Market ko analysis kar ke tijarat karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analysis kar ke tijarat karin
    dost jab hum is mein kaam kartay hai tu hamein chahiye hai ke hum is mein jab bhi tijarat karain tu hamein is mein tijarat kholne se pahle market ko analysis kar lenaa chahiye jab hum market ko analysis karte hain tu hamein market ke rujhaan kar malom hotaa hai is liye hamein chahiye hai ke hum is mein market ko analysis karnaa bohat zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

    Market ko analysis kar ke tijarat karin gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap cahi tradinng kerty hoay aap mehnaat kerty hain too.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

      dear g han ap ki bat kafi limit tak sahe hay agar ham is main market ko analysis kertay hein to is main ham ko achay say achay response hasil ho g so ham ko chye k ham is main koi bhi tradeing k time main aisa point ko miss nah karein jis say ham ko bad main apnay kiway per sherminda hona per jay is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat apnay kam ko karein .
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men achi trading k liay market ka anaylsis bahut zaroori hey aur anaylsis karnay k liay pahlay news aur signals check karen aur phir trading chart ko dekh kar market ki movement aur trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

          wsalm forex trading main hume loss kiun hota hai jab hum market ko analysis keye baghair tuqe sy forex market main trade open krte hn us waqt humsha hume loss ho jata hai humsh ache trader sab sy pahle forex market ko analysis krte hn usk bad tasli kr k market main apna trade open krte hn r profit earn krte hn humsha forex market main analysis kr k trading krn
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

            g bilkul hamen phly market ko analysis karna cheye ...phir he hamen trade karni cheye or hum achi trade bhe ise waja sa he karty hain ,,hamen bhot zeada struggle k sath kam karna cheye ....jub hum trade main analysis karty hain usky bad hamen acha knowledge ho jata hai jis waja sa hum tijarat karty hain ,,,
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Forexlover1 پيغام ديکھيے
              dost jab hum is mein kaam kartay hai tu hamein chahiye hai ke hum is mein jab bhi tijarat karain tu hamein is mein tijarat kholne se pahle market ko analysis kar lenaa chahiye jab hum market ko analysis karte hain tu hamein market ke rujhaan kar malom hotaa hai is liye hamein chahiye hai ke hum is mein market ko analysis karnaa bohat zaroori hai
              G han sir apne bilkul sahy farmaya hai k agar hamen ismien sahy se trading karna hai aur earning karna hai to hamen market ko analysis karke hy trading karna chaye kyunki agar ham apni knowledge k mutabiq trade ny karenge to hamen kabhy bhy profit hasil nhy hoga apni trades mien.
              :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                forex aik acha business hain hum is mai night mi be kam kar sakty hain hum is mai dya mai be kam kar sakty hain forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                  G han sir ap ne bilkull sahi kha k agr hmen as m sahy tradig krna ha ar earning krna ha ro hamen maket ko analysis kr k trading krna chaye k agr ham apni knowledge k mutabiq trade nh kre to hamen kbhy bh profit hasil ho ga apni trade m earning krna ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                    hamain market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain anlsye kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain expeirence hasil ka rk h ihum achy say trade kar k hi hum run karien gy aur hamain market main har koi kam kar k acha earn kar skaty hain but hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum run karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                      Indictaer ka use na kia kry wasy normal andaz my hamaya nalyaia krni chiya jo tecnical analysia hoti hy agr ham mhant kry ham sahi hardwork kry to tbbhi ham is my agy barh sgy gy mhant achi kry achi kamyabi hasil kry shi kamyabi miky gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                        g han ap ny boht achi bat ki hai forex trading main hmaisha market ko achi trha se analysis kar k trading karen q k market k hisab se he hum apni trading ka faisla kar skty hain or hmain loss bhi tab kam hota hai jub hum apni trading ko maket k hisab se karty hain or hmain chahye k market ko smjhny ki ability ko strong karen jis se hum kamyab ho skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                          Dear friend hamesha trade opon karny say pahly market ko achay say anlese karen as main os pear par trade karen go ak bahteren intry point par ho aur wahi singnal ap ko bahteren profet day sakta hy as leye market ko samvhny ki koshesh karen acha kam karen aur apny acount ko bara acount banany ki koshesh karen forex main kameybi bhi money mangment say hy as bat ko bhi lazmi samghen
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                            Aslam o Alikum forex members yeh bat sahi hay k market ko analyse kar kay he trade karni chahye q k aysy he trade start kryin gay to apkay pass koi updates nhe hn ge lihaza market ko analyse kryin aur daily news ko sunain .istrah apko updates mil jayin ge.
                            AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko analysis kar ke tijarat karin

                              forex k kam men ap ko apne learning ko strong kerna hay daiky k trading se learning firex related articles se learning year end ho gya hay ab ap 2019 ka pora analisis mil jae ga internet forex ka apnis ko use ker k apna amalysis strong ker skte han so keep trading and learning in forex will change your life.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X