first time apni investment par trading k waqt ki feelings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    first time apni investment par trading k waqt ki feelings
    Jab Main Yahan Par Pehli Dafa apni Khud ki investment Karke Ek Aise broker ke sath kam Kiya Jiski leverage bahut jyada Thi to use Waqt Mere feeling bade hi Ajeeb the Kyunki vahan per Mera bonus account nahin tha balki Meri apni jaati investment Thi Aur yah investment main Kafi main ja maa ki hui thi Mere feelings aur mera dil bahut ghabraya hua tha aur lekin Fir Bhi Mujhe trading ka idea hone ki vajah se main acchi khasi profit ki aur Ab Mujhe Apni investment kar ke yahan per training karne mein koi masla nahi hota agar aap apni investment karna chahte hain to aapko apne aap Mein acchi feeling rakhni Hogi aur Khud Ko majbut karna hoga loss profit is Jagah ka Khaas baat hai lekin Yahan per Apne aapko Sahi Rakhna chahie Hota Hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

    jab hum pahle bar investment kar rahay hoty hain to hamy dar lagta hain lakin hamy himat sy kam lena ho ga q ky confidence waly traders he forex maai kamyba hoty hin hamy market ke movement ko samj kar forex mai km karna ho ga pher he hum paaisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha or unique business hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

      first time mai hum fear feel katy hain but hamy soch samj kar risk lena ho ga forex aik wasee business hain is ko samjna asan nahi hain hamy mahnet karne hi ge pher he hum pasia kma skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

        Trading k liye direct invest karen ya bonis se invest karen 1st time to feeling waki kafi change hoti hain r insan emotional jo jata hai kiun k eik traf profit milny ki khushi to dosri traf loss ho jany ka dar dar per kaboo rakhy r achi trade kerny k liye bus apny emotions ko control mai rakhen r trade kerna sikhen r achi trade ker k profit banaen
        • #5 Collapse

          Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

          first time investment per bahut ziada dil ghabraya hota hy mager hamein is mn himat sy aur pher soch samjh kar kam karna chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hsoakta hy so hamein is mn chaey ky ham analysis ky sath kam karien aur pher mehnat aur pher lagan sy kam karien jis sy ham is mn ik achy earning kar skaty hn
          • #6 Collapse

            Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
            Jab Main Yahan Par Pehli Dafa apni Khud ki investment Karke Ek Aise broker ke sath kam Kiya Jiski leverage bahut jyada Thi to use Waqt Mere feeling bade hi Ajeeb the Kyunki vahan per Mera bonus account nahin tha balki Meri apni jaati investment Thi Aur yah investment main Kafi main ja maa ki hui thi Mere feelings aur mera dil bahut ghabraya hua tha aur lekin Fir Bhi Mujhe trading ka idea hone ki vajah se main acchi khasi profit ki aur Ab Mujhe Apni investment kar ke yahan per training karne mein koi masla nahi hota agar aap apni investment karna chahte hain to aapko apne aap Mein acchi feeling rakhni Hogi aur Khud Ko majbut karna hoga loss profit is Jagah ka Khaas baat hai lekin Yahan per Apne aapko Sahi Rakhna chahie Hota Hai
            Jo log Forex trading Mein investment karte hain aur first time kam kar rahe Hote Hain Mere Khyal Mein unko bahut dar lagta Hoga Kya Kahin Unki investment loss Mein Na Chali Jaaye lekin unko Dar ke Kam Nahin Karna chahie brave hokar kam karna chahie
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

              hamy experience or knowledge hasil kar ky trade lagane chahey hamy market ke movement ko dakt kar capital invest karne chahey hany forex ky shear main be hesa lyna chahey ta ky hum acha profit hasil kar saky hamy is main fresh mind ky sat trade lagane chahey hamy is main dar dar kar trade nahe lagane chahey yai aik acah business hain
              • #8 Collapse

                Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                forex aik wasee business hain hum is mai pasia invest kar ky acha munfa kama sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasal ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum gar mai bath kar si mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                  Jab Main Yahan Par Pehli Dafa apni Khud ki investment Karke Ek Aise broker ke sath kam Kiya Jiski leverage bahut jyada Thi to use Waqt Mere feeling bade hi Ajeeb the Kyunki vahan per Mera bonus account nahin tha balki Meri apni jaati investment Thi Aur yah investment main Kafi main ja maa ki hui thi Mere feelings aur mera dil bahut ghabraya hua tha aur lekin Fir Bhi Mujhe trading ka idea hone ki vajah se main acchi khasi profit ki aur Ab Mujhe Apni investment kar ke yahan per training karne mein koi masla nahi hota agar aap apni investment karna chahte hain to aapko apne aap Mein acchi feeling rakhni Hogi aur Khud Ko majbut karna hoga loss profit is Jagah ka Khaas baat hai lekin Yahan per Apne aapko Sahi Rakhna chahie Hota Hai
                  doston forex mein kaam karte hue jab main first time apni vestment ki thi to use waqt mere account mein jo hai vah vah account job on sev nahin tha balki Meri jaati investment Jyoti vah main uske sath jo hai vah ek broker ke sath trading ki thi tu mera use waqt tum mujhe kafi tension nahin main matlab kafi problem create nahin lekin jab mujhe usmein profit hua to fir mujhe jo hai mera hosla banaa aur mujhe tasalli Hui
                  • #10 Collapse

                    Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                    first time investment per trade ki feelings g dear mujhe is feelings ka zaida andaza nae hai magar is se shayad buhat acha ehsas hota ho kyun k hum pehly bar jab apne paison ki koi cheez lete Hain toh is se humein buhat Khushi hoti hai is hi tarhan ki yeh feelings hoti hongi aur jab hum is mein zaida hardworking kar k kamyab trader ban jaty Hain tab humein is mein achi earning start hojati hai toh is ki feeling naa lable bayan hoti hai buhat e khas buhat e alag feelings hoti hai woh is liye humein is mein zaida se zaida hardworking kar no chaiye takey humein is se achi earning ho aur is k bad hum apni investment se hi trading start Karen hum is meinn jitni zaida mehnat karte hainn is se humein. Utna zaida faida hota hai humein is se zaida se zaida mehnat karna chaiye is mein hum mehnat kar k hi kamyab hoty Hain Jo is mein mehnat nae karta hai woh trading mein kabhi faida nae utha sakta trading mein sabko hi mehnat lazmi karni chaiye is se hi humein is mein acha faida hota hai aur is se hi hum. Trading mein kamyab hoty Hain aur acha profit bhi earn kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                      Main me to forum se he start Kiya yes starting mein hota to hai Dr but agr kaam krna Aata ho practice ki ho APNI knowledge ko test Kiya hua ho demo pr to Kuch km ho Jaya hai wrna JB BHI lgayen old ho kr BHI to Dr he rahe GA I think
                      • #12 Collapse

                        Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                        G friends jasa Kay ap nay ya sub kuch kaha Kay forrx ma investment karni chahiya to is say mujay bohat he zayada help mili Hain wasay forex business ma investment karna bohat muskil Kam Hain to ap ko sub say pahlay apna mind theak karna ho ga is Kay liya ab ma investment karnay Kay liya tayar ho agar ap ka experience or Knowledge hai to ap ko fiker karnay ki koi zarorat ni honi chahiya jis say ap ko tarding karnay ma ap ko fida he ho ga jis say ap ko bohat zayada bonus be milay ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                          G bahi jo support kr skta hy investiment ko to osko kr leni chaye investment agr wo afford na krta ho to osko ni krni chaye investment...jo new members hain aur wo berozgar hian onko chaye kh wo investment na kry bilkh mehnat k sath work kry aur 1 so dollar k bd he real account m trading kry wo kamyab ho ksy hian
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: first time apni investment par trading k waqt ki feelings

                            Jab Insan pahli bar investment Karke training Karta Hai To Uske dil mein bahut se Sawal uthate Hain vah Yahi sochta hai ki pata nahin loss Hoga yah profit Hoga lekin mera man Nahin yah hai ki Jab Insan trading karta hai tu us waqt kuch Na sochen khud par trust rkhen bss

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X