How to know that I have already posted in a thread??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to know that I have already posted in a thread??
    Assalam O Alaikum, Is it possible that I can get information about a thread that I have already posted in this thread and now I should not post again in this thread. Is there any answer?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear its a very simple way to chek it jab ap koi posts krty hen to us k thread k start men aek green colour ka arrow sign ban jata hay is sy ap ko pta chalta hay k ap us thread pr post kr chuky hen is k elawa ap forum k first page pr threads k mutaliq different signs ko bhe view kr len us sy ap ko tamam information mil jay ge
    • #3 Collapse

      g agr aap ik.thread ma aapna reply post kr chuky hain tu phr bhi aap uss ma.dobra reply krsakty hain post kr sakty hain iss sa account ban nh hota haj
      pr agr aap dekhna chaty hain k post ho chuki hai ya nhi tu thread k oper ik green color ka arrow aa jata hau jiss ka matlab hota hai k iss ma aap na post ki hoi ha
      • #4 Collapse

        is mein threads ka to apko nahi pata lagta lekin posts ka pata lag jaata hia ke apne iske andar already posting ki hui hia.
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein forum mein jo thread mein post krne hote he woh hm kr lete hien to phr us thread ke oper aik arrow ka nishan a jata he es se hmein pta chlta he keh is thread mein hm ne post ko reply kia howa he phr hm kese aur thread mein reply krte hien
          • #6 Collapse

            jis post py ap ny aik dafa comment ker diya hai dobara oc py comment na karian or na hi system oc pay dobara reply ku accept karay ga. jis post pay ap reply ker dain oc per approval k baad green mark aa jata hai.
            • #7 Collapse

              wasiy to dear aj kam masla bana hua hai k ap ki posting sath sath approve nahe hoty or in main time lagta hai . jiss se hamain masal ho hota hai k ham kon se post ka jwab da chukay hai or kon se post ka jawab daina baki per jo post ap ki approve ho jai gy per green clour ka arrow ap ko nazar ayin ga .
              • #8 Collapse

                Jab aap ney koi post already ki hoto hy to aap ki post par green sigh aa jata hy, jis sey aap ko pata chal jata hy keh aap ney yeh post already ki hy. Is ky elawa aap ko khud bhi yad rehta hy keh aap ney kon konsi postings ki hain aur konsi nahi ki hain. Aik hi post ko bar bar krney sey aap ka bonus deduct ho jata hy.
                • #9 Collapse

                  walaikum assalam.. janab hum jis thread pe post kar chukay hotay hain apna reply tou uskay left side pe green nishan ajata hae jo yeh show karta haeee k hum iss thread pe post kar chukay hain.. o hamen dekh k threads open karni chahyie..
                  • #10 Collapse

                    Dear ap n bilkal tek kaha ha jab ap aik post ka reply karty han or post approve ho ge to us pe aik green color ki line aa jati ha jis ap ko pata chalta ha k ap n post ka reply kea hua or phr dobra is ka reply ni dana ha
                    Be safe .its a dangerous market out there...:D
                    • #11 Collapse

                      dear kuch dare pehle asa hota tha k hum jo b post write ker lata thay us thread per aik mark lag jata tha jis se humain pta chal jata tha k ye post pehle hum write ker chukay hain but ab hamari posts moderation per jati hain aur jeb moderator ye posts approve kertay hain to he ye mark lagta hay aur hum jan sektay hain k hum ni is thread per comment post ker dia hay is se pehle pta ni chalta belke humain khud he yad rekhna hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Jab aik thread par green arrow aa jata hy to is ka matlab hota hy keh aap ney is thread ka reply dey dia hy. Is leye aik hi reply ko bar bar karain gey to aap ka bonus deduct ho jaye ga. Hamain forum key rules ko follow krna chaheye aur koi aisa kam nahi karna chaheye jis sey hamara account ban ho jaye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          posts karna ye aik to aik kam hi hay humain daily forum kay account par kam karna hota hay jis say ye hota hay kay hum market main trade ko place karty hain jis say humain achi earning hasil ho askti hay magr humain is main high risk main order ko place karny say ziada achi earning hasil ho sakti hay demo ko use karna kafi best ho sakta hay
                          "The mind is everything, What you think you become"

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X