experience finsh mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    experience finsh mistakes
    hum men jo experience ata hai wo hamari mistake koeasily khatm kerta hai or achaa trade bunata hai or mistakes hamari tab all mistakes khtm hougi jub humen experience houga Am I Right)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Friend ap ki bat teak hay agar kisi ko forex may trading kartya hoia loss howa hay tu us ko chahiyah kay jab phr market may aian tu apnay galtiyoon sya kuch sikah kay trading kariay tu loss nahi hoga use.......
    • #3 Collapse

      hm bhai zahir hai jab apko experience hojaega to ap sb smjh jaoge phr ap sb sahi se kroge to apko loss bhi nahi hoga ap aram se profit kama skte ho..
      • #4 Collapse

        Experience ek aisi cheez ha jo insaan ko her business mai kamyab bana deti ha beshak wo koi be business ku na ho har business mai experience ki zarorat hoti or isi trah forex mai be experience ki zarorat hoti jis kay pass experience ha wo is business mai loss ni hoga or achi earning kar kay apna life style kar sakay ga.
        • #5 Collapse

          Experience is the name of your mistake, a good trader is who, learn from his mistakes, and never repeat the same mistake. I believe everybody here in this forum, having many mistakes, and after having great mistakes, they are great trader.
          • #6 Collapse

            ji bhai ji ap ki baat thek hai k is main jab ham kam krty hain to is main kam krny ki waja se hamy is main profit milta hai jis main hota ye hai k is main profit kamana mushkil ho jata hai jis main hamy is main kamai krni chye is main kam krny k liye ye bht hi izada zrori baat hai
            • #7 Collapse

              g haan bro ap bilkul theek kh rhy hen humary pas expreince hoga to phr mistakes k chances bohot kam hojaengy :)
              • #8 Collapse

                ji ha agr hamary pass experience hoga to hm mistake nai kar skty or zayada tar mistakes experience na hony ki waja sy he hoti hai.
                • #9 Collapse

                  right.. experience finishes our mistakes. if we learn more from demo account that is best fake account for learning and also we learn from expertise of this field then we will not experience loss and we will be successful soon
                  • #10 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan ap sehi bat kar rahey hen key forex trading key business me ap apney knowledge aur experience ki base per apni mistakes ko khatam ker latey hen ya un per control kar saktey hen.
                    • #11 Collapse

                      Yes insan ghaltiun say he seak k arha hey q k ghalte say insan ki experience byartti aur phr experience say insan ki ghaltiyan km hojati hey aur bad main phr bilkul khtm hojati hey islia Forex main experience has il kro
                      • #12 Collapse

                        experience is the only teacher which leads you to avoid the mistakes and teach you to correct them so the Forex experience is very important and experience with knowledge is most important.
                        • #13 Collapse

                          forex mainmistake say he insan sekhta hai jab experince hasil ho jata hai to app ko trade bohat asan honey lagti hai k app ko har trade mai acha profit hasil hona shuro ho jatahai
                          • #14 Collapse

                            bhae aap right keh rahy ho. forex mai ham ko experience ho jaey to hamari kafi mistakes khud ba khud khatam ho jati hai. aik experienced person jab trading karta hai to wo proper market ka analysis kar k trading karta hai jiski waja sy usko trading mai earning hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agr aap smjhtay ho k aap k pas experience nhi hai ya aap ka experience finish hogaya hai to aap mistakes krogay aur agar aap ne mistakes ki to aap ko koi faida nhi hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X