Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1726 Collapse

    g han apne thek kaha ha agar ham ziada overconfidence ho kar trading karen gay to is main hamara nuqsan ha kabhi bhi hamen aisy trading ni karni chaheye bal soch samjh kar dehan se trading karni chaheye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1727 Collapse

      mere bhai jab hume profit hota hai tu humare ander confidence paida hota hai aur musalsal profit ho tu hum over confident ho jate hain aur greed karne lagte hain jo k bht harmful hai trading me.
      :o love FOREX without any condition :o
      • #1728 Collapse

        zada ter ya tu trader zada overconfidence ho jata hy or ya phir greedy ho jta hy js ki waja sa zada loss bardash krta hy. less risk less profit byt yaad karha ka katra katra sumander bnta hy
         
        • #1729 Collapse

          Ye you are say the right. We are over confidence. We are loss the money. So that we are work the market with the fully confidence. We are good work and qecare successful trader our daily base earning is good.
          • #1730 Collapse

            forex main kaam kartay howay es main kosis kary ea main ziyada overconfidence na ho kiyon asa karnay se app k liye money earn karna easy ho ga aur es main greedy na karay thankful for question
             
            • #1731 Collapse

              g hn g overconfident se apk dil m lalch paida ho jati h forex m jo log is per akm kerte wkt is bat ka dehan nai rkhte k agr hum is m lalch kre ge too hame buht loss ho skta h or hame is m buht nuksan ho jta h forex ko smjhna zada zarori h
              • #1732 Collapse

                g ha bhai apna bat sai ki ah ka jab apka overconfidence huta ha to woh allch ko dawat deta ha is lia ap is sa bacha taka ap isa sai tarika sa kar ska is lia ap is ko daikh ka kara
                taka ap is sa kama ska aur is sa sai tor pa kama ska yah aik bahut hi acha aur profitable business ha aur sab sa best ha is lia isa daikh ka kara ap
                • #1733 Collapse

                  Apki baat theak hay agar hum forex trading main over confidence ho kar trade karen gay to humay esmain loss he ho ga humay normal market par focus karnay kay baad trade karni chahiey kyun keh tab he hum market kay bary main theak say jan paye gay
                  • #1734 Collapse

                    jee mary bahie overconfidans hamsha loss hee karvata hay is liy ham ko is say bachna chahiy or hard work karna chahiy to ap success hasil kar sakty ho .
                    • #1735 Collapse

                      dear users trading karty waqt ap ko confident rehna chahye aor forex ka business aisa hi key bandey ko boht ihtiat key sath trade lagani chahye na key overconfident hona chahye ye lalich ko dowat deta hi overconfident hona is lye ap ko jo be profit hasil ho wo get kary na ke lalich krey
                      • #1736 Collapse

                        yes dear ma ap ki is bat sa agre ho ka over confidence greed ko davat dyta ha or is trha sa dear hum ak acha loss ki janib be ja sakty ha
                        isi lia dear ma ap ko kh rha ho ka ap na rozana forex ma apny targit ko pora karna ha or os ka sath hi ap na is ma rhna ha wrna bht ziada
                        earning ka chakr ma ap ko loss be ho sakta ha.
                        • #1737 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum humarey han akser users aisa kartey hen kay wo is forex trading ki market say aik do bar profit earn kar kay bohat he over confidence ho jatey hen aur is me itni laluch me aa jatey hen kay un ka account he wash ho jata hay.
                          • #1738 Collapse

                            Yes i agree with you , maira ya personal experience hy jub 2 ya 4 trade achi nikal jati hainn us ky bad hum relux ho jaty haiin or new trade without planing kr laiyty hain as a result kia hota hy hum loss kr bathty hain , so ap ko chahiya apni life ka rule bana lain phely plan phir trade.
                            • #1739 Collapse

                              ni esa ni hai hamain business me overconfidence ni hona chahye mgr business me greed zrori hoti hai kiu k agr ziada profit earn karna hai to ye karna parta ha r sirf business e not in real life
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1740 Collapse

                                forex trading business ma trading karta waqat ghabrana nahi chahia aur ksi bhi achi strategy par pora aitamad sa work karna chahia kayun ka aitamad bhi bari cheez ha. aitamad ho ga to ham market ko bhi samajh kar achi trading karan ga. aitamad na ho ga to ghabrata hi rahan ga aur loss hi karwata rahan ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X