ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat
    salamz Dear friends dears forex business me hamesha hum jese members ke dil me barhi aas to hoti hai ke kabhi to hum acche trader banege kabhi to hum kamyaab hoge or ek taveel arsa ki mehnat bhi karni hoti us kamyaabi tak pohchne ke liye jiski dil me aas hoti hai or jiske liye din rat mehnat karte hen us manzil ko pane ke liye ek taveel mehnat or phir INSHA ALLAH kamyabi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

    ji bilkul right jo log din raat mehnat karty hain forex traiding par un ko un ki mehnat ka phal zaror milta hai deer ho skti hai lakin na momkin nahi hai un ki mehnat zayoo nahi jati hai , har wo banda jo ajj forex traiding main successman hai wo ik taweel mehnat k bad es stage par puncha hai .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

      hamain mhnt karny say hi kamyabi hasil hota hai so hamain is forex main jitni mhnt karien gay tab hi hum kamyab ho sakty hain aur iss k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucess hon gayy aur hamain demo main rpactice kar k hi hum ach itrade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trade karien gay
      • #4 Collapse

        Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

        dost zabardast iqtabas aur mein bhi aap ke bayan se mutfiq hon baghair kisi mehnat ke agar koi shakhs jo kamyaab bannay ke baray mein sochta hai to apna waqt zaya karta hai
        is market mein aik kamyaab tajir ban'nay ke liye sakht mehnat karna bohat zurori hai agar hum kisi kaarobar ke baray mein kuch nahi karen ge to hum yeh kaisay seekh satke hain ke hum usay behtar se kaisay injaam day satke hain
        • #5 Collapse

          Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirkhan786 پيغام ديکھيے
          salamz Dear friends dears forex business me hamesha hum jese members ke dil me barhi aas to hoti hai ke kabhi to hum acche trader banege kabhi to hum kamyaab hoge or ek taveel arsa ki mehnat bhi karni hoti us kamyaabi tak pohchne ke liye jiski dil me aas hoti hai or jiske liye din rat mehnat karte hen us manzil ko pane ke liye ek taveel mehnat or phir INSHA ALLAH kamyabi
          Forex trading Mein successful hone ke liye Kafi time tak mehnat karni padati hai ya 1 difficult or risky business hai jismein successful hone Mein Kafi time lag jata hai lekin ismein mehnat Karke successful ho sakte hain Aisa nahin hai ki aap mehnat karte rahenge aur aapko success Nahin milega
          • #6 Collapse

            Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

            hum is main aik sal main expert trader banty hain hamy apne koshe ko jare rakna chahey hamy market ko achy sy analyses kar kam karna chahey per he hum is main acha bonus hasil kar sakty hain hum is main kam kar ky dollar maoin bonus hasil karty hain hum aik din main 10 dollar kama sakty hain mahnat kamyabe ka acha tool hain
            • #7 Collapse

              Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

              agar hum forex mai new hain to hamy aik sal demo mi kam karna chaehy pher he hum expert ban saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kmayabe hasla ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy gais mai mrket ka balm nhi hota
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

                hum is main 6 month ke practice ky bad expert hoty hain forex ko samjna aik din ke bat nahe hain hamy demo account main rozana 2 ganty practice karne chahey per he hum is main acha experience hasil kar sakty hain hum is main monthly 1500 posts karty hain hany sare posts meyare karne chahey ta ky hum acha bonus hasil kar saky
                • #9 Collapse

                  Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirkhan786 پيغام ديکھيے
                  salamz Dear friends dears forex business me hamesha hum jese members ke dil me barhi aas to hoti hai ke kabhi to hum acche trader banege kabhi to hum kamyaab hoge or ek taveel arsa ki mehnat bhi karni hoti us kamyaabi tak pohchne ke liye jiski dil me aas hoti hai or jiske liye din rat mehnat karte hen us manzil ko pane ke liye ek taveel mehnat or phir INSHA ALLAH kamyabi
                  Ji Bhai aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar Ham is business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen Hamesha hi apni thinking ko positive Rakhna Hoga Agar Hamen Positive Thinking ke sath Business mein kam Karenge To Ham bahut hi jald Kamyab ho sakte hain unke Positive Thinking wale he is business Mein kamyabi Hasil karte hain Hamen Hamesha hi positive sochana chahie
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

                    Kamyab hony k liye eik taveel arsy ki mehnat ka hi hath hota hai jo log aj humy kamyab nazer aty hain wo raton rat kamyab nahi hoy hain balky lamby arsy ki mehnat un k pichy hoti hai to ap bhi ab se mehnat kerna start karen gy to eik na eik din zaror kamyab logon ki list mai shamil hongy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ek aas kamyab hone ki or taveel waqt ki mehnat

                      Jee han sahe kaha ap ne k forex k kam men kamyaab hone k lye ap ko taaveel menaht k zarort hay kun k forex k akm aik international kam hay is men competation bhut zayada hay is men ap ko kamyaab hone k lye bhut mehnat k zarorat parte hay pahle ap forex k kam ko as askill sekhen k mehnat keren us k bad tarding k lye mehnat keren us ko smjhen forex k technicilities ko samhjen pher ap ko kamyaabe milee ge.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X