ap kitna greeed keretn hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay forex ma mane aek dafa greed kia tha lakin mujay loss ho gya tha islay phr mane greed nai kia qk forex ma agar ap greed krty ha to ap forex ma kabi bhi nai earning kr sakty ha islay khyl say tarding kia kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear me bahot zeyda greed karta hon esi waja se mujy loss b bahot zeyda ho jata hay meri koshish to yahi hoti hay k greed se kesi tarha bacha jaye magar esy nahi ho pata hay
      • #48 Collapse

        forex trading aik aesa kam hay jis me greedy kabhi nai hona chahie warna apko boht zada loss ho ga forex me. forex trading me boht soch samjh ke order lagana chahie wrna phr apko loss ho ga. or hamesha achy pair me trading kare. jis pair ki apko knowledge na ho us me trading nai karni chahie.
        • #49 Collapse

          Mera manna hai k Greed is curse. Laluch buri bla hai. Aik target rakh kr trading ki hay aur wo target achieve ho jany pr trade ko close kr dena chahiye q k agr lalu h kro gy to loss kro gy.
          • #50 Collapse

            yar ye ek international business hy humein yahan par bilkul bhi greedy nhi hona chayeion agr hum ne yahan par kamiyab hona hy tou lehazza humein chayein ky hum yahan par mehnat kartey rahey aur yahan se earning kartey rahey bagair greedy hoye
            • #51 Collapse

              Mai tou es market mai new ho aur mujh say emotion control nahi hotay aur mai greedy bhe krta ho. Likan mai koshish kr rha ho k es market mai greedy ko control kr KY kam kro.
              • #52 Collapse

                dear mai forex mai ab greed nai krta pehly krta tha aur mujhy boht zida loss hoa tha laykin mai nay phir ziada greed karna chor dia hai kun k iss say app achy trader nahi ban sakty aur app ko hamesha loss ka samna karta parta hai.
                • #53 Collapse

                  Gee mery bgai ap ka thread acha hai. Mai tou es market mai new ho. Mai es waqat na greedy aur emotional ko control nahi kr pa rha Jo. Aur mai koshish kr rha ho k greedy aur emotional ko control kr sko aur profit earn kr sko.
                  • #54 Collapse

                    nhi mana bhot sekha hain greed sa allah k kram wa fazal sa ma nhi krta greed ma apna view or fasla pr atal rahta ho agr hum achi trading krna then possible hum or be kuch krna lakin bina is k hum kuch be nhi kr sakta
                    • #55 Collapse

                      Yeh hamari buhat bari weakness hoti hy keh jab hamain profit honey lagta hy to hum aur ziada profit key chakar main par jatey hain aur greed krna shuroo kr detay hain. Hamain agar greed krna hy to learning key leye krain takeh is sey hamain koi faida bhi ho. Big profit key leye greed krain gey to nuqsan uthayen gey.
                      • #56 Collapse

                        greed kar kay kam karnay main kafi riks hota hay humain is mai nagr success hasil karni hay to market ko learning kar kay achy say kam karna ho ga ta kay ziada achi earning hasil ho sakaya magr humain greedy ho kar ore and more kay chakar main kam karny main kafi risk ho sakta hay humain demo ki help say market ko understand karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #57 Collapse

                          Forex trading business mein koi bhi trader greed karta nhi ho jata hy kiok jab bhi koi trader profit earn karta hy tu aur ziada profit karne k liye trading karta hy tu ye hi us ki galti hoti hy kiok us se koi mistake ho sakti hy aur trade loss mein aur account wash ho jata hy is liye greed se bach kar trading karni cahaiye
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #58 Collapse

                            dear bro forex trading main greed ap ka profit loss ki taraf lay ka ja sakty hy is liy greed se bachna chay jo profit ho us per satisfied hona chay
                            Signature removed by moderator

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X