Forex policies bht strik hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex policies bht strik hain.
    Dear members apko main yeh btata chaln keh log jitna forex trading ko asan smjhty hain utna he ziada msla yeh ha keh iski policies bht ziada strik hain agr ap inko follow ni kren ga to apka account banned ya block kr dia jata ha is lia policies pa amal lazmi kren. Thanks dear members
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex policies bht strik hain.

    G han forex market main trading bilkul bhi asan nehi hai ky hamain forex market main trade continue kerny ky liay bhi bahot sary rules ko follow kerna perta hai tab hamain forex market main continue trade kerty huey kuch profit hasil hota hai warna jab bhi ham rules ko break kerty hain tou hamara account ban ker dia jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex policies bht strik hain.

      G bilkul thk lkn Mera khyal Hai keh dunya men her field ya business yahen chahta Hai keh unki policies ko follow kya jae qk shyd js maqsad ke lye unko create Kya jata Hai woh maqsad policy follow krne se he hasil ho skta hai.to forex ke rules bhi zyada sakht Ni bal keh hamari achi earning ke lye zarori Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex policies bht strik hain.

        Han g apne bilkul sahi kaha. Jo members forex rules ko follow nhi karte unko bht jald ban kar diya jata hai jo k hamara maqsad nhi hai. Hamara maqsad forex main kamyab hona hai isliye hame isi main mehnat karni Chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex policies bht strik hain.

          g bilkul forex ki policies bhot zeada strick hain or isko follow kar k chalny wala bhot mushkil sa kamiayb hota hai is par kam karna bhot mushkil hota hai hum isko kabhi bhe asan nahi samjh sakty hain ,,,
          • #6 Collapse

            Re: Forex policies bht strik hain.

            Asalamu Alaikum.
            Sahi kaha hain account ka block hona account ka banned honay ki waja forex trading mai nakami ki waja ye hee hain k hum forex k rules ko follow nahi karty hain sahi tariky say is ko istemal nai karty jo phr ek dum humaye bary loss mai daal dyti hain. Forex trading ho ya forex forum start karny sy phly rules ko samhjy
            • #7 Collapse

              Re: Forex policies bht strik hain.

              har buisness main policues hoti hain is forex main hamain learning kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is forex main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur hamain is forex main greed ko avoid karien gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex policies bht strik hain.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                Dear members apko main yeh btata chaln keh log jitna forex trading ko asan smjhty hain utna he ziada msla yeh ha keh iski policies bht ziada strik hain agr ap inko follow ni kren ga to apka account banned ya block kr dia jata ha is lia policies pa amal lazmi kren. Thanks dear members
                Form ki policies Sharaabi direct Nahin Hai agar is form ki policies mt5 form Ki Tarah Street hoti FIR to kya hi baten jo log form per spamming karte hain unko pata chal Jata ke Kaise kam Kiya jata hai yahan per bahut Sare log bahut kharab kam karne mein Lage hue hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Forex policies bht strik hain.

                  Forex k kam aik international kam hay r ye hay bhe online jis k waja se kafi risky hay kun k her kam yahan online hay to hacker her waqatattack kerte rahte han clints k accounts hack kerne k lye ise waja se waqataan fawaqtaan forex kafi rules introduce karata rhata hay jo k kafi strict bhe hotehan lakin ye forex members k lye bhut faida mand han un k pasie k security k lye han so keep trading and be aware forex rules.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex policies bht strik hain.

                    Forex policy g dear aesa hi hai forex policy buhat zaida strict hai qk forex k rules or regulation ko zaida log follow nae karte Hain jis se unka is mein sirf loss hota hai magar Jo is mein is ki policy ki baat karta hai toh is no humein lazmi follow karna chaiye is mein hum jitni mehnat karte Hain utna hi humein is mein us mein kamyabi milti hai aur humesha is mein aur is mein zaida mehnat karne se hi humein is mein zaida mehnat karte tabhi hum kamyab hoty Hain hum is mein jitni zaida mehnat karte hai utna hum is mein kamyab hoty Hain humein us k rules or regulation or policy ko strictly follow karna chaiye is se humein is mein kamyabi milti hai aur is se hum kamyab ho sakty Hain hum is mein jitni mehnat karte Hain humein is mein utna zaida faida hota hai humesha mehnat karne wale ko hi is mein kyabi milti hai humesha humein is k forex ki policy ko follow karte Hain aur forex kamyab ho sakty Hain aur forex mein humesha mehnat karne se hi hum is meinn kamyab hoty Hain aur buhat sari policy hai is ko humein strictly humein is mein is ki follow karna chaiye tabhi hum kamyab ho sakty hai jab hum is mein zaida mehnat karty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex policies bht strik hain.

                      Gee han forex main policy b boht strike hoty hai jo forex ko jitna easy samjho jab real main trading sikhte hai forex trading ki samjh aa jaty hai phir ja kar pata chalta hai forex ko policiies kitny zaida strike hoty hai is liay hum ko chayie yeh forum bonus account hai free main hai yahan apny marzi nai chalty is liay hum ko chup chap forum and insta forex ko policies ko follow karte rehna chayie phir hum safe rahay gai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X