Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey
    Dear friends forex trading men loss ko recover karna bahut mushkil hota hey kiun k kabi kabi loss ko recover kartay huway mazeed loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay loss ko recover karnay men jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss recover kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

    hum ko jab bhi loss hota hya hum iss mya hum bohat zada jald bazi kartya hya jiss say hum ko or zada losss hota hya ager hum iss mya mahnat karya gay to hum kamyabhi gaen kar saktya hya iss liya hum ko isss mya zada say zada mahnat karni chya issss say hum acha profit earn kar saktya hya iss may hum jitna zada suber say kam karya gya hum iss ko itna jaldi recover kar sakya gay.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

      Bilkul g loss ko recover krty Huey loss ho skta h Jo log ziada Lalch m a jatty Hain or unko ptta Ni ho signals ka kah trading kiss point or kaisy horhi h to woh log ziada loss banisbt un logon k no log ziada experience rakhty Hein kh loss k bd khud ko recover kaisy karna h
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

        G bilkul agar apko loss howa h to apko is loss ko recover krne k ly ap khoshis krte hn ap is chaker mae baz oqat lalach kr jate hn js se apko noksan hota r apko zayda sr zayda mhnt krna hoge js ee apko acha fayda hofa thanks
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

          Friend baat ya hay k hum ko lose iss waja sa hoya hay k hum trade k doran ya to kohi mistake kartay hain ya pher hamaray pass knowledge aur exprence nahi hota hay iss laya hum ko trade k doran lose ho jata hay lakan aur jab hum lose ko recover kartay hain to pher iss k laya be trade lagani parti hay aur ager trader lose main chali jahay to pher aur lose ho jata hay
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

            g han bilkul bhai jan kisi trade ka koi pata ni hota k wo kab kasy move kary gi akser log isi waja sy apna account wash kar bethy han apny loss ko recover karny k chaker main dear loss ko recover na karen ager ap ko market ki achy sy samjhh ni ati tu ya pher kisi senior sy signal k zarye ap acha loss recover kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

              Assalam. O alikum dosto bhai na bahut he acha sawal. Kiya ha ka ham agar trading main apna loss cover kar rahy han to kaya hamen or bhe loss ho sagta ha g han bhai jan hobsagta ha agar ap bahut zeyada jalbazi karty han gussa karty han ya preshani ka alam. Main trade karty han to ap or loss main jaen ga behtar ha ap market ko analysis karen soch samjh kar or demag sa kam lety hovy sabar sa trade karen loss recover ho jaye ga insha allah
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                Dear friends forex trading men loss ko recover karna bahut mushkil hota hey kiun k kabi kabi loss ko recover kartay huway mazeed loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay loss ko recover karnay men jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss recover kar saktay hen
                doston jahan tak to loss ko recover Karne Ki baat hai to agar aapka loss kisi bhi tarike se is form mein jo hai vah recover hona Hain Ki had Tak jata hai to mere khyal se Tum nahin hai kyunki jab ek dafa loss ho jata hai to usko recover karna bahut mushkil hota hai balki aap achcha kam karke next Jo aapane loss ko profit mein change kar sakte ho
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                  Experience pe depend karta hai jitna experience hota hai utna loss km hota hai or kamyabi Zyada. Agar experience nhi hai to loss ko recover karna b mushkil hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                    Je bilkul pak forex trading main..los ko recover karny ki koshish main ziada los hota hy..jab ap los kar betho to traxe na lgain..dosry din lgao..los recovr karny ki koshish main ..or bbt los ho jata hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                      Depending upon us k ham log kaisi strategy bana kar kaam karrhay hotay hn, kai baar hummainloss ko recover krtay waqat mazeed loss ho jata hay, hum ahtyaaat k sath kaam karna chahiay tab ja k faidah ho sakta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                        Dear friends forex trading men loss ko recover karna bahut mushkil hota hey kiun k kabi kabi loss ko recover kartay huway mazeed loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay loss ko recover karnay men jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss recover kar saktay hen
                        Forex trading main loss ko recover karna profit Banane Se Bhi Jyada difficult hai Kyunki Jab aapane profit banana hota hai to aapko Itni tension Nahin Hoti Jitna loss ko recover karne mein hoti hai lekin Aisa nahin hai ki aap apne loss ko recover nahin kar sakte agar aap mehnat Karke kam karte ho to loss bhi recover ho jata hai isliye Agar trading Karke loss Ho Jaaye to mehnat Karke kam Karen aap loss recover kar loge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
                          Dear friends forex trading men loss ko recover karna bahut mushkil hota hey kiun k kabi kabi loss ko recover kartay huway mazeed loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay loss ko recover karnay men jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen tu zaroor loss recover kar saktay hen
                          Forex trading Ek bahut mis Kiya aur difficult business hai jis mein loss hone ke chances profit hone se jyada hote hain aur is business Mein profit banana Fir Bhi Aasan Hai Jab Ke loss ko recover karna aur Bhi Jyada difficult Hota Hai Kyunki Jab Humne loss ko recover karna hota hai to hamare mind Mein yah Baat hoti hai ki Kahin Jyada loss Na Ho Jaaye Jiski vajah se Hamen Jyada loss hone ke chances aur increase Ho Jaate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                            G han bilkul loss ko recover krty huay loss ho skta hy jo log zayada lalach main aa jaty hain our jaldbaze main loss ko recover krny k liay our gultyan kr bathty hain jia ki waja sy zayada loss main aa jaty hain is liay humain sabar our lagan sy kam krna chahye take hum loss sy bhi Mahfouz hun our achi kamyabi bhi hasil krain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya forex trading men loss ko recover kartay huway mazeed loss ho sakta hey

                              Agar hamen raktdaan ke bare mein jyada maloomat hogi to Ham apna loss cover kar sakte hain maloom aajkal Los cover karenge to hamen aur jyada loss ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham loss cover karne se pahle apna maloomat aur knowledge ko jyada se jyada hasil Karen kyunki ki hamen chahie ki ham vigyan knowledge ke vyaktiyon mein Kam nahin kar sakte hamen chahie ki Ham jyada mehnat aur lagan se kam Karen Taki hamen bahut jyada kamyabi hasil ho sake.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X