Had Sy Zaida Atimad Lalach ko Dawat Daita Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    salam, bro aap ney bilkul theek kaha over confidence he greed ko dawat deyta hai, hmain is se bacna chaye wanra buhat loss bardasht krna parh sakta hai, hamesha market ka analysis kr k trade krni chaye , n news se bhi aware rehna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      over confidence b insan ko loss ke trf le jata jo insan k leta aucha nhe h ye insan ko greed ke trf le jata h so is sy jetna bacha jai otna he theek hai q k is sy ap ka he faida hota h
      • #1428 Collapse

        ha jab bhi aap overconfidecne me hote hai aur forex me trade karte hai to aapko loss hi milta hai isliye aapko kabhigreed me karna nahi hai tarde aur aapko bahu thi practice karna hta hai to hi aapko forex me earn karna hoga
        • #1429 Collapse

          bhai jee over confidence kisi kaam mein bhi dekhya jaye woh insan ko marwata he hai is se bachna he chahyia jahan taak ho sakay
           
          • #1430 Collapse

            G han es main agr hum theek sy work nahi krty to hum es main over confidence ho jaty hain or phir hum es main greed ko invite kr beth,ty hain or es main achi earning krny ki bijaye es main loss kr beth,ty hain
             
            • #1431 Collapse

              G han es main over confidence hi humen ly doobta hy agr hum es main greed na kren or over confidence ho kr work na kren to hum es main success full ho sakty hain or risk kam kr sakty hain
               
              • #1432 Collapse

                Business chaye koi bhi ho business to business hota koch log new tajrbat karty hein us ki waja se bhi kafi mushkil ho jata ha manage karna koch log overconfidance ka muzayira karty hein jis se greed ko invite karny k mutaradif ho jata ha in se bchna chaiye tamam nagtive chezon se
                • #1433 Collapse

                  ya to hum sb ko pata ha ka jb insan zaida lalach krta ha to usa nuksan hota ha or lalch us ka nuksan ki vaja banti ha or apna loss ka vo khode zimadar hota ha or lalch to insan ko hamesha loss krti ha
                  • #1434 Collapse

                    g bilkul g mn ap ki bat sy agree karta hun kiun ky hm ko in sty bacna chayia kiun ky ye bhtr hai is lia mn smjta hun ky hm ko is ky lia aik plan ky sath kam karna chayia jo ky hmary lia thk hai
                    • #1435 Collapse

                      overconfidence invite greed isi liye lalach na kry aur forex hamay ameer or gareeb bna skata hay isi liye aap ko chayie kay forex ko learn karay takaya ap forex say ziyada say ziada profit make kar sakay ab mein forex say bahot achi earning kar leta hon kiyon kay mein forex ko learn karta hon yeh bahot acha business hay .
                      • #1436 Collapse

                        manourver the market with just a little money without thinking of the risk management again. the greed will set in believing he can still manage the situation but before you know it the market will sweep him off.
                        • #1437 Collapse

                          overconfidence nahi hona chayie aur forex aik profitable business hey lekin yeh risky business bhi hey isi liye ap ko chyaie kay forex ko pehly seekhy takay ap ka knowledge acha hoga aur ap forex ko samjh sakay kiyon kay learning kay begair ham profit make nahi kar saktay hay .
                          • #1438 Collapse

                            hhhhmmm friends ap ne bilkul thk kaha ... or mmere kheyal se b forex me kamiyab hone k liye insaan me trading krty waqat confidance hona chahiye ... q k without confidance k wo profit earn ni kr skta ... but agr wo over confidance kry ga to osy loss b ho skta hai .....
                            • #1439 Collapse

                              han gi ap ki baat durust hy jub kio trader forex main kam kerta hy ur us k pas exoernce ho jata hy ur is main usy earning bhi hoti hy to kuch trader forex main apny ap ko bht bara trdar samjhny klagty hain ur aisa kerna un k lye loss ka bais bhi ban sakta hy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                yes its true, confidence is very good in any type of business but when it turns into over confidence, it is very bad for Forex trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X