Forex ko learn karna asan hy k muskil ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ori پيغام ديکھيے
    ap logo kay khayal may trading seekna asan hy k muskil ager ap kay khayal may asan hy to kase or kitne time may hum is ko seek sakte hy
    good question. sir trading itna asan nhi he is pe kafi mehnat krni parti he or sabr nhi krna prhta he ak arsy ki mehnat or musalsal mehnat k bad ap is qabil hote hen k kuch kma ske is ka sb se brha benefit ye he k ye free of cost he ap kuch invest kiye bigair work kr skte or kma skte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Its not a easy task what we do on forum, it takes too much time when we do this, and after that in real trading, we have to be very cautious and careful, where we need the skill and expertise otherwise it will lead us to damage our investment and loss.
      • #153 Collapse

        Dear koe kam na hi asan hot hai aur na hi muskil aur har kam muskil tab lagta jb hamay uska knowledge na ho aur asan tb hota jb hamy knowledge ho isi tarha forex bhi hai.
        • #154 Collapse

          Wesay to forex trading sikhna mushkil kaam hai lekin agar aap dail say forex trading sikhna chahty hain or is main serious hain to aap easily forex trading sikh sakty hain kyun kay jab aap serious hongy to aap trading ko deeply sikhaingy or tamam points ko yaad rakhengy kyun kay is main ek ek cheez main haazir dimaghi chahiye hoti hai agar aap nay koi bhi mistake ki to aap ko loss he hoga.
          AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
          • #155 Collapse

            forex main trading krna bht hi asan hai lakin us waqt jab k k pas knowledge hai or learning k liye ap ko mahnat ki zrort hai or ap jald hi businessmain kamyab ho jate hain
             
            • #156 Collapse

              forex main learning bht hi asan hai bas ap k is ko sikhna k liye apni skills ka use krna parta hai to ap ko jaldi hi sikh lyte hian or business main loss sy bach jate hian
                 
              • #157 Collapse

                trading k business main ap k pas ek fresh mind ka hona bht zrori hai agr ap k pas acha mind hai to ap is business ko bht achy trike sy sikh payn gy or kam mushkil ka samna ho ga
                   
                • #158 Collapse

                  ap agr business k ups and dows ko sikhna or smjhna chahte hain to ap forex ki website py ja k b is kam ko sikh skte hain or is sy profit hasil kr skte hain
                     
                  • #159 Collapse

                    trading main learning ek bht ki important kam hai ap k pas jitna trading ka knowledge hai ap itna is field naim kamyab hai or ap ka loss kbi nhi ho ga
                       
                    • #160 Collapse

                      bht sy log ese hain jo forex main investment to kar lye hain lakin is k liye learning krny ko bilkul b zrori nhi smjhte jab tak ap khud apny business ko le k loyal nhi to ap ka profit hona mushkil hai
                       
                      • #161 Collapse

                        forex trading aik business hay or ksse bhe business ko proper tareekay say chalanay kay liyea uskeee learning zaroori hay or forex trading ko samajhnay kay liyea kafffi mehnatt kee zaroorat hoote hay..
                        • #162 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ori پيغام ديکھيے
                          ap logo kay khayal may trading seekna asan hy k muskil ager ap kay khayal may asan hy to kase or kitne time may hum is ko seek sakte hy
                          Main smjhta hu k shuru shuru main ap k lye h cheez mushkil hi hoti hai lekin waqt k sath sath jb ap us cheez ko learn kr lete hain wo ap k lye aasan ho jati hai,,forex ko learn krna easy hai,,ab is forum pe hm postings krte hain yahan se hm bht kuch learn kr skte hain forex k baare main,,internet se bht learn kr skte hain forex baare main or learning proccess ap ko hamesha jaari rakhna chahiye...
                          • #163 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ori پيغام ديکھيے
                            ap logo kay khayal may trading seekna asan hy k muskil ager ap kay khayal may asan hy to kase or kitne time may hum is ko seek sakte hy
                            hum forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ka bad hum is ma eran kar ta ha or is mam hum ko loss be ho ta ha to hum is ma phir sa point ko laga kar is ma eran kar ta ha or is mam hum hud sa be pasa laga kar is ma eran kar ta ha or is ma hum ko zada kam be na he kar ta ha or is ma hum is tara sa is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha
                            • #164 Collapse

                              dear ap dil laga kar mehnat karty aur aur demo account ma zeyada sy zeyada serious ho k kam karty ho to ap 1 maheny ma b seakh jao gy lkn ap mehnat nahe karty ho aur wasy shugal k tor ma demo account ma kam karty ho phr ap kabi nahe seakh sakty ho aur ap ko nuksan hi ho ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex ko lean kerna to asan ha laken market trend ko seekhna thora tough ha, ager ap market trend seekna chahty ho to candle anaylsis kro wo sb se best ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X