over night trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai jaan mukhtalif trading ke aapni apni strategy hoti hy trading ke kuch log din ko trading kerna acha smjty hain kuch rat ko. zeyada ter wo trader jo rat ko trading kerty haain wo scalping kerty hain kyn k rat ko market ke moment kam hati hy.aor wo apna profit ly k trade close ker dety haainhaain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mere khayal main to raat main trade krna risky ho skta hai q k ham us time so rahay hoty hain or hamian market ka pta nahi chalta sahi trah agar hamain loss hoa to hamain pta nahi chalay ga is liye main raat main trade k hak main nahi hoon
      • #33 Collapse

        sir baat ya ha kay forex ma over night tarding ho ya day ki dono same hi hoti ha ham kasi bhi time forex ma tarding kr sakty ha lakin aek ches ko zaheen ma rakna chahiye kay hamay sahi sahi tarding krni chahiye or forex kay rules kay mutabik hi tarde krni chahiye takay hamay forex ma loss nai ho
        • #34 Collapse

          Is Ka aek aam SA issue hy or wo ye hy jab ham USD/EUP pe trading Kar rahe hoty hen to hamre Pakistan men night hoti hy or in dono mulkon men din Ka time hota islie ham kehty rat ko market high jay ge q ke wahan pe din Ka time hota hy or movement oper neche tezi se ho rahe Hoti hy
          • #35 Collapse

            Overnight trading main market too slow move Karti Hai Lekin uss time Hum Soye hote hain isliye Hame pata nahi hota hai ke market ka kya trend chal raha hai isliye main overnite trading ke Haq mein nahi hai I'm a daytime trading Jyada acchi rehti hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #36 Collapse

              bhai har banda night mein trading kar skta hai is mein koe issu wali bat ni hai ap ko is mein just knowledge or information honi chhaiya tabhe ap is market mein kamyab hain warna ap day mein karin ya night mein loss kar lain ga.
              • #37 Collapse

                Dear mara khial ha overnight trading main or din ki trading main bohat difference ha raat ko market main changing ki speed bohat kam hoti or din ko zayada change hoti ha is leye raat ko ap apna profit loss control kar saktay hain
                https://t.me/pump_upp
                • #38 Collapse

                  rat ke time violate km hoti he jis ki wja se hum apna lose cover ker sakhtay he but din me violate ziada hoti he jaha humay ziada profit ke chances hotay he whi humay lose ke chances bhi ziada hotay he
                  • #39 Collapse

                    over night trading karna ye apni choise hay humain apni mrzi say hi is main kam karna hota hay hum is main agr ziada kam karty hain to ye b apni choise hoti hay is main kam karny main ko koi force nai karta hay humain learning kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market ko use karna humary liye best ho sakay demo ko use karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #40 Collapse

                      dear morning trading ho ya over night trading agar app ki trading me planing na ho or app news ko follow nahi karty to app kesi be type ki trading me kamyab nahi ho sakty.
                      • #41 Collapse

                        Well me nay overnight trading nai ki lekin kafi dost keh rahay hain overnight trading kafi beneficial hoti ha. Lekin mera khayal ha night k time market ki movement slow hoti ho gi. Well jo log overnight trading kr rahay hain unko ziyada pta ho ga
                        • #42 Collapse

                          mere kahyal say rat ko merkat ziyda move nhe karti hain qk din k time merkat sab say ziyda move karti hain jo k sab ko pata hain k din k time sab online work karte hain rat k time bhot he kaaam move hoti hain mai ne khud dekha hain k jitni b move hoti hain vo sab din ko ho jati hai or main din ko he apni trade karti ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Forex online business hai aur is ko worldwide traders ney join kiya hua hai. movement aap ki locally night mai slow ho sakti hai lekin internationally trade chalta rehta hai . ye aap pey depend karta hai k aap k pass kab time available hai trading k liye aur night trading mai bhi koi farq nahi parta q k international market on rehti hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X