Dear friend i san main hosla nahi hy gab kuch melta hy to as main bohot galdy karty hain gesay agar hamary trade loss main chaly gaty hy agrar 200s ka loss bhi hota hy hum bardasht karty hain aur intazar karty hain leken agar wahi trade wapas profet main aty hy to hum 10s k profet main closs kar dety hain agar ap ki koy trade profet day rahi ho to as main bhi ap ko sabar say kam lena chahye aur gab profet day to asay closs karen achay profet main
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим