Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he
    Bhai Jan yeh ni Chez mainy Dekhi ke kisi kisi thread par Jo letar ka nishan hota he woh red q ho jata he mujhy tu yeh andaza Howa he k shayad woh thread miyari ni hoti ya Mana Kia gia hota he h k is par post na karen wghaira
    بھیا تھینکس تو دیتے جائیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

    dear es ke waja yeh huy forex men jab hum kice thrdae pe zreada sy zeada jawabat dety hen to os ka letar kaa nisahn red ho jata hy humen chaia keh hum dforex men zeada sy zeada mehnt sy kam karen forex men achy thrdae kaeren gy tab he humaray trhrdae ky jawabat zeada sy zeada hn gy taab he hum forex men achi kamyabi hasail kar sakjen gy
    • #3 Collapse

      Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

      bhai jub whi thread ko 15 tak reply milin to wh red ho jati hn is ka multab yh hota hy kh yh posts ya threads bht ziyada chal chuki hy yani is ko bht sary logon ny read kia hy or knowledge gain kia hy bhai hmain chahiay kh hum aisi thread karin jis ky her leter per red ka nishan ho jay
      • #4 Collapse

        Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

        G janab ap ny ik acha sawal pocha hy to iska jawab yeh hy k threads par jo letter ka nishan hota hy woh red kun hojata hy to iski waja yeh hy keh us thread par posts ki limit pori hojati hy jiski waja se hamen agah kar diya jata hy keh ab koi bhi user is par posts na karey kun k iski limit pori hogai hy to hamen fresh tjreads ko hi chose karna chaheay aor reply dena chaheay
        • #5 Collapse

          Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

          dear g han ap nay sahe bat kahe hay meray khyal main in k threads good say good hota hay jis ki reason say in k threads k leter red ho jata hay agar ham chatay hein k ham k threads k arrow bhi bhi red ho jay to is main ham ko chye k ham is main jo bhi threadsko create karein wo forex k baray main he hona chye agar ha aia karein gay to ham kamayb ho paein gay .
          • #6 Collapse

            Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

            wo submit hony ka nishan hota hai so hamain is forex main thread k bary main information hasil kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main kam kar k hi hum real main bi trade karien gay aur hamain is forum main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum real main bi trade karny k kbil ho sakty hain it is best job
            • #7 Collapse

              Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

              jab post submit ho jate hain to red nishan a agta hain hamy market ko achy s samj kar kam karna chahey agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai broker ka ko balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain yai koi fake business nahe hain yai aik real or international business hain
              • #8 Collapse

                Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

                forex aik legal business hain hum is mai thread banaty hain or posting karty hain to later red ho jata hain is ka matlab yai hota hain yai posts ab reply ho ge hain hum isy dobara opne nahi kar sakty forex aik acha business hain hum is mi apne marze sy time table bana kar akm kar sakty hain is mai hamara ko be boss nahi hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

                  jab hum post ko replay karty hain to red neshan ata hain yai post submit hony ke nasahne hote hain forex aik online business hai hum is main aik din main aik account main 50 posts karty hain hum is main kam kar ky dollar kamaty hain agar hamy market main kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

                    asa main red nishan post submit ke almat hain hamy is main socha samj kar kam karna chahey hamy market ke movement ko samj kar is ky rules ko follow kar ky trading karne chahey agar hum is main bagar experience ky trading kary gy to hamy result negative hasl ho ga yai online ke duna main king business hain yai aik wase karobar hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi thread k letar ka nishan red q ho jata he

                      Ji han dear kuch threads mn red nishan hota hai but yh hota q hai yh humy sahi se malom nahi hai kuch log khty hain k nishan ghalat post ki waja se hota hai kuch log khty hain k yh nishan post ki limit kam hony ki waja se hota hai kuch log khty hain k yh nishan forex forum ki taraf se alert hota hai k hum is post par jawab na den forex buht acha business hai is k kuch rules hain unko follow karen kamyabi mushkil nahi hai....

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X