Trading plan or stress???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan or stress???
    Forex men koch log bahot zada greed k sath kam kartay hyn wo samajhty hyn k forex koi pesa bnany ya note chapnay wali machine hy is lye jab wo forex ko join karat hyn to kisi tarah ki koi planning ni kartay or trading karna shoro kar detay hyn kion k wo proper planning k faiday ni jantay is lye wo bar bar loss face kartay hyn account wash karatay hyn jiski waja say wo stress men ajaty hyn agar wo apni trades say phly planning kar len or phir kam karen to unky kamyab honay k chances zada hojaty hyn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading plan or stress???

    dear agar ham k trade karnay k plan acha ho g to is man ham ko kisi bhi ksm i tension nahi ho g so is main ham o chye k ham is main achay tareqay k sat tradeing karein ismain ham o market ko analysis karnay k bad he ham ko trade karna chye agar ham ko trade karna nahi ata hay to ham ko chye ham demo per practice ker k learn karnay ki ty kaertay rahein .
    • #3 Collapse

      Re: Trading plan or stress???

      Dear brother trading ki planning krty hvy preshan hona aam si baat hai kionkeh yeh business hi aisa hai jis mein kisi waqt kuch bhi ho sakta hai kabhi kabhi market hamari planning k against run krny lgti hai aidi situation mein kuch samjh nhi ata k kia krein.
      • #4 Collapse

        Re: Trading plan or stress???

        hamein palaning karny chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamien is mn chaye ky ham mehnat ky sath sath lagan sy kam karien aur pher is mn ik achy earning kar skaty hn aur ager ham is mn stress mn kam karty hn to pher hamien is mn kafi ziada loss hosakta hy so hamein is mn stress mn kam nhe karna chaye
        • #5 Collapse

          Re: Trading plan or stress???

          aap ke baath bilkul teek hwy forex ko log paisay bananay wali maschin samajhthay hay lekin asa nahee hay is may hum buhut achay paisay kama sakthay hay leki sirf os waqth he k hum ache planning k saath trading karay our is may ziada mehnath say kaam karwy per kahe jaakar is sah profit kar sakthay hay warna agar jaldh bazi our lalich karangay tho hamay har dafa loss he hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Trading plan or stress???

            Dear stress acchi chij nahin hai aap Jiska main bhi stress Lenge aap usmein Kamyab Nahin Ho Sakenge Agar aapane Forex Mein ya Kisi bhi aur kaam mein acchi kamyabi Hasil karni hai To Khud Ko stress Se Dur rakhen Kyunki jab tak aapka mind fresh Nahin Hoga aap apne kam per focus nahin kar Sakenge aur na hi Apne am per focus kar Sakenge Jiski vajah se aapke liye acchi kamyabi Hasil karna Mushkil ho jaega isliye Jitna ho sake stress ko Apne mind Se Dur hi rakhen.
            • #7 Collapse

              Re: Trading plan or stress???

              Jab Ham stress Mein Forex trading Karenge To Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar Sakenge Hamen chahie ki Ham trading karte hue Kisi system ke tahat trade Kiya Karen Agar Ham stress Mein trade Karenge To Hamen kabhi bhi profit Nahin Hoga aur Hamen Las hi hoga Hamen chahie ki Ham trading karte hue planning aur focus ke sath trading Kiya Karen Agar Ham Na Lage Aur stress Mein kam Karenge To Hamen nuksan hi hoga
              • #8 Collapse

                Re: Trading plan or stress???

                Jab Ham trading planning ke sath Karte Hain To Hamen is Mein jyadatar profit Hi Kam Aate Hain aur ham Hain is Mein data nuksan nahin karti Jab Ham trading planning ke bagair karte hain aur ismein ham bahut hi jyada jaldbaji Karte Hain To Ham ismein sarasar nuksan karte hain aur Hamen chahie ki Ham Ishwar trading karne ke liye Aane Se Pahle hi planning banaa len ke Tak Hamen ismein nuksan Na Ho
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Trading plan or stress???

                  Stress tab hota ha jab AP ko kuch knowledge nahi hota jab AP ko pata nhai hota ke AP ne Kya karna hai trading mein apne plan pe chalna buhat hi zarori hai agar AP ke pas koi plan nahi hai to AP trade mat karain AP market se door rahen ta ke AP ko loss na ho aur AP acha kaam Kar saken is liye mehnat karain learn karain aur market ko enjoy karain na ke stress mein rahen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading plan or stress???

                    Forex trading totally minded business ise Mai Jitna Soch samajhkar proper plan Banakar working Karenge utna best Rahenge..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X