market main trend ka istemal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market main trend ka istemal
    market main hamain is k bary main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain is forum main bi knowldg acha ho ga tab hi hum real main trade karein gay aur market main bi greed ko avoid karein gay tab hi hum market main bi trade kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market main trend ka istemal

    Market ka trend find kerna bahot zaruri hai ky market hamesha both directions main move kerti rehti hai lekin market ki overall movement aik trend main continue hoti hai ky ham agar trend ko find ker lety hain tou hamain trend per hi trade open kerni hoti hai warna hamain kisi bhi time loss hona shoru ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: market main trend ka istemal

      Han g hame market trend ko dekhte huwe trading karni Chahiye. Hame pata hona Chahiye k market main kis waqt kya surtehal chal rahi hai or halat kaise hain. Mehnat karengy to kamyabi milegi
      • #4 Collapse

        Re: market main trend ka istemal

        g han bhai ham log forex market mein trend ko use kar kay or achay say analyis say kaam kar kay ham log es business mein kamyaab ho saktay hein or ache learning hasell kar ham log forex forum say bhe trade kay baray mein ache learning hasell kar saktay hein or forex trade mein kamyaab ho saktay hein
        دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
        • #5 Collapse

          Re: market main trend ka istemal

          g bilkul hamen trend ka istamal karna cheye or usi hisab sa he hamen trading karni cheye ,,phir hamen trading main kabhi bhe greed k sath kam nahi karni cheye greed karny sa hum kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain ,,,
          • #6 Collapse

            Re: market main trend ka istemal

            janab main nay is market main buhat say aisay trader dhaikhay hain jo trend ko respect nai daitay aur koshish kartay hain kai wo trend kai against trade lagayn takay acah profit lai sakain lakin mairay khiyal say yeh strategy buhat hi galat hai is market main kabhi bhi humay maket trend kai khiaf jan jana chahiyay aur puri market ka analysis karna chahiyay agar market buying main ho tu buy hi karna chahiyay aur agar market selling main ho tu sell hi karna chahiyay.
            • #7 Collapse

              Re: market main trend ka istemal

              Asalamu Alaikum.
              Forex mai trend ka istemal bht he important hain is liay achi trade k liay market ka trend ka maloom hona bhut zaruri hai. Trend ki base par hee trade lay or trend k against kabi bhi trade open nahi kary. Agr market ka trend up hain to sell ki trade kbi nahi lay or agr trend buy down side ho to buy ki trade ni lay.
              • #8 Collapse

                Re: market main trend ka istemal

                g bilkul market ka trend dkhna chahye q market kaisi chal rhi hay means k profit main ya loss main aur market main kis cheez ki value kitni chal rhi is cheez ko check karnay ko trend kehtay hain .
                AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
                • #9 Collapse

                  Re: market main trend ka istemal

                  Bilkul aisa hi hota hai Ham Logon Ko market course ke hisab se chalana chahie market ko check Karte Rahana chahie market ke trains Hai vah chij Hote Rahte Hain jisse Ham Logon ki profit and loss per Kafi Fark padta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: market main trend ka istemal

                    market main trend ka istemal gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading your day going so far my love and I will be there at kerty kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X