loss hamara ustad hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hamara ustad hain
    jab hum forex mai kam karty howe koi mistake kar ddety hain to hamy loss ho jy ga hamay loss sy learning gain karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahbet sy kam kary gy to hamy kamaybe haial ho jy ge forex aik wasaee business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hamara ustad hain

    g haan loss jab be aap ko kise kaam may hotha hay tho aap ke kise na kise ghalathi sah hotha hay our forex trading may tho aap say start may buhut se ghaltian hothe hay jis say aap ko seekna hotha hay our jab hum apne ghalation say seekangay tho bamara kaam din ba din behthar hoga.
    • #3 Collapse

      Re: loss hamara ustad hain

      Bilkul yh BT correct h kh loss he hm bht kuch seekhny Hein or ussi m hmara benefit h or loss jb hotta h Jo hm bht kuch seekhny Hein kh hm n Kahan par ghlti h Kia ghlti ki h JB hmain us ghlti ka ehsaas hojata h tu dobara us ghlti ko Ni dohraty Hein woh ghlti hm dobara ni kty or yh BT hmary liay bht important h
      • #4 Collapse

        Re: loss hamara ustad hain

        Aoa.
        g bilkul apny theek kaha loss hmara ustaad isliye hy ku k wo humy sekhata hy kesy loss sy bach kr profit ki trf jana.hy.
        • #5 Collapse

          Re: loss hamara ustad hain

          G han thek kaha apny Forex main loss humara usrad hai q k Forex main loss hone sy humari misteks hume pata chalti hain or hum is pay dhayn daite hain or next time misteks karne sy avoid karte hain or m is loss ko cover karte hue hum bhot kuch seekh laite hain isliye loss k bare main sochna smjhna chaye or isay seekhna chaye
          • #6 Collapse

            Re: loss hamara ustad hain

            Brother yah Baat bilkul theek hai loss Hamara ustaad hai a gaya agar Hamara loss Nahin hoga to main Kabhi profit Nahin ho sakta Kisi bhi business ko Aage Lekar jaane ke liye zaruri hai ki Hamen usvmein Din Raat mehnat Karen Aur mehnat Ke Sath Sath Lagan se kam Karen Taa keh Hamari trade aage se Aage Jaaye aur Hamara account Jo Ho Din BA Din profit Ka hissa banay isliye zaruri hai ki aap trade karne se pahle uska achi tarah analysis Karen
            • #7 Collapse

              Re: loss hamara ustad hain

              Yes main apki baat say agree karta loss ki waja say he hum apni ghalti pay qaboo paty hy aur ghalti k bad he hum acha sabak hasil kar k acha profit hasil karty aur next time acha earn kar sakty hy aur life achai guzar sakty hy.
              • #8 Collapse

                Re: loss hamara ustad hain

                Agar forex trading men loss ko serious len tu loss bhi hamara reacher hey aur forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh loss se seekhtay hen aur pahlay se ziyada mehnat kar k apnay loss ko profit men badal letey hen
                • #9 Collapse

                  Re: loss hamara ustad hain

                  Asalam o Alaikum dear fellows
                  G han shi kha apne forex main loss hmara ustad hai agr Hume profit hota hai to us k sat loss bhi hoga business main loss or profit to hota rhta h to Hume din rat mehnat kr k acha profit kmana hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hamara ustad hain

                    Bilkul for acupressure Tamma Loge ok loss Karte Hain Lawson logon ko bahut jyada Kuchh Sikha Deta Hai Jab bahut jyada Sikh aaega to hi ham log loss recovery bhi Hasil kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hamara ustad hain

                      G sahi kaha ap ny loss hamara ustad hy loss hamain ek sabaq sekhata hay agr hum us sabaq ko seekh jayn to zabardast hy or agr us loss sy koi sabaq na mily to hum apna nuqsan kr bythain gay mazeed bhi
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hamara ustad hain

                        jee ap ko bth dhun ap sai keh rehy hain or ap ko bth dhun buht sy logh daily yha lose kerty hain or usi sy who us my expert trader ben jaty hain or ap ko dhun forex trading akh best business hain or ap ko bth dhun yeh akh good way hain earning ka or ap ko dhun forex trading best business hain or ap ko bth dhun forex trading my ap tb aie kamyab ho skty hain jb ap is my achi learning krain then ap is my kamayb ho skty hain or ap ko bth dhun .
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hamara ustad hain

                          G dear friend ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein loss humara ustaad hai q k jab tak hum ko es forum mein loss nahi ho ga tu tab tak hum es forum mein seekhein gey nahi tu es leiye hum sab ko chahaye k hum sab apni ghalatiyoon se sabak seekhein aur apni ghalatiyoon ko dubara na durahain.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hamara ustad hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Riba پيغام ديکھيے
                            jab hum forex mai kam karty howe koi mistake kar ddety hain to hamy loss ho jy ga hamay loss sy learning gain karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai mahbet sy kam kary gy to hamy kamaybe haial ho jy ge forex aik wasaee business hain
                            Los Hamara teacher Jarur ho sakta hai agar Ham usse learn Karen agar aap mausi se learn Nahin Karoge To to aur Jyada loss Hoga usse aap Hasil Kuchh Nahin kar Sakoge lawcet se learning aapko Achcha trader banaa sakti Hai Bar Bar loss aapko Achcha trader Nahin banaa Sakta
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hamara ustad hain

                              G ap nay bilkul thk bat ki hay k loss hamara ustad hay jb ham loss kartay han to hamen pata chalta hay ham sy konsi ghalti hui jis ki wajah say hamara loss hua hy. Jb hamen pata chal jata hy hamara kis wajah sy loss hua hy to ham wo wajah tilash karty han aur ham phir wo ghalti nai karty jis ki wajah sy ham nay apna pahlay loss kiya hota hy us wajah sy ham loss say bach jaty han han.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X