mahnet mai azmat hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnet mai azmat hain
    mahnet mai azamt hain hamy forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kr be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnet mai azmat hain

    Yes dear aap ki bat theek hai kya mehnat main azmat hai hamain chiay kay Market main trading karnay kay liay annaylisis achay rakhnay chiay or pelay hamain bonus acha hasil karna chiay is tara hamain kafi acha bonus mil jata hai trading karnay kay liay or hamain bonus account main kafi acha response milta hai trading main
    • #3 Collapse

      Re: mahnet mai azmat hain

      Mhent ma azmat ha hmy chaye hm forex m mhent kr paisa kam skty han forex ak online bussnes ha ar hm bagair paiso k account bna kr kam kr skty han ar bgair earning ke loss ho skta ha ar market ma blam ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: mahnet mai azmat hain

        Ji sahi Bilkul sahi baat Hai agr ham mehnat kreyin gy or apny kaam per focus kreyin gy to hi ham kamyab Insan bn skty hain mehnat hi sy kamyabi Hasil ho skti hai
        • #5 Collapse

          Re: mahnet mai azmat hain

          g bilkul ahnat main such main azmat hai or kamyab hony k liye mahnat karna zarori hoti hai forex aik boht he acha bsuiness hai jis main hum online trading kar k acha profit gain kar sky hain forex ko hum aik time table k sath karen tu hmain es main kam karny main bhi maza ata hai or hum kamayb bhi jaldi ho jaty hain es liye apny kam ko bahtr se bahtr kar k karen aghr kamyab hona chahty hain tu
          • #6 Collapse

            Re: mahnet mai azmat hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Batoolpk پيغام ديکھيے
            mahnet mai azamt hain hamy forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kr be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa
            Asslam O Alaikum Dear Forex Member hardward karna hota haiu agar ham as main mehnat karen ge to ham as main asani se kamyab ho jaye ge or hamen as main koshish yahin karni hoti hai kee as main dil laga kar kaam karen agar ham as main achhe tareeke se kaam karen ge to pher ham as main asani se kamayb ho sakte hain.....
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: mahnet mai azmat hain

              Dear friend ap theek kah rahy hain k mahnat main azmat hy hamain forex forum main ziada sy ziada mahnat hasel krny chahay jitny ziada mahnat karain gy to hamain forex main utni ziada kamyabi hasel hoty hy kamyabi sy hamain acha bonus hasel hota hy
              • #8 Collapse

                Re: mahnet mai azmat hain

                G han dear friend mahnat mn azmat hy hamain Pak Forex forum mn successful hony ky liye continue mahnat karni ho gi mahnat krny waly kabhi bhi nakam nh hoty Pak Forex forum mn agr ap ziada mahnat Karen gy tu AP ka bonus bhi acha hoga dear Kam Koi bhi ho us waqt tak successful nh hota jab tak hum us Kam ko interested ho kr aur mahnat sy nh krty agr ap mhnat Karen gy tu AP ko Forex forum mn kamyabi achieve ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: mahnet mai azmat hain

                  Bhai AP ne bilkull right kaha hai keh ham jab Tak mehnat nahi Kare ge tab Tak ham profit nahi kmaa sake ge aor ham aek expert trader banna hai to knowledge gain Kare aor trading ka experience bhi barhaey dosto forex me bohot faidaa hai aor Jo mehnat Kare gaa woh bohot hi acha profit kmaa sake gaa.
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnet mai azmat hain

                    Ji han aapane bilkul sahi kaha hai ki mehnat mein Azmat hai agar Ham mehnat Karenge To Ham Kamyab Ho Sakenge Agar Ham Nahin Karenge To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: mahnet mai azmat hain

                      I agree with your statement mehnat mein azmat hai agar aap log jyada mehnat karenge to jyada bonus milega acchi trading hogi kam mehnat karenge to Kam bonus milega kam trade hogi isse jyada trade hogi to jyada benefit jaega jaise aap jyada paise bhej raha kar sakenge apni life ko jyada comfortable banaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: mahnet mai azmat hain

                        G Han dear mehant me to azmat Hy lekin ham sab ko es forum me Beth Kay sochna chye Kay azmat me Kya Hy jesa Kay ham sab janty hen Kay mehant me to azmat hy lekin sochny ki baat to ye hy Kay azmat me Kya Hy shyd koi acha profit ya bonus chupa hua ho
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #13 Collapse

                          Re: mahnet mai azmat hain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Batoolpk پيغام ديکھيے
                          mahnet mai azamt hain hamy forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik online busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kr be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa
                          Ji bilkul mehnat Mein Azmat hai aur mehnat karne wale log hi Kamyab Hote Hain Jo log mehnat Karke Kam Nahin karte hain unko success bhi Hasil Nahin Hota agar aap success Hasil karna chahte hain to hamesha mehnat Karke kam Karen
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: mahnet mai azmat hain

                            G han dear ye bat tu hai kay ager ap es mai mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamhabi hasil kaf laitye hain kiyu jay mahnet mai azmag wali bat waqiya he theak hai tu ap es mai hamesha mahnet kay sath kam karain aur kamyabi hasil karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mahnet mai azmat hain

                              Friends ik haqeekat jis ko hum nazar andaz kar detay hain k mehnat main azmat ha jis say hum himmat har jatey hain or nakammi ka samna karna pharta ha is laiy is ko nazar andaz mat karain or ziyada mehnat karain ap ko is ka phal zaroor miley ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X