Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???
    Aj kal ke advance dor me sari dunya technologies ka use karte hen or har medan me kamyabi hasil kar te he kia hum bhe forex me advance technologies ka use kar ke profit kama sakte he or un se fida le sakte hen ya nahi???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

    Yes dear forex market mein Ham expert advisor laga kar kisi bhi chart ye currency pair per auto trading ka results hasil kar sktay hain hamain chiay kay hamari robot main ham risk management ko apnay account kay hisab say modify kar kay upload kar dain is tara zada nuksan nahin hoga
    Last edited by ; 01-01-2020, 07:16 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

      Dear bonus account k lae automatic ya robotic trading ka option available ni hai, forex ma agr direct investment ki jae to us ma he ye option avail kye ja sakty hai, forex ma learning achi ho to robotic trading ki zarurat ni parti zayada tar apka zehan he asy points ko pick kar leta hai jaha sy profit ka chance zayada hota hai,
      • #4 Collapse

        Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

        nahi forex mein koi auto trading nahi karni chahiye ap ka mind jo ap ko kehta hai bus wohi karain us mein hi ap ko knowledge mile ga aur us mein ap ko experience mile ga aur experience se hia p acha kaam kar sakte hain to agar ap acha kaam karna chahte hain to dear apne mind ko robo banayen wo hi ap ko earning de ga aur wahan se hi ap ne earn kar ke apni life change karni hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

          Technology ka use bhi sahi tariky say or sahi way mai kiya jaye taab hee wo faida mand hoskti bain warna nahi . Forex mai automatic trading kar bilkul bhi munasib nahi hain is say ek to khud kabi trading ko samhj ni sky gy or automatic trading kabi bhi ek long term k liay ni kar skty hain. Or automatic trading ap ko wo nahi day skti forex say jo ap khud analysis self trading kar k hasil kar skty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

            forex mn ham ny to kabhi atomatic trading nhe ki hy , ye kia bla hoty hy pending order to hota hy jis mn ham price put kar dety hn aur pher us point per jab markete jaty hy to pher hamara wo order khud ba khud active hojata hy jis sy pher hamein is mn kafi ziada profit hasil hosakta hy kun ky ham markete per available hoty hn aur nhe bhi hoty
            • #7 Collapse

              Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

              Dear Mera Nahi khayal ky koi bhi kaam automatic hota hai Har kaam men he ache kamyabi hasil krny KY liye humen ache mehnat ki zarurat hoti hai aur agar Hum ache mehnat nahi kr sakty to hmare liye kamyabi bohat mushkil ho jati hai is liye humen chaheye KY fazool Baaton aur fazool kamo men apna time waste na kren balky apny kaam par ache tarha focus krny ki koshish kren yehe asal kamyabi ka acha rasta Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

                dear is main ham ko chye k ham is main phelay phel senior say s k baray main ilm ko gain karein k ham ko is tahra tradeing ko karna chye is main ham ko demo pr bhi sat sat practice kertay rahna chye agar ham aisa kertay hein o bad main ham agagy ki janib ber saktay hein agar ham ham is main jaldbazi kertay hein to ham is main kabhi bhi kamayb nahi ho saktay hein .
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

                  Automatic trading se Murad yah hota hai ki Ham Khud bahut trading start kar de Nahin Hamen Aisa nahin karna chahie Ham Logon Ko sabse pahle senior se acchi help leni chahie Unki help ke bagair Ham logon ko koi Kam Nahin Karna chahie Agar ham log Aisa Karenge To Ham Logon Ko nuksan Hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

                    g mery khiyal sy ap ko forex trading my auto trading ni kerni cayh ap ko yha sekh ker khud trade kerni chayh or ap jitni achi trade kery gyh ap utna aie acha earning ker gyh ap ko robot sy lose bhi ho skta hain or buht sy logh yha expert trader hain or ap agher ap yha sekh kerain gyh to ap is my acha earning ker lyh gyh or ap ko yha apny oper trade kerni chayh or market ko dekh ker trade kerni chayh .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia Forex me automatic trading karne chaye ya nahi???

                      Automatically trading g dear forex ek buhat great business hai is mein Humein zaida se zaida mehnat karni chaiye humein is mein kamyabi mehnat karne se milti hai aur humein technical support ki buhat zaroorat hai is se humein kafi help milti hai aur is mein Jo mehnat karne se kamyabi milti hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karne se hi kamyabi milti hai aur forex mein humein Technic ka use zaroor karen lekin dehan se Karen is se apka faida hota hai aur forex mein humesha zaida se zaida mehnat karni chaiye humein mehnat karne se hi kamyabi milti hai aur hum stop loss or take profit se apni trade kabhi bhi close kar sakty Hain humein is ka sahi se use karna Ana chaiye jitni mehnat karte Hain utni kamyabi milti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X