha setup hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Moving average k periods

                , vaise to bahut Sare indicators Hai jinko Dekhkar Ham acchi trading kar sakte hain lekin moving average indicator Bhi Ek Achcha indicator hai agar Ham moving average per Koi trading strategy banaa len to bhi Ham acchi earning kar sakte hain moving Average trading karne ki bahut sari techniques maujud Hain Agar Hamen moving average per kam Karna Hai To Ham pahle moving average indicator ko istemal karna Sikh Lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Moving average k periods

                  Dear friend moving average ke periods ko section mein open hote time den jitnaa Ho skyy .
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving average k periods

                    market ke movement up or down hote he rahte hain hamy is ke movement ko dakt kar investment kaene chahey per he hum is main profit hasil kar sakty hain hum is main din main kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain market friday ke rat close ho jate hain or yai monday ko open hote hain to is ke movement bohat fast hote hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving average k periods

                      Dear mujhy moving avrage k bary mai to ziyada nahi pata because m also new here and abi forex ko itna ziyada learn nahi kiya per posting se ye info mili k moving average eik indicaotr hai jis hum trading main use kerty hain per is k periods k bary main nahi conform

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X