Trand Chanle

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trand Chanle
    hy gys mein ap ke liye ek indicators ly kar aaya hon jo ap ko 99% loss se bchai ga agar ap ko jis tarha mein ap ko bta raha hon osi tarha use karo gy to pehle to ap ne is ko 1d pe lagana hy or jab marekeet ka trand down ho to os ke opposit markeet chanle ki last line ko touch kare to ap ne jis taraf trand ho order laga dyna hy ap ko kam se kam 400$ ka fyda ho agar ap ne 1 pe order lagaya to
    agar kisi ko is bat ki samjh na aai ho to mujhse dobara poch sakta hy
    my skype id sajjad.hussain655
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g mjy tou AP KI BAT KI SAMAJ NIA AAI K AAP KIA KEHNA CHAHATE HAIN YE AIK BEST WAY HY TRADING KARNE KA KEEP WORKING HARD I BELIEVE IN WORK HARD BUT AFTER LEARNING
    • #3 Collapse

      Market trend bohat zaroori hai aur jab hamary pass ache technical skills honge to market main kafi profit kar sakte hain. Market trend ko daily main check karna acha hai aur is tarah se hum profit gain kar sakte hain. Kun trend is friend aur is tarah hum successful ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        bhai na to aap ne indicator ka naam bataya hai aur na hi ye bataya hai k last line ka hamain kesay pata chalay ga aur 400$ kesay aajain gay aap kuch explain karain yahan pr
        • #5 Collapse

          dear es tra kisi koe bhi smj nahi aye gi hum log koe najoomi nahi hai jis ko pata chal jaye es tra without screen short k pata nahi ap k pass kaon sa indicator hai
          • #6 Collapse

            yes dear mere khiyal main ap ne theak kaha hai dear maine ap ko add ker liya hai skype main dear mere khiyal main ap ne boht hi achi post ki hai dear i agree dear ap ne best work bataya hai dear
            • #7 Collapse

              sajjad bhai lagta hay kafi experience hay aap ka forex main bhot achi baat hay mujhy bhi aap say seekhny k muqa mily ga or aap s waqt forex main kis position per hain please?
              • #8 Collapse

                my dear ap ki information buht achi hai but sirf yewh kehna k ap sirf indecators ko use krte hoye 400$ tak earning kr sakte yeh kuch munasib baat nahi but mein samjta hoon har trader ko apni trading mein technical or fundamental analysis k sath indecators b use krne chahiye
                • #9 Collapse

                  forex trading mai bhot se cheeze hote hai jis ke through app market mai analysis kerte hai ous mai se aik hota hai trend channel.jis ke waja se app ko analysis kerne mai asani hote hai.
                  • #10 Collapse

                    gee haan bhai hmein apne trading ke lie trend ko dekhne ke jo indicators hote hien un ko smjhna hota he aur un ke help se hmein trading trend ka sahih pta chlta he aur hm apne ache trading kr ke profit asane se hasil kr lete hien
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      trade main kam karna hay to hard work kar kay achy say ana ho ga jis say market main kam karna sai ho sakta hay trends ko follow kar kay achy say ana ho ga is main analysis karny say trade ko smjhna sai hota hay magr trade main kam karna hay to high risk main ka karty hain to kafi achi earning hasil ho sakti hay learning best hogi
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X