mistake is part of trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Insaan aik ghaltioun ka putla hai our trading main to market ki move ki waja say jaga jaga hum mistakes kerty hain ager to hum in mistakes say koi lessons hasil kerty hain our in mistakes ko repeat nahe kerty hain to pher to hum aik din achy trader ban jaen gay our ye trading ka hisa hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear brother ky b broker ho yeh tradr ho wo forex trading m galti kar skta ha yeh asa businees ha jus m humain nafa aor loss k 50/50 chances hotay hn danao side m m us m trading kar k bhot kushi feel krta hn us sy best ky b business nai ha mray khyal m
      • #33 Collapse

        yes ap theak khete han ke forex me mistak asl me ye be pforit hota haye agr to hum apne ghalte ko dekh kr phr se koyi ghalte na kren to forex me os ko apne ghalte ka forex fayda dete haye asl forex ka news baht zarori chez hote haye and best teacher be zarori hota haye and acha borker be zarori haye and earning karna koyi moshkal kam nahi haye friends
        • #34 Collapse

          forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business gee haan sahe kaha hay agar mistakes na hoon to seekha nahe ja sakta hay.
          • #35 Collapse

            trader mai mistake ho jati hai or hum galti se sabaq sekhty hain
            • #36 Collapse

              ya bat ap thek keh rhy hain k koi b busines mai mistake lazmi hoti hain....log mistake kar kar k he koi kam sekhty hain ta k wo us kame mai sai treeqy sy havy ho jain
              • #37 Collapse

                g han mistake trade ka hi hissa hai agr mistake na hogi to hum seekhaingay k kaisay isiliye humay chaahiye k mistakes ko bhool jaya krain aur pareshaan honay ki bjaye in sai seekha krain.
                 
                • #38 Collapse

                  ap ke bat thek be hy dear ka hum kbi kbi bohat he mistak kart han jis se ya hote hy ka hum bere bere loss kar jate han or jo hum mistake kart han wo part be hy trade ka hum jab tak apni mistake ko thek nahi kar gy hum acha prfit nahi la sakt han
                  • #39 Collapse

                    Mistakes is the part of the life and the trading agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho
                    • #40 Collapse

                      g bilkul mistake trade ka aik hisa ha alkn hamay mistake sy zeydaa ys zeydaa seakhna chae ha na ka loss hi karwaty rehna chae ha jitna hum mistake sy seakh sakty hain utna kisis aur sy nahe
                      • #41 Collapse

                        G han bilkul...forex trading maii mistakes b is ka ek hisa e haii... Q k ye mistakes hame bohat lessons silhati haii...or in lesson se ham ek ache trader bn skte hii...
                         
                        • #42 Collapse

                          g han app ki bat sahe hai mistake is the part of trading hum say aksar trading kay duran mistakes ho jati hain lakin hum un say bohat kuch learn kar sakty hain.
                          • #43 Collapse

                            g bhai har kaam mai waisay humay apni galtio say leasson milta ha tw mai b yahe manta hu k humay forex mai forex b aisa he hota hai ap forex mai agr loss kar jate hai tw is mai ap k liye waisay acha he hota hai har insaan shuru shuru mai loss say he success hota hai or kaam ko easily understand karta hai
                            • #44 Collapse

                              dear mistakes ham se bahot zeyda hoti hay ye trade ka koi part nahi hota hamari apni hi ghalti hoti hay ham se jo b mistakes hoti hey hamy us me learning karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Mistakes sey bachna mushkil hy lekan agar hum chahain to in par control kar saktey hain. Loss ko kam krney ka tareeqa yeh hy keh jin mistakes ki waja sey yeh loss ho raha hy un ko control kia jaye aur un ko repeat na kia jaye. Jab hum mistakes pr qabu pa lain gey, hamara loss khud hi kam aur profti khud hi barh jaye ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X