Forex main tajzia kitni dair karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main tajzia kitni dair karain
    Forex market mein hamen aapko pata hona chahie ki agar aapane koi bhi trade lena hai to uske liye aapko ek tajiya karna hoga means to say ke aapane analysis karne honge aur anil isase aapko ek se do ghante ke liye dar kar denge daily basis ke upar aur uske bad aapko entry point lena hai with risk to reward ratio jo aapko kafi jyada achcha income Dene ke kabil hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main tajzia kitni dair karain

    Asslam.o aimum..g han.dear ap ki bAAT thik hy pakistan forex ik acha air online bsuines hy hamin is min achi treading karny ka lia forex min achy experince ko hasil karna cbaye hum forex treading min ka demo account ko ziyada sy ziyad prictice karni cahye hum jitni achi prictice karin gy hum itna hi acha experinec hasil kR sakty hainn jis sy hum tread lagny sy phely hamin market ko achy aynamize karna cahye balke os tahziya karna zariori hy jis sy hum tab tak os markeet ka tajzia karty ragin jab tak hamin treading karny ka acha signal nahin milta tab tak hum markeet ko aynamize karty hajn jiss y hum achi treading kar ka acha profit hasil kar sakty hain..
    • #3 Collapse

      Re: Forex main tajzia kitni dair karain

      dear analysis karna koi asan bat nhe hae or analysis kuch ghanto main nhe hota is main to hate ke hafte lag jate hain to isi liye hamen cahiye ke hum ache se analysis karen phir ja kar he hum trade len take hum is main ache se profit hasil kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Forex main tajzia kitni dair karain

        Forex trading Ek risky business Hai Jab Ham trade karne lage To Hamen Apne risk ko dekh lena chahie sabse pahle Hamen market ka analyses karna chahie Jab Ham market ka proper analysis Kar Le To Hamen market Mein entry leni chahie Jab Hamen Pata Ho ke Ham market Mein profit banaa sakte hain To Hamen Usi Waqt trade leni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex main tajzia kitni dair karain

          Gorrx form mi asal serhi jisky zarey ham agy barh kar Barry tredar ban sakty Hain or tajzia kehty bi us chez ko Hain jis mi hamen apny wark ko har pehlo sy dekhna hota he or forex tu it a bara karobar or treding he k is mi nit nay nay nay roll aty rehty Hain or hamen har pehlo ay unko dekhna hota he or us par phir Amal karna hota he yani unko falow karna hota he
          بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
          • #6 Collapse

            Re: Forex main tajzia kitni dair karain

            Dear salaam to all of you...
            Dosto tajzia trading se pehle hotaa hai aor yeah profit gain Kar ne ke liey bohot zurroori hotaa hai hame chahiey keh ham trade se pehle market ko poori tarah se check Kar le aor pairs ka bhi khoob analysis Kare taa keh ham loss se Bach sake.....
            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
            • #7 Collapse

              Re: Forex main tajzia kitni dair karain

              Ji han jna jhan tak mai samjhta hun tu es mai ap ka tajziya karna kafi zayda zaroori kam hai kiyu kay ap ager es maj kamgabi jasil kar laitye hain tu ap sirf tajzihe ki waja say he kartye hain na
              • #8 Collapse

                Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                forex aik amm business ke tarha nahi hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                  Analysis tb tk karna Chahiye jb tk hm puri tarah se market ko samajh nhi lete. Puri tarah se hame market ka pata chal jae to uske bad hm trading kr sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                    Forex market mein hamen aapko pata hona chahie ki agar aapane koi bhi trade lena hai to uske liye aapko ek tajiya karna hoga means to say ke aapane analysis karne honge aur anil isase aapko ek se do ghante ke liye dar kar denge daily basis ke upar aur uske bad aapko entry point lena hai with risk to reward ratio jo aapko kafi jyada achcha income Dene ke kabil hoga
                    Acchi trading karne ke liye use time tak analysis karte rahenge chahie Jab aap ko is Baat Ka yakin Na Ho Jaaye Ki Ab aapane acche message kar liya hai jitne acche hain aap apni trading ke liye analyses Karenge aapki trading utani hi acchi Hogi isliye Hamesha try Karen ke Puri mehnat Karke aur focus ke sath analyses Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                      Assalam o alaikum dear forex member. Ap ne bahut achi post ki h k forex main tajzia kitni dair krain. Aziz members ye to sb KO pta h k pak forex aik esa online business h Jo time leta h hm jitna ziada time pak forex KO forex KO dain ge utna hmara experience extend ho ga or pak forex main jb trade ki jay to soch smjh k krni chahiay or jitna ziada time market KO analysis krain ge ap KO market k ups and down ka pta chle gs risk ka knowledge brhay ga to mere khial main ap aik behtreen kamyab trader bn sktay hn.'
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                        wsalm g bilkol hume agr apni trade ko kamyab bana hai r acha profit earn krna hai tu hume chae k sab sy pahle jab bhi trade open krne lagn tu pahle market ko dekhn market ka tajzia krn k market ki movemnt kea hai market up jae gi ya down us k bad hume apna trade open krna chae ta k hum loss main na jaen r acha profit earn krn
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                          Jahan tak bat hay kay hamen kitna analyze karna chaye market ko to dear brother analyze karny kelye koi limitation nai hay hamen chaye kay apny experience ko increase karnay kelye analyze karty rehna chaye. aur jab koi trade lagani ho to us waqat tak analyze karty rahen jab tak apko yakeen na ho jaye aur even kay hamen analyze karny kay bad ek bar Demo Account men zaror try karna chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                            g dear humein is mein zaida se zaida tar tajzia karna chaiye is mein hum jitni dair tajzia karte hain humein utna zaida trading ka experience bharta hai is mein hum mehnat karne se kamyab hoty hain aur is mein tajzia karne se humein is mein kamyabi milti hai aur hum kamyab ho saktry hain is se humara hi faida hota hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main tajzia kitni dair karain

                              Parampara Forex hone ki Badhai Ke Hum Hosh Mein kaam karte hain bahut hi jyada Garam Karte Hain To Hamen is Samay bahut hi jyada karte hain aur Hamen chahie ki Ham ismein kabhi bhi Agar Humse bahut hi jyada lalach Karenge To Ham ismein bahut hi jyada nuksan Karenge Hamen nuksan se bachne ke liye kabhi bhi lalach nahin Karni chahie
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X