Learn Forex and earn money without any tension

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    ham forex main learn kar kay bohat ziada earn kar saktay hain agar ham is kay baray main learning karin gay aur is ka knowledge lain gay to hamaray liye forex asan ho ga aur han ziada earn kar sakin gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      learning kay bgyr hum kam karty hain to market main kuch b hasil nai hota hay humain trade ko use karny kay liye is main kafi mehnat karna ho gi kun kay mehnat kay bgyr hum kuch b hasil nai kar sakty hain is main tenshion free ho kar kam karty hain to to kuch b nai milta hay magr humain kam ko sikhny kay liye b active hona pary ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #123 Collapse

        Forex aik asia business ha jis main loss aur profit sath sath chaltay hain agr ap sirf profit ko zehn main rakh kr trading kr rahay hain to ap bahut bri ghalti kr rahay hain. Apko aik target set krna ho ga profit main bhi aur loss bhi. Daily trget bna lain k itna loss say ziyada nai honay dena aur same to profit.
        • #124 Collapse

          g han bilkul agar app forex business me learning kar lety hey to without tension key app trading kar sakty hey app ko etna expernice ho jata hay key app loss asani se nahi kar sakty.
          • #125 Collapse

            Agar aapne Forex trading co start karne se pehle achi Tarah Se learning ko complete kar liya toh phir aap without any tension Forex trading se earning kar sakte hain Yahi Sahi Tarika hai kaam karne ka ke kisi bhi kaam ko state Karne Se Pehle Aap ko kuch kaam ko achi Tarah learning karna chahiye tha ke aap kuch kaam ko sahi tarah se 6 RK
             
            • #126 Collapse

              Bilkul dear mn ap ki bat sy agree hn k sb ko forex trading depress ni hona chayei r relax ho kr planning r stragedy k sath trading karni chayei.agr ap tension lo gy to us ka ulta nuqsan hoga r ap loss karo gy.kyun k depression mn banda ghalti karta ha.jis sy relax trading kr k bacha ja sakta ha.
              • #127 Collapse

                jee ha sir sahi kaha ha apnay forex ma learn krty ha to hi ham easily earning bhi kr sakty ha jis ma koi tention nai ho qk jab kabhi apko forex ma loss hota ha to tention to hoti ha islay forex ma ap kam hi asa kry k tention leni ki zaorat hi nai phry or tention say ham ziada loss bhi kr sakty ha bs apko forex ma time dena chahiye
                • #128 Collapse

                  You are bitter true..bohat se aese loog hen jo forex ko smjy bgair he trading start kr dete hen jin se une loss hota hy.. agr hum forex ko phle samj len achi trha se aur phr trading start kren tw hme profit hone k chances ziyada hoty hen.. Learning must before forex trading.
                  • #129 Collapse

                    trading leanring sy earning ka process ha trader ko trading main tension nhi ho trader ko loss again and again na krna ha trader trading main decision achi lay trader ko forex trading ka proper knowledge ho trading main learning kay lay more trry krain aor learning ki complete process ko smjhny ki kosish krain
                    • #130 Collapse

                      Dear forex ka knowledge hona lazmi ha or just knowledge hi nhi trading ka liya achi management b lazmi ha phir ap tension free ho sakta ho bcz phir ap ko pta ho ga ka ma na loss sa ksa bachna ha agar ho rha ho to
                      • #131 Collapse

                        Jab Forex trading Mai aapki learning complete Hoti Hai tab aap Forex trading say without any tension apni earning ko complete kar sakte hain Forex trading main aapko maximum profit Hosmat Milta Hai Jab aap ki learning complete hoti hai aur aap Zyada Se Zyada Forex trading se fayda Hassan kar sakte hain without any tension
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #132 Collapse

                          Re: Learn Forex and earn money without any tension

                          Assalamu Alaykum

                          aap nay teek kaha, forex forum per hum jitna zayada time spend kar kay kaam ko learn krein gay k akhr forex ka kaam kasy kiya jata hai to ager hum NaY forex kay kaam ko juldi seekh Liya to hum bonus b zayda kama kay trading start kar saqty hein .tension say trading karnay say mistake aur barti hain

                          Thanks

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X