jitna achi analyses utna he achi trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jitna achi analyses utna he achi trading
    g han dear humen agr foprex men achi kamyabi hasil karni hy to humen chaia keh hum fore men zeada sy zeada mehnt sys kam karen forex men zeada sy zeada mraket ko analyses karen gyu to hum acih kamybi hasil kaar saken gy ,forex men jab tak hum achi mehnt sy acha kam nai karen gy to hum forex men kabhe bhe achi trdaing nai kar skaen gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jitna achi analyses utna he achi trading

    ji hun hum jitni achy analyses se trading karein gy tu is se humain trading main utna acha profit mil sakta ha is liay humain chahaiy k hum jitna ho saky market ko achy se learn kerna seekhein taky humain trading kerty hoay acha profit mil saky.
    • #3 Collapse

      Re: jitna achi analyses utna he achi trading

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay agar ham kisi trade ko open kertay hein to is main ham phelay phel i kananlysis kertay hein ham ko chye k ham is main trade ki movement ko see karein k trade kis condition main jay g ham ko chye k ham is main bar bar test karnay k bad he trade ko pen karein agar ham aisa karein gay to is main ham kozaroor kamaybi hasil ho g tradeing main aor achi earning bhi gain ho g .
      • #4 Collapse

        Re: jitna achi analyses utna he achi trading

        Jitni achi analysis utni achi trading aap ki baat bilkul theek hai forex main achi trading ka Lia achi analysis Kar ka acha profit hasal Kar saktay hai agar aap achi trading nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai agar aap achi analysis kray gay tu kamyabi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: jitna achi analyses utna he achi trading

          Forex trading mein aksar loss is liye hota hai k aksar traders market ko analyze nhi kr sakty agr traders analysis krna seekh lengy aur unk achy results aen tu phr unki trading achi hoti hai woh market mein enter hony se pehly analysis krty hein phr trade bhi profit mein close hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: jitna achi analyses utna he achi trading

            Asslam o aalikum.ghan dear ap ki baat thik hy hamin forex treading karny ka lia acha experince hasil larna chaye jo hum demo pay prictice kar ka hasil karty hain jitna hum ziyad ay ziyada proctice karin gy hum otna hi achi treading karny ka lia markeet ko achy sy aynalize kar sakin gy jitna hum achi markeet ko aynamize karin gh otna hi hum forex min achi treading kar sakin gy jiss sy hum acha profit hasil kar sakty gain
            • #7 Collapse

              Re: jitna achi analyses utna he achi trading

              G belkul app ke bat sahe hai iss markwt ko ham jitnai achai say analyse karaingay uyna he sahe tariqay say ham iss ko trade kar sakaingay hamai chaye ke iss mai hamesha sahe say kaam karai iss mai kabi be jald bazi say kaam na lai balkai patience ke sath iss mai kaam karai.
              • #8 Collapse

                Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                Gee han jitna zaida acha analysis ho ga market main utny hi achi kamyabi mile gi analysis main ek or b khami hai jab koi trader market ko achi tarah analysis kar laita hai phir analysis karnay k bad profit wali trade nai milty phir b wo trade open kar laita hai yeh boht bari mistake hai aisay jaldi bazi kehte hai is se bachna chayie aisa karnay se behtar hai market se bahar ho jao walking karo normal life guzaro
                • #9 Collapse

                  Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                  Market ko analyse karna bahut jyada Zaroori Hota Hai Jab ham log market ko bahut jyada acche tarike se analyse kar ke kam Karte Hain To Ham Logon ki kamyabi blouse Bhi Ho Jati Hai aur jab ham log market ko analyse nahin kar paate Hain To Ham log loss Mein Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                    Ji han bilkul sahi kaha hai aapane hamara analysis Jitna Achcha Hoga Hamari trading bhi utani hi acchi aur profitable Hogi isliye Jab Bhi apni trade open karen to koshish Karenge pahle market ko acchi Tarah Se analyse kar Leta ke aapki trade market ke friend ke against Na Ho Aur aapko last ka Samna Na Ho Is Tarah aap ek Kamyab aur expert Raider Ban sakte hain aur Market ko samajh sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                      Jitne strong analyzers Honge market ki movement ko easily understand Karke Kamyab trading kar Payenge Apne analyses strong Karen..
                      • #12 Collapse

                        Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                        Forex k kam aik international kam hay agar ap is men kamyaab hona chate han to ap k is ko achee taraha samjheen is k bare men knowledge gain keren daily k tarding se sekhen takee zayada se zayada ap k knowledege barhee ise k base per ap apna analysis khud banen forex k bare men pher ap ko koi nar rok skata forex me kamyaab hone se,jina ap ka analysis strong hp ga forex men ap k earning bhe use hissab se barhte jae ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                          g dear jitni achi trading mein analysis hota hai utn acha hum is mein profit bhi earn kar sakty hain aur trading mein humein analysis karne se hi is mein acha profit milta hai aur is se hi hum achi tarding karne mien kamyab hoty haun tarding mein anlysis buhat zaroori hai hum trading mein analysis kar k hi is mein kamyabi hasil kar paty hain humein trading mein zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein hum mehnat kar k hi kamyab hoty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jitna achi analyses utna he achi trading

                            Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main achi trading k liye market ko analyse karna hamare liye bahut hi zarori hai is liye forex main hamein market ko analyse karte rehna chahiye our forex main hamein trading us waqt karni chahiye jab market ki taraf se hamein acha profit hasil ho raha ho our is tarah se forex main hum achi trading kar k achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X