kya new thread ki koi limit hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya new thread ki koi limit hai?
    salaam ma apsa pochna chahta hu ka jo hum new tthread bunate hen kay uski koi limit hai mtlb wo new threads 10 ya 20 kerni chaeya ya joo post di houi hai ka 50 keroo forum ka admin na kha hai utni he kerni ha bataen please
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nhe bhai jaan is ki mai samjta hu koi limit nhe hoti hai ap unlimited forex posting kar to sakte hai kiu k mai samjta hu ye karne say apko help b milti hai
    • #3 Collapse

      meri maloomat k mutabik to thread posting ki koi limit nahi hai mgr new thread new honi chahiay yani k pehlay se post na ki gai ho alag se topic ho mukhtasar mgr jamaey ho
      • #4 Collapse

        Nahi mera khayal main to koi limit nahi ha new therad ke. Par ye zarore ha keh new therad main pehla 7 din postongs karna c zara parheez karain. Kyu keh jab wo therad verify ho jaye tab post karain warna apka bounas zayea b ho sakra ha.
        • #5 Collapse

          jee bhai mery kheyal sy to hume 50 sy zeada post krny ki koi chez nhe milti to iss ka mtlab bhe ye he hai na k hume 50 post ki limit di gai hea r hume daily ki 50 he krni cheyen so aap bhe 50 krty raho
          • #6 Collapse

            yar jahan tak main foex forum ko samjha hoon to is ma ksi cheez ma koi limit nahi hai, is lye shayad new thread ma bhi limitation nahi hogi, or mujhe is baray ma itna hi pata hai yar , ap jitni chaho post or oski thread ker saktay ho
            • #7 Collapse

              Bhai iski monthly limit hoti he daily nai hoti monthlty apko 1000 kkarni hoti hey to app issay divide ker saktay ho app ko maloom ho jay ga k aik din ki kitni banti us hisab se bus kartay jay to appka good balance b banta jay ga.
              • #8 Collapse

                nahee new threads ki koi limit nahee hain ham jitni chahe new thread laga sakte hain lekin thread ka informative hona aor posting section se related hona zaroori hai
                • #9 Collapse

                  dearfridnsd sg haing fore xaik bhut achs sikm shisnsi9mhum ko lsos behotuahsisn ismain hum ko bhut amhnut akrnu hotauhsisnis very good bussiens hsisnbis
                  • #10 Collapse

                    dear es bat ka to pata ni k koi limit hy k ni par yeh bat hy k agr ap aik he tread ko ya fzool thread ko bar bar post kren gay t phr kia ho ga k admin ap ko warn kry ga aur some time ap ka account b ban ho skta hy
                    • #11 Collapse

                      There is mp limit to post the thread but you can earn the book use point is limited. But you can post thethtrad max on a day.
                      You can daily base 40 thread then you can earn the max. Bonuses.
                      • #12 Collapse

                        dear app pa hay ka app katni thread kar sakta hay kuy ka limit nah hay is lia app pa hay laken app ko quality wali thread karni ho g is lia or ik thread ko sirf ik bar likehn dear
                        • #13 Collapse

                          dear sir treading ka kam kai job hay sab say zaida key jani wal business hai forex treading or app sirf ek dollar ki value khud he dekho
                          • #14 Collapse

                            muje is baat ka bilkul b koi andaza nahi he. kyoun ke mien b boht se doosray users ki tarha new houn is forum per. so mien to boht mushkil se thori si posting krta houn.typing speed to theak he. but jin questions ka muje pata hota he utne hi post krta houn. limit ka itna pata he k ak din mien 30 se 40 posts kr skte hien.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bilkul g main smjta hun ky hm ko si ky lia hm ko plan ky sath kam karnma chayia jo ky hmary lia thk hai is lia main chata hun ky hm ko si ky lia mhnt karni chiya jo ky hmary lia bhtar hai main is sy agree karta hun

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X