Achi strategy say bi loss ho sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi strategy say bi loss ho sakta hay
    Dear friends agar kisi trader k pas koi achi strategy ho to phr bi usay yah nai samjhna chaheay kah us ki sare trades profit main jaain gi q kah market main kisi bi wakt changing ki waja say achi strategy bi fail ho sakti hay aur loss ho sakta hay esleay hamain har trade normal lot k sath open karni chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

    Strategy liye zarur hai k apk pas expeirnce knowldge or achi learning ho tabhi aap os main kamayb hokste hain or strategies ko full proof kar skatw hajb or achi kamaybi or earning kar saktw hain or kamayb hokste hain isliye hamesha mehnat ir hard work k satj kaam karen ot best earning or profit kamaen.
    • #3 Collapse

      Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

      G ha bilkul thek kaha hy apny hamein is mn chaye ky ham kabhi bhi tuky per trade na lagiaen aur pher jab ham is mn analysis ky sath trade open karien to pher bhi hamein is mn chaye ky ham sirf aur sirf small lot size istamal karien aur per is mn thory profit per apny ap ko razi kar lien worna hamien loss hi loss hoga
      • #4 Collapse

        Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

        Yes loss har sorat ho sakta hai chahe achi stretgy hu ya na ho, forex ma ap soch rahy hai k ik waqat asa ahe ga k loss kbi ni ho ga to ye ap ki bhool hai, forex ma loss sy kbi pecha ni churaya ja sakta, forex ma loss k risk ko just minimize kya ja sakta hai,
        • #5 Collapse

          Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

          Her koi apni taraf sy achi stretigy sy forex market main trade open tou kerta hai lekin her kisi ko forex market main trade open kerny per profit hasil nehi hota it's mean ky achi stretigies use kerny per bhi loss ho sakta hai ky her koi forex market ki achi terha read nehi ker sakta aur na hi forex market hamari wishes ky mutabiq move kerti hai
          • #6 Collapse

            Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

            g haan sahee kaha aap nay forex trading may ye zaroori nahee hay k hamari har ek strategy kamyaab ho is may hum kise waqth fail be ho sakthay hay lekin agar aap ko kise trade may loss ho jaaye tho oskay recover karnay k liay be ache planning our ache strategy ke zaroorath hothe hay is liay hamay per say strategy banani chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
              Dear friends agar kisi trader k pas koi achi strategy ho to phr bi usay yah nai samjhna chaheay kah us ki sare trades profit main jaain gi q kah market main kisi bi wakt changing ki waja say achi strategy bi fail ho sakti hay aur loss ho sakta hay esleay hamain har trade normal lot k sath open karni chaheay.
              Ji bilkul acchi planning aur strategy hone ke bad bhi loss ho jata hai yahi vajah hai ki trading karte hue stop loss use karna chahie stop loss aapke account ko big losses se sev karta hai isliye Jab Dekha Karen stoploss Jarur use Karen
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

                hamain is main mhnt karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain demo main rpactice karein gay tab hi hum achi trade kar k ih hum suces shon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

                  Jitna zeada ham acaha kam kry gy hamay us ka utna zeada faida hoga ham utny hi zeada ham kamyab ho sgy gy plani g sab kuch hota hy is liya acha plan bn cjiya hamay shsi kam krna chiya sahi trha sy
                  • #10 Collapse

                    Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

                    g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex main hmain kbhi kbhi hmari khud ki wjah se hota hai es liye aghr humain kisi bi strtgy se hmain loss hota hai tu hmain apnis artgy ko change kar lena chaye q k tab stratgy change karny ka time hota hai jsi se ap apni trading kar skty hain apko apni startgy update karty rhna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

                      Achi strategy g dear sometime forex mein trading karte hue hum ek achi strategy ka use karte Hain magar us se bhi humein loss hota hai toh dear uski sab se Bari waja hoti hai hum is mein strategy ka use karte hue planning nae karte Hain tabhi hum forex mein trading karte hue loss hota hai aur humein trading karte hue achi strategy ka use karein with good planning toh is mein humara faida ho sakta hai aur forex mein humesha zaida se zaida mehnat karne Wala hi kamyab trader banta hai kamyabi k liye achi strategy k sath sath achi planning ka hona zaroori hai achi planning hogi toh humein loss nae hoga tab inshallah profit hi profit hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

                        Ge bilkul kse bhe bhe waqat market change ho sakti Hy es me koe Shaq nahen apki baat bilkul theek hai agar ese waqt me agar him ko loss ajae to hum ko preshan bilkul bhe nahen Hina chahye q k esa kabhe kabhe ho jata Hy or Jahan se loss ata Hy Profit bhe wahen se atta Hy bas hum ko forex me mehnat krni chahye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Achi strategy say bi loss ho sakta hay

                          Boht he achi bat ap ne kahe hai dear achi strategy se bhe loss ho sakt hai kyn ke market ka koie bharosa nahe hai kis time up ho aur kis time down ye sub kuch effect market ka he hota hai jub bhe koie news aa jati hai tu trend ki direction ek dum se change ho jati hai aur is time achi khasi ap ki strategy fail ho sakti hai aur is time ka khas khyal rakhna chahye traders ko aur active rehna chahye market ke trend ke uper achi tarah se nazar banaye rakhni chahye aur har ek movement ko proper analyze krna chahye is se hum apne account ko bhe safe kr sakten hain aur acha profit bhe mumkin hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X