forex main kisi formality ki zarort nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kisi formality ki zarort nahi?
    all dear forex mambers forex aik aysa business hai jis main kisi bhi trha ki koi bhi formalitiy ki zarort nahi hoti hai q k jub wo trading karty hain tu wo apni trading main khud he kamyab or nakam hoty hain jub k aghr wo forex main join hona chahty hain tu bhi es main sub he joining kar skty hain tu yah ak aysa bsuiness hai jis main kisi bhi trha ki koi bhi formality ki zarort nahi hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

    Baki forex mein kisi formality ki awaaz nahin hai agar aap kahate Hain ki bus yah mein post kar raha hun aur post kar raha hun iske bad dusri post kar dunga logon ki post dekh yaar apni post kar dunga to aap flop Ho jaenge aap apne business ka accident nahin kar sakte hai sar Apna Kam Ho jaenge aapko chahie kya aap Soch samajhkar acchi knowledge wali post Karen jismein logon ko impression filo
    • #3 Collapse

      Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

      Dear members Assalam o alaikum.
      Dear brother apki bat thk ha mgr main aik bat add krta chaln keh beshak formalty ki zaroorat ni mgr iski policies pa amal krna bht zaroori ha .dear brother apki bat se main is lihaz se agree krn ga keh is main har banda shamil ho sakta ha kisi bhi formalty ko zaroorat ni hoti. Thanks dear members
      • #4 Collapse

        Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

        g bilkul hum is main kamiyab or nakam khud he hoty hain yeh sub hum par he depend karta hai ..pak forex ko hum kabhi bhe join kar sakty hain is main koi bhe formalities nahi hoti hai ,,jo hoti hai wo required hoti hain ...
        • #5 Collapse

          Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

          g han bhai forex mein kisy kesam ke koi formality ke zarorat ni hoty es mein har banda mehnaat say kam kartay to woh zaroor amyaab hota hy forex aik online business hy ager ham log forex trade mein zyada mehnaat say kaam kartay hein to ham log bohut ache earning bhe hasell kartay hein forex trade mein hamen jahan par acha kaam karnay say profit melta hy wahen par thora lazy ho kar or kam learning or mehnaat na karnay ke wajha say loss bhe ho sakta hy es ly khoob mehnaat or ache learning say kaam kartay howay kamyaab hona chihay
          دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
          • #6 Collapse

            Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

            Market Mein achi wali confidence ke sath Yahan per investment Karni chahie confidence long time kam karne ke liye ek acchi wali achievement aur determination provide Karta Hai Ab Yahan per Ek Aur question Yahan per create hota hai Hote Hue Mein Najar Aata Hai Ki Ham Log Yahan per Kitni investment kar sakte hain regular method ke sath increase Karke sketch development Mein involved karna chahie Jis Tarah Hamen lagta hai ki Hamen bonus ke Taur per Milta Hai
            • #7 Collapse

              Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

              G han dear member forex main jo bh mehnat krta hai wohi kamyab hota hai is main hr bnda apni trf sy trade lgata hai ksi ko profit hota hai ar ksi ko loss hmn is main hard work krty rhna chaye
              • #8 Collapse

                Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

                Aslam o Alikum dear forex members yeh bat sahi hay k forex main formality ki koi zrorat nhe hay q keh ye apka apna business hay to ismain konc formality aur kaisi formality. bs ap rules and regulations follow kryin aur trade kryin asani say.
                AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

                  Forex market tou hamesha apny trend per move kerti rehti hai is main kisi formality ki zarurat nehi hoti ky ham forex market main formalities main perain gy tou hamain zyada faida ho sakta hai hamain forex market main trade kerty huey faida tab hi hota hai jab ham trend per trade open ker ky continue ker lety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

                    Aslam o Alikum ge Han hum ko Pak Forex forum par Kam krte Hoe kse bhe formelty ki zarorat bm when bas hum ko chahye k hum Pak Forex me mehnat kren knowledge hasil kren or Demo account par prectes kren Jo him knowledge hasil kren gy wo knowledge hmare Kam AE ga trading krte waqt hum jitna zeyada knowledge sekhen gy utna zeyada hum trading krte waqt Profit hasil KR sakte Hain es lye Jo bhe sekho Dil se sekho
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

                      Forex k kam bhut technical kam hay is men ap dunya men forex k experts is men hiss lete hn r ye online kam hay ise lye is men bhut se formalities han jo ap ko pore kerne prtee han takee forex men ap survive ker skeen,forex tarding men jese ap direct trading nae ker sktee ap ko aik broker k zarorat hota hay ise tarah ap dollar men he trade ker skte han i tarah k kae dosree formalities han so keep trading and learning forex to chnage your life.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main kisi formality ki zarort nahi?

                        Jain college mein kisi formality ki jarurat Nahin Hoti. Aap Jo Bhi Karte Hain uska result aap khud dekh Lete Hain. Ismein Koi dusra involve Nahin Hota isliye aap Kisi Ko Ilzaam Nahin de sakte. Ismein Koi documentation Nahin Hoti Itni Jyada isliye uski formalities Nahin Hoti.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X