Loss managment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss managment
    Friends kia ap logo ko pta hy ky loss managment kia hy?
    Myn apna point of view dyta hn forex my loss managment is cheez ko kahty hyn ky jb hum koi trade open krty hy us ky lot size ko bhi mad.e.nazar rakhty hain or phir hum yeh bhi mind my rakhty hain ky agr yeh trade hamary dicission ky opposite jati hy to hum kitny loss tk isy open rakhain gay ya hamara account is ko kaha tk bardasht kry ga yeh sub kuch loss managment my atta hy.
    Ap apna point of view dy sakty hain thanx
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss managment

    Agar ham sirf bonus per forex market main trade ker rehy hain aur hamain kuch trades main loss ho jata hai tou pehly hamain woh loss recover kerna perta hai phir ham profit hasil ker ky withdraw kerwa sakty hain jis ky liay hamain agar loss ho jaey tou usko recover kerny ky liay hamain kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay warna ham account hi wash ker lain gy
    • #3 Collapse

      Re: Loss managment

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss ho jay tu loss ko manage karen aur loss ko recover karnay ki koshish karen aur phir jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu loss jitna bhi ho recover ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Loss managment

        Loss management ka mtlb apni trade mein risk kam se kam lena hai entry bhi us waqt lein jb trade k profit mein any ka yakeen ho yeh bhi analyze mein pta hona chahiye k loss kitna face kr sakty hein jb management achi hogi tu trade mein loss hony k chances kam hoty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Loss managment

          G han brother ap nay bahut achi bat ki hay forex trading main loss managemant ka mtlab yaho hota haya kah aa ketna loss bardasth kar saktay hain aur kis tarah ap nay loss ko manage karna hay aur hamesha lot size use kar k aur stop loss set kar k hi loss ko manage keya jata hay q kah koi trader jetna loss bardsasht kar sakta hay us k mutabik hi lot size aur stop loss use krta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Loss managment

            Dear baat ya hay k jab be kohi seniors trader kohi trade open karta hay to trade open karna sa phalay risk management money managment aur lose managment kar k he trade open kartay hain lose managment main iss baat ka analysis keya jata hay k ager aap ki trade ager lose main ja hay to aap ka account kitna lose bardasht kar sakta hay us kis point per trade close kar dani chaya
            • #7 Collapse

              Re: Loss managment

              Asslam o alaikum dear members forex mein loss management ko smjhna BHT zarori h is sa hm loss sa bch jaty hn or ziada nuksan ne hota. Hmen chaya k hm lot size use kren taky hm profit ki trf move ker saken . Forex aik BHT acha business h is sa hm bht acha nafa kamaty hn ye hmen experience data h .
              • #8 Collapse

                Re: Loss managment

                har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain money ko mange kar k hi hum achi trade kar k hi hum run krain gay aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain markret main bi knwoldge acha ho ga tab hi hum real main bi trade karien gay tab hi hum kamyab ho sakty hain ta k earn ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Loss managment

                  kamyab trader Jo hota hai vah money management ko follow karke chalta hai jo loss hota hai vah different trades mein recover ho jata hai..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss managment

                    hamy loss ko manage kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy ekse be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nhi hita forex aik acha business hain
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X