loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain
    salam dear members kbhi bhi loss s ghbraen mt drain na bs trading start kr dain trading men loss r profit dono ho sakty hn agr loss ho to bhi preshan na hn bs Allah p chor dain Allah hi ap k Kam men barkat dalay ga r hmesha achy s kam krain apni trf s hundred percent dain jb apko loss ni hoga ap seekhain gy kesy apni galtiun s seekhain r experience lain r ziada s ziada mehnt s rahain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

    Profit or loss dono hi business ka hissa hoty hain aisy hi forex trading main b profit or loss k chances fifty 50 hoty hain is liye traders ko is baat ko samjhna chahiye or loss sy ni ghabrana chahiye agr loss k dr sy hm kaam kryn gy to kabhi b achy trader ni bn sakty hmen loss ko face krna chahiye or loss hony k wjohat ko talash kr k un sy sabq seekhna chahiye isi sy hm learning krty hain or experience hasil hota hai
    • #3 Collapse

      Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

      loss say drain mat bas trading kerain oor Allah pay choor dain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss ki waja say aap ko achi earning bhi ker sakhty hain oor aap achi planning ky sath sath quilty wali posts kerain taky aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

        jee han dear dar ky jo trade karta hai wo kabhi kamyab trader nahi ban skta aap dill laga kar trade lagao baqi Allah py chor do faida nuqsan wo deny wala ha
        Achy Threads py thanks tu banta hai na
        • #5 Collapse

          Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rania Siddique پيغام ديکھيے
          salam dear members kbhi bhi loss s ghbraen mt drain na bs trading start kr dain trading men loss r profit dono ho sakty hn agr loss ho to bhi preshan na hn bs Allah p chor dain Allah hi ap k Kam men barkat dalay ga r hmesha achy s kam krain apni trf s hundred percent dain jb apko loss ni hoga ap seekhain gy kesy apni galtiun s seekhain r experience lain r ziada s ziada mehnt s rahain
          Hello Rania.
          Forex trading per kam he aisa hai jis mai loss or profit dono sath sath chaltay hain. agar hum dar jaien k losss ho jay ga tu trade nahe kar sakty or na he aik achay trader ban sakty hain. Agar loss hota hai tu waja dekein k kiya or kahan ghalti hui or apni ghalti se sekhien or next time apnay nuqasan ko naffay mai tabdeel karnay ki koshish karien. mehnat kay sath Allah per sub chor dein m Allah pak sub ko kamyab kary. ameen. shukriya.
          • #6 Collapse

            Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

            g han hamain mhnt karni hchaye aur bqi sara kam allah par chor denaa chahey so hamain is forex main trade kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur hamain market main bi ansley kar k hi hum achy say trade karny kk abil ho satky hain aur hamain markt main bit rade kar k hi hum run karein gay it is best job
            • #7 Collapse

              Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

              g han hamain is forex main trader banany say pahlhy is k bary main learnign karni ho gi aur fear say kamyab ho sakty hain aur hamain market main planing kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain market main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucss hon gay aur hamain is say faiada ho saky ga
              • #8 Collapse

                Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

                han hamain mhnt kar k bqi har kam allah par hi chor deny cahye wo bhtr faisly karny walaa hai so hamain is k bary main learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum run akrin gay aur hamain market main bi kam kar k hi hum a chi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain demo main practice karni ho gi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: loss s drain mat bs trading krain r Allah p chor dain

                  hamy loss sy gabrna nahi chahey hamy ALLAH ke zatt py bahrosah kaar kaam karna ho ga pher he hum paias kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kr be kam kari sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X