posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen
    mistakes jab bhi hum posts ya threads mein kartay hai tu wo post hamaray ghalat sabit hotay hain is liye hamein chahiye hai ke hum is mein posts dhyan se karnay chahiye hai psts mein koi ghalati nahi honi chahiye tab hi hum is se achha bonus hasil kar saken ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

    Mistakes Agar dubara se theek Na kar di jaaye to vah aapke last ko maximize karti hai ki aap jyada se jyada last Karen agar aap galti ko catch kar lete ho to aap experience positive ki taraf lekar ja Rahe hote to aap use bahut kuchh sikhate Ho Jo aapke liye best hai to aapko chahie ki post karte waqt sabse chhoti chhoti galti karte hain usko samjhe dekhen Agar galti HO jaati hai usko delete Karen fir se nai post material wali logon ko samajh aane wali Karen
    • #3 Collapse

      Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

      New members hn ya seniors forex pe posts her ksi ke lye important hote hain.new members ko to forex pe posting pe bht zyada focus krna chahye qk achi r quality ke posts he age ka trading men way hon gen.quality ke posts ke lye hameshan forex ke related honi chahye r repeat Ni hon chahye r asan alfaz men hona chahye.
      • #4 Collapse

        Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

        Ap ny sahi kaha hai k agar ap post mehnat sy karty hai or sahi reply karty hai or phir ap spelling mistake kar dety hai to ap ki mehnat zaya ho jati hai q k jo ap ny likha hai us ki smajh nahi aty hai is liye jab ap post karo to post karny se pehly ek dafa read zroor kar ly k sab theek hai ya phir koi mistake hai.
        • #5 Collapse

          Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

          Dear friend forum pe posts men mistakes ki waja se posts ki quality low ho jati hey aur forum pe 2 kism k log ziyada mistakes kartay hen aik woh jo jaldi men posting kartay hen woh spelling mistakes ya words mistakes kar detey hen aur dusaray woh jin ki education kam hoti hey woh spelling mistakes kartay hen iss liay soch samaj kar fresh mind k sath posting kiya karen
          • #6 Collapse

            Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

            Aoa. kesy hy ap
            g apni bht achi baat ki is sy hm sb ko hi faida hoga ku k jitni koshish ho sky apny mistake galtiyo ko dur krde
            • #7 Collapse

              Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

              dear g han ap nay sahe swal kia hay agar ham nay kamayb hona hay to is main ham ko chye k ham is main apni mistake say learn karnay ki try karein is main ham k chye k ham apni mehnat k sat aor honesty k sat apnay kam ko jary rakhein agar ham aisa kertay hein tpo ham is main zaroor kamayb hon gay .
              • #8 Collapse

                Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Forexlover1 پيغام ديکھيے
                mistakes jab bhi hum posts ya threads mein kartay hai tu wo post hamaray ghalat sabit hotay hain is liye hamein chahiye hai ke hum is mein posts dhyan se karnay chahiye hai psts mein koi ghalati nahi honi chahiye tab hi hum is se achha bonus hasil kar saken ge
                Forum per bahut Sare members Jab post karte hain to bolkar post karte hain Yahi vajah hote hain ki bahut sari post Mein spelling uski mistake hoti hai hi Hamari post ke delete hone ka yah Bhi Ek bahut main reason hota hai isliye post karte hue spelling Ka Khyal Karen
                • #9 Collapse

                  Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

                  G an k bat darust ha agar ham bar bar ghaltiaw kranw gay to hamary question k koi value nhe ho ge q k wo ghalat tasawar ho ga is ly mistake s bachna chaey
                  • #10 Collapse

                    Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

                    hamy posts ko read kar ky is main mistake ko durust kar ky replay kana chahey kue ky aik be mistake hamra account wash kar dyge or account main magoda balance be wash ho jay ga hamy loss hony ke waja ko durust karna chahey hamy aik time main aik he pair main trading karne chahey hamy aik time main aik trade open karne chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

                      Dost ap ny Sahi Kaha hai hamen posting k waqt spallings main ki jany wali ghaltion ka zrur khyal rakhna chaheay agar ham aisy he posting Karti rahen gy Tu hmari posts delete ho Jain gi
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

                        ji han bhai ager aik bar huk sy koi bhi mistake ho gai hy to hmain dobara whi nh kerni chahiay q kh aisi mistake sy hmain kuch hasil nh hota bulkh hmain loss ho hota hy ager hum sy trading ky douran ya bhir posting ky douran koi mistake ho gai ho to hmain whi dohrani nh chahiay bulkh hmain is cheez ka khayal rakhna chahiay kh kia hum whi mistake to nh ker rhy jis ky zariay hmain loss ka samna kerna pra
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: posts kartay wakt honayb walay mistakes ka khayaal rakhen

                          G Han dear ap ny Sahi Kaha hai hamen Forex main posting k waqt hony wali mistakes Ka full khyal rakhen is main apka he faida hai Forex main agr ap kamyab hona chahty Hain Tu apni ghaltion ko improve Karen
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X