Forex ko learn karna asan hy k muskil ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex ko learn kerna bahut he assan kaam hai agar thora sa bhi samaj daari sey kaam lia jaey tu,start mein yeh aik munfarid kaam lagta hai jab samaj a jaey tu bahut he interesting hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      friend mere khayal se forex ko learn krna ahumari apni dil jaspi pe depend krta hai agar hum apni dil aur jan se sekhne k leye full time mehnat se den tu aik month he kafi hai jis se hum boht ache se forex ko learn kr k sekh aur smaj skte hen jis men demo ki bri ziyada ahmiyet hai
      • #93 Collapse

        g is barey me mjhey abhi tk kush bhi nai pta q k mene abhi tak trading nai sekhi or jab tak sekho ga nai to kesey pta chaley ga k trading asan hn k mushkill
        • #94 Collapse

          mere dost forex ko learn karna easy nahi hai ku k forex ak difficult business hai forex ko learn krny k liye hard work ki need hai aur ak forex teacher ki need b hoti hai agr ap ka teacher acha hai aur ap hard work karo tu ap forex ko 1 se 2 month main b learn kar sakty ho
          • #95 Collapse

            i think k forex ko learn krna assan hai itna ziyada mushkil nai hai bus thori si mehnat k sath hum forex trading ko seekh sakty hai or earning kar sakty hai.
            • #96 Collapse

              well bro every body had their own mind in my opinion its not a tough business or is ki training b koi zyada mushkil nai bus achi tara samjny ki zarort he baki apni mehnat or research sy banda kamyab hota he
              • #97 Collapse

                agar khud ham apne knowledge or apni search se learn kar rahe hote hen toh phr kafi mushkil hoti he or ham ko ziyada time dena par raha hota he lakiin agar ham forex ko kisi ache teacher se learn karte hen toh phr hamare lie boht fida hota he or ham jaldi seekh sakte hen or mushkil nahi aati
                • #98 Collapse

                  forex ko learn karna assan hai ziada mushkil nhi hai humen forex ka basic level se lay kar advance level ka knowledge gain karna chaye phr humen forex easy lage gee kun k koi b kam agar seekhne k bad kia jaye to asan ho jata hai so humen forex complete knowledge k bad start karni chaye taa k hum profit hasil kar saken
                  • #99 Collapse

                    duniya may koe b kam mushkil nae hota insan khud us kam ko mushkil bnata hai agr insan thk say dil lga kay mhnt kry to ya bht asan kam hai forex ko learn krna bilkul b mushkil nae hia or specially agr ap demo account pay practice kro thk say to phr to koe msla e nae hai ap aram say kr skty ho ya kam .
                    • #100 Collapse

                      forex ko learn karna boot hi muskal kam hota ha q k agar hum forex ko learn nai karte hian too us waqat hum earning hasle nai kar saktei hain agar hum forex ko earn karna chate hain too hamain boot zeda mahant karna parti ha,
                      • #101 Collapse

                        well my dear friend, meray khayal say kisi bhi work aur field ko learn karna aur understand karna totally hum pey depend karta hai, ager hum chahain tou koi bhi kaam easily learn aur understand kar saktay hain aur easily working kar saktay hain, Forex trading ko bhi ager hum positive attitude aur mind set kay saath learn kartay hain tou ye hamaray leay easy bann jati hai...
                        • #102 Collapse

                          forex ko learn karne me dushwari ka thora bohat samna karna parta hai is lye kiun ke forex me mehnat ke sath kam kara jaye to he aap ko faida ho ga is me mere khayal se forex me learning starting se he kar leni chahiye takey aap ko is me agey chal kar koi problem na ho paye .
                          • #103 Collapse

                            Assalam O Alaikum, Forex trading ho ya koi aur business jab tak apa uss ko learn nahi keren gay aap ko uss main koi faeda nahi ho sakta. hard work ke baghair aap kisi kaam ko perfect nahi ker saktay hain. Iss liay forex main bhi learning hi mushkil hai.
                            • #104 Collapse

                              Ye sawal aksar pocha jata he k forex ko learn karna asan he ya mushkil to main ye kahon ga bhaei k jis bhi kaam min faida hota he wo bilkul hi asan nahi hota he us min kuch na kuch to mushkil bhi hota he hum jeise jeise es business ko samjh kar karte hin to humin pata chahlta he aur hum es business ko asani se seikh sakte hin.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                frnd me to abhi new ho mjhe bht hud tuk forex use karna agya he lakin go old member he on ke lye forex istemal kar na asan he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X