New memberz ko thread karni chahiay..???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New memberz ko thread karni chahiay..???
    Brother new membrz ko threads bilkul bhi ni karni chahiay kyun keh new membrz agar thraed krain gay unhain knowledge bilkul bhi ni hoga woh akbhi bhi achi thraed nahin kar paein gay is liay zarori hai keh hum achi thread krain or achi thread k liay zarori hai keh hum pehle mehnat krain or knowledge gain kar k thraead krain taa keh hum kamyab ho sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

    Jiii jii dear bro apny theek kaha k new member ko threads nh krni chahiye na hi unky pas koi ilm hota hai aur na hii unka koi experince jin k bna p woh post kr skain sb say phaly to new members ko posts phrni chahiyen aur kuch na k6 information aur knowldge lazmii hasil krna chahiye us k bad woh thread krain
    • #3 Collapse

      Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

      Aoa, g han dear har new memebrs ko thread Lazmi krna chye kyun Kay isi sy wo seekhen gay agar in Kay pas koi acha knowledge Hy to wo share kren gay jis Sy yahn mojood seniors member in ki ghaltio ko door kr skty hen es leay Lazmi kren threads chahy new hen ya old sab memebr ko limit Kay mutabik din me 4 threads Lazmi kran chhie
      • #4 Collapse

        Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

        marwy khyal may agar new member pehlay forex forum par kaam karnay k rules jaan lay our forum ko kuch study kar lqy tho osay zaroor threads karnay chahiqy is say oskay knowledge may buhut acha izafa hoga lekin threads asay karay k wo delete na ho kionka threads ka delete hojana buhut nuqsaan detha hay.
        • #5 Collapse

          Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

          Jin new members k pass acha knowledge nhi hota woh bilkul fazool aur bey tukki thread kartay hen jiss ki waja se sub ka nuksan hota hey iss liay new members se request hey k woh threads nah karen balkay 3 months sirf posts karen aur seniors ki threads aur posts ko ghaor se read karen aur apna knowledge increase karen
          • #6 Collapse

            Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

            Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex ik acha aur kamyaba bsujness hy forex ik online bsuiness min jitny bhi new memeber hin on mo cahye ka who thread daily karin q k daily thread karny sy who apna ziyada sy ziyada knowledge aur experince bho share karn sakty hain aur on kl chaue ka who apna thread ka sath sath postin ka target ko bhi ppora karin jis sy hum forex min acha bonesa hasil kar sakty hain q k ppstin hi insaan ki kamyaabi li bunyad jis sy forex mjn kamyaab hon gy.
            • #7 Collapse

              Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

              G Han dear Forex main new members ko thread Karni chaheay lekin Soch samjh k aur achy knowledge wali thread Karni chaheay
              • #8 Collapse

                Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                G han dear friend i think New Mamber ko bhi thread krni chahiye thread krny sy New Mamber ka experience aur knowledge best ho ga bus New Mamber ko thread karty waqt Best quality waly words ka antakhab krna ho ga ap agr Pak Forex forum mn thread krty waqt acha knowledge share Karen gy tu baqi Mamber ko ap sy acha knowledge aur experience gain ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                  ASSALAM O ALIKUM G bhai apny bilkul theak kaha hai new members ko cheye k pak forex main threads us wakt karen jub unko acha experience or acha knowledge hota hai or wo hamesha apna knowledge he shere karty nazar ayen gy jis sa pata chalta hai waqai unko kam bhe ata hai forex ko samjh bhe rahy hain or samjh kar he koi threads karty hain ,,,
                  • #10 Collapse

                    Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                    Ji right kaha ap ny new member ko chaheye k threads zaroor kreyin or koshish kreyin k acha knowledge or acha experience share kreyin kuch new members start Mein achy threads Nahi kr paty lekin aahista aahista wo achy or inf threads krny lagaty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman3536 پيغام ديکھيے
                      Brother new membrz ko threads bilkul bhi ni karni chahiay kyun keh new membrz agar thraed krain gay unhain knowledge bilkul bhi ni hoga woh akbhi bhi achi thraed nahin kar paein gay is liay zarori hai keh hum achi thread krain or achi thread k liay zarori hai keh hum pehle mehnat krain or knowledge gain kar k thraead krain taa keh hum kamyab ho sakain
                      new members ko kam karne se pahle ek chijen rakhni chahie Ki nahin chahie ki vah apne senior ke sath Jo hai vah achcha ji kaise cordinate karen aur pahle isko sikhen acche tarike se kam karna jab unhen a jaaye to fir vah posting Karen aur FIR beshak friend bhi Karen lekin jab tak unhen kam sikhane ka mauka nahin milta to unhen use nahin karna chahie Jo unka account hai vah block Na Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                        wsalm pakisatn forex forum py new members ko bhi thread krni chaen kiun k ye pakisatn forex forum ki limit main shamil hai new members apni thread k zariye forex trading k bare main senior sy sawalat kr skte hn agr new member k pas knowledhe nahi tu wo sawal kr k ak tu apni thread limit pori kr skte hn dosra apne knowledge main ezafa bhi kr skte hn
                        • #13 Collapse

                          Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                          nahi brother new members k pass knowledge ho ya na ho pee unhy threads nahi kerni chahye eik to ye bat k threads ka bonus khatam ho chuka hai dosr YE K wo apna yehi time bus posting mai lagaen to ziyada behter rahy ga is se bonus to acha ajy ga unhy bus posting ko read kerna chahye r isi per reply kerna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                            new members ko threading karna chahie Lekin threading karne se pahle unke knowledge or experience Mein izafa Hona chahie aur unko trading ke bare mein acche tarike se information hone chahie ki trading Hamen kis tarike se aur kaise Lagani chahie Jab unko bahut accha Tarika Jata Hai trading lagane ka aur unke pass knowledge bhi a Jata Hai tab voice likh reading Laga sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New memberz ko thread karni chahiay..???

                              new memeber ko to ziada sey ziada thread post karni chahi hai mere jaan , wo ise lia k new member ziada pak forex forum or traiding k motlic nahi janta hai , wo thread post k zariye bahot koch sekh skta hai yahi to moka hota hai os k pass traiding sekhney ka or pak forex forum k motliq ziaya janney ka kiun k traiding ka 70 percent knowledge hm pak forum sey hi sekhty hain .
                              information for Beginners
                              Complete Forex Knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X