emotions hamara dusmna hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions hamara dusmna hain
    agar hum emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ko katem karna ho ga emotions hamara dusman hain hamy is ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa ko ior business nahi hain hum isy apna life time career be bana saktyh ain is mai hamara koi be boss nahi hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotions hamara dusmna hain

    G bhai jabhi to kehtay hai k trading karnay say pehla apnay emotions ko kill karna hai, log apnay emoption pay zabardasti daba kar ye samjhtay hai k wo emotionally fit hugai hai or lagata bhi esa hi hai k wo permaentaly emotion less trading karengay but haqeeqat us k baraks hoti hai, jese hi unhe koi acha setup milta hai emotions unhe bvlackemill karty hai k thori bari lot lo htori or bari thori or bari bus phir kai, ek hi htakay mai pora account ghaib or banda hath miltay rehjata hai
    • #3 Collapse

      Re: emotions hamara dusmna hain

      Forex main hamein fresh our active mind k sath work karna chahiye our forex min trading active mind k sath karni chahiye our forex main aram sakoon our sabar k sath work karna chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our achi earning bhi hasil kar sakte hain our forex main hum loss se bhi bach sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: emotions hamara dusmna hain

        Assalamu alaikum trading mein emotional ki nahin experience and strong mentality ki zarurat hoti hai Varna emotion hamesha nuksan de sabit hote Hain ISI vajah se karobaar karte waqt emotion ko control mein rakhna chahie aur aur strong mentality aur experience ko use karna chahie marketing ko dekhte hue apna invest karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: emotions hamara dusmna hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
          agar hum emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ko katem karna ho ga emotions hamara dusman hain hamy is ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa ko ior business nahi hain hum isy apna life time career be bana saktyh ain is mai hamara koi be boss nahi hain
          forex mein kam karne ke liye hamen Pyar se Kam Dena padta hai isliye hamen emotional hokar Kam nahin karna padta balki motions jo hai unhen ek side per karke acche tarike se hamen apne dimag se kam karna chahie aur hamen kuchh chahie ki Ham jyada se jyada jo hai ismein time spent Karen aur apna knowledge hai vah share Karen
          • #6 Collapse

            Re: emotions hamara dusmna hain

            G bhai jan ap ki yeh baat bahut hi achi hai k forex pakistan mein emotions humarey dushman hain es leiye dostu hum sab ko es forum mein apney emotions pe qabu mein rakhna chahaye q k agar hum es forum mein emotional hoon gey tu dostu es tarha humein yahan par nuqsaan ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: emotions hamara dusmna hain

              g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi kam kar k hi hum sucess hon gay aur ye ak boht hi best busiesns hai is main part time main bi aur full time main bi job kar k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty hain tab hi hum real main bi trade karein gay
              • #8 Collapse

                Re: emotions hamara dusmna hain

                emotion ko kabo main rakh k hi hum achi earning kar skaty hain aur hamain apny dushman ko door rkhna ho ga tab hi hum real main bi trade kar k hi hum suces ho sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zarorat ko pora kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain practice kar k hi hum run karein gay
                • #9 Collapse

                  Re: emotions hamara dusmna hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
                  agar hum emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ko katem karna ho ga emotions hamara dusman hain hamy is ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa ko ior business nahi hain hum isy apna life time career be bana saktyh ain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  Address ko chahiye ke trading karte hue kabhi bhi emotional hokar kam na Karen emotions trading Mein Koi fayda Nahin de sakte lekin emotional hokar kam karne se loss Jarur Ho Jata Hai isliye kabhi bhi emotional Na Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: emotions hamara dusmna hain

                    Dear AP ke bat bilkul thk Hy ka Pak forex forum my immotin hamara dushman Hy .agar hum chaty hayn ka hum Pak forex forum my Kam karayn to us ka liay ya bat zarory Hy ka hum apny imotion per kabo karayn or lalach sy door rahayn agar hum lalach sy door rahay Hy to hum kamayab ho sakty hayn or acha profit hasil Kar sakty hay .or agar hum lalach karayn gy to hum ko bohat bary lose ka saman karna per ja sakta Hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: emotions hamara dusmna hain

                      Ham Chhati per expertrating Karen To Hamen Apne emotions ko Dur kar kam Karni chahie Agar Hamen motion ke sath kam Karenge To Ham Kabhi Deepak per concentrate nahin kar Sakenge Jiski vajah se Shamil ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: emotions hamara dusmna hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
                        agar hum emotional ho kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ko katem karna ho ga emotions hamara dusman hain hamy is ko katem karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex jasa ko ior business nahi hain hum isy apna life time career be bana saktyh ain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        Good evening and friends.
                        Hopefully a khariyat se hoon gy. or ap ka trading ka kam bhi acha chal raha ho ga. hum ko practical ho kar forex per kam karna chahye.emotional ho kar kam nahe karna warna loss ho ga. trdaing ka kam hosh mai active ho kar kam karna hai. forex per hum ko buhat achi opportunities miltinhain jis se faida utha kar hum apni trade ko behtar kar sakty hain or acha earn kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: emotions hamara dusmna hain

                          g bhai as far as forex trading is concern bilkul ap nay theek kaha emotions hamara badtreen dhusman hai is market main aur agar hum apnay emotions per control karna nai seekh patay is market main tu hum kabhi bhi forex trading main kamyab nai ho payn gay because jab humay loss hota hai kis trade main tu hum us loss ko cover karnay kai chakar main aur trades laga daitay hain aur mazeed loss karwa bhaithatay hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: emotions hamara dusmna hain

                            Forex main hame mehnat or sabar se kam karna Chahiye hame apne emotions ko control karna Chahiye ta k hame loss na ho. Or hame kamyabi mile

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X