Hamen Apne emotions ko control karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen Apne emotions ko control karna chahie
    aur sab log kaise hain ummid Karti hun aap sab log bilkul theek Honge main aap sab Kuchh Kahana chahti Hun Ki motion Hamara sabse bada Dushman Hai To Hamen Hamesha emotions per control karna chahie Kyunki motion se per control karne ki vajah se Ham Kamyab rahte hain Agar Ham control Nahin Karte To Ham last Mein Jaate Hain emotions Kudrat Ki Tarah Se Mila Hua hota hai lekin is per control karna Hamare Apne Upar depend karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

    Jab bhi hamain forex market main trade kerty huey acha profit hasil hota hai ya bara loss ho jata hai tou ham emotional ho jaty hain ky ham forex market main ab trading expert ban chuky hain ya ham forex sy kabhi bhi earning nehi ker sakty tou ham bara risk ly lety hain hamain emotional ho ker open ki jany wali trade main hamesha loss hi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

      G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue hume emotional nahi hona chaye balkay is main trade open karne sy pehly or bad main is main relax hokar kaam katan chaye or achi trah sy is main control karte hue emotion ko qabu main rakhna chaye or emotion main aakar trade loss main clsoe nahi katni chaye balkay wait karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

        G han dear members hume apne emotions ko control karna chye aur apna har kam fresh mind ke sath karna chye jb hum apne emotions ko control karna sekh jaty hy to hum apne har kam me kyamyab ho sakty hy aur apne life me ak ache qualty ke member bn sakty hy
        • #5 Collapse

          Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

          g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main bi greed ko avoid karien gay atb hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice karien gay tab hi hum real main kam kar sakty hain aur exprience ho ga tab hi hum a cha earn karin gay
          • #6 Collapse

            Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abeehanoor پيغام ديکھيے
            aur sab log kaise hain ummid Karti hun aap sab log bilkul theek Honge main aap sab Kuchh Kahana chahti Hun Ki motion Hamara sabse bada Dushman Hai To Hamen Hamesha emotions per control karna chahie Kyunki motion se per control karne ki vajah se Ham Kamyab rahte hain Agar Ham control Nahin Karte To Ham last Mein Jaate Hain emotions Kudrat Ki Tarah Se Mila Hua hota hai lekin is per control karna Hamare Apne Upar depend karta hai
            Emotions trading Mein Kabhi Bhi success Nahin De baten Banke emotional hokar trading karne se launch hone ke chances increase Ho Jaate Hain traders ko chahie ke kabhi bhi emotional hokar Kamna Karen Jab emotional hokar kam karte hain to loss hone ke chances increase Ho Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

              hamain markt main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main anlsye kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain ttrend ko use kar k hi hum real main bi trade karien gay aru hamain demo main practice kar k hi hum real main bi trade karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

                G ha bilkul thek kaha hy , hamein apny emotion per control karna chaye aur ager ham apny emotion per control nhe kar skaty hn to pher hamein is mn kafi loss hosakta hy so hamein chaye ky ham saber sy kam karien aur pher lalach sy bhi door rahien jis sy pher ham is mn ik achy eanring kar skaty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

                  Bilkul Hamen Apne Jazbaat ko control Mein Rakhna chahie Jab Ham Karte Hain To training karte waqt Jab aap apne jajbat ko control Karenge to aap ke liye bahut hi theek Rahega aur aap ismein acchi Tarah Se trading kar Payenge aur aap trading Mein nuksan Nahin Karenge agar aap control Nahin Karenge Apne jajbat per focus Nahin Rakhenge to aap ismein trading Mein nuksan Kar Payenge kar denge
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

                    Forex . Pr hmen trAd lgte hue apne emotions ko control m rkhna chahie soch smjh KR dmagh Sr Kam krna chahie zyda see zyda knowledge gain krni chahie apne experience ko braha chahie tb hm kamybi mil skti h hmen market m enter see see pahle market ke analysis ka jaza Lena chahie hmesha dmgh see Kam krna chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen Apne emotions ko control karna chahie

                      Asslam o alaikum dear members
                      G Han bilkul forex main kaam karte hue hume emotional nahi hona chaye balkay is main trade open karne sy pehly or bad main is main relax hokar kaam katan chaye or achi trah sy is main control karte hue emotion ko qabu main rakhna chaye or emotion main aakar trade loss main clsoe nahi katni chaye balkay wait karna chaye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X