Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi
    Slam Friendz - forex trading main mehnat r lagan sy kam krte rahn r kabhi hemat na haren kiun k forex trading business mehnat krne walun kelye koi mushkil business nahi hai forex trading main kamyabi zaror mile gi kiun k mehnat r lagan krne wale kabhi nakam nahi hote wo humsha kamyab rahte hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

    ji han bhai jan ap nay bahot achi bat kahi hy agr ham forex mn kamaybi chaty hyn to hyn is mn mehnat or lagan say akm rkna hoga hmyn is kam say ik na ik din lazmi kaamybi milay gi agr ham is mn mehnat krty hyn to hmyn is ka acha sila mil skata hy .
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

      G Han dear forex me Kam krny waly tamam members ye janty hen kay hamen es me aik na aik do kamyabi zarori milti Hy ham agar es me kam kren mehant sy lagan sy interest at to ham es me kamyab ho jaty hn mushkil Kay bad hi asani ati hy kabhi mayoos na ho aur jam jari rakehn
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

        G dear apny blkl theek kaha hi forex pr hum aik din zroor kamyab hongy or kamyabi hmary qadam choomy gi humary pas is k liay achi umed hi jo zroor pori hogi isliay hamin zyada mehnat krni hogi apny target ko achieve krny k liay
        :1f60d: Dear 1 thanks to bnta hi :1f627:
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

          G bilkul aik na aik din pak forex fourm me hame kamyabi zroor milay gi agar ham isi trha imandari r sachai se Kam krtay rahay to kamyabi hamare qadam chome gi inshAAllah
           
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kamranHassan پيغام ديکھيے
            Slam Friendz - forex trading main mehnat r lagan sy kam krte rahn r kabhi hemat na haren kiun k forex trading business mehnat krne walun kelye koi mushkil business nahi hai forex trading main kamyabi zaror mile gi kiun k mehnat r lagan krne wale kabhi nakam nahi hote wo humsha kamyab rahte hn
            Life ka koi bhi shoba ho dear Us men Hardworking must hay eskay bina ham apni life ko kamyab nai bana saktay aur Forex to hy he aisa kam kay es men jitna hardwork kia jaye ga hamen usi kadar eska phal milay ga. So hamen eskay bary men apna knowledge increase karna chaye so we should learnt from every means not to hesitate for asking any Question about Forex.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

              Hamesha wo he insan kamyab hota ha jis ki soch kamyabi ki traf ho kamyabi k sath hame pori imandare b lane ho gi apne Kam me tb ja k ham paisay Kama sakta ha
                 
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                Jo log mehnat karna jantey hain wo khabe bhe nakam nhi hotey or kamyabi hi hamesha un ka muqaddar rahi ha is laiy jo log mehnat kartey hain wo khabe preshan nhi hotey or na hi un ko kisi muskilaat ka samna karna pharta ha is laiy ap ziyada say Ziyada mehnat karain kamyabi ap ko zaroor miley gi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                  G bilkul aik na aik din pak forex fourm me hame kamyabi zroor milay gi agar ham isi trha imandari r sachai se Kam krtay rahay to kamyabi hamare qadam chome gi inshAAllah
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                    Je dost ap thek keh rhy ho..pak forex aik acha online busnis hy..isy join kren or mehnat sy kam karty rehen.ap jitna ziada mehnat sy kam krengy to apko aik na aik din kmyabi zaror milyge..so hmen mehnat ka daman hath sy nE chorna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                      Dear friends ap belkul theak keh rahy hn har kam mn phaly mushkal ati hy hamen us mn hemat nai harni chiy balky hamen hamen ushi mennat sy apny kam ko karty rehna chiy forex trading mn hamen phaly nuksan bhi asakty hn hamen ussy hemat har ky es ko chor nai dena chiy ham es ko karty rahen hamen essy tajarba bhi barhta rahy ga aur ham zaror kamyab hongy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                        G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein humein eik na eik din kamiyaabi zaroor miley gey bus es k leiye hum ko es forum mein kabhi bhi apni himat nahi haarni aur es forum se hum ne kabhi bhi mayoos nahi hona aur es forum mein humein musalsal mehnat kartey rehna chahaye dostu.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                          AoA, g Han dear ye Kam hi asa Hy jis me AP ko up and down dakhan prty hen achy bury halat sy guzar kr hi aik acha trader banta Hy aur wesy bhi har nakami Kay sath aik kamyab hoti Hy es leay koshish kren kabhi mayoosi ka shikar mat ho forex me es me kam krna gy to mehant Sy Kam kren
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                            g bhai ap nay theek kaha hai kai humain chahiyay kai forex trading main mehnat kartay rahayn becasue mehnat kabhi bhi zaya nai jati aur aik na aik din hum is market main kamyab zaroor ho jatay hain aur nakam wo log hotay hain jo is market main loss karwanay kai baat himat haar jatay hain aur is market ko bura bhla keh kar chor jatay hain tu humay chahiyay kai hum successors banay na kai lossers.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main ak din kamyabi zaror mily gi

                              Sahe kaha ap ne dear k forex men aik din ap ko kamyaabe zaror milee ge ap bas forex k kam ko technically samjheen is se related knowledge gain keren pher is per apna time invest keren pher ap ko forex men kamyaab hone se koi nae roook skata,forex k kam men log jald disheart ho jatee han r kam chooe jatee han esaa ne keren blkee forex k kam ko prperly samjheen is k tarding ko bhe Allah ap ko kamyaabe zaror deen geeen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X