Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh
    Dear Forex members Forex Main analysis se kia murad hy aor iski kitni aksam hoti hain...?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SairaNasir پيغام ديکھيے
    Dear Forex members Forex Main analysisa se kia murad hy aor iski kitni aksam hoti hain...?
    Dear ham analysis krke hy trading karen kyunki ham market ko analysis karke hy achy trade karte hain aur earning kar sakte hain
    aur 2 kisam k analysis hote hain fundamental aur technical analysis.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
    • #3 Collapse

      Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

      Analysis 2 tara kya hotya hya ake teachnical or dosra fundamental analysis kay bad hum ko iss mya tread open kar saktya hya hum ko iss mya zada say zada mahnat karni chya hum iss mya jitni zada mahnat karya gay iss kay bad hum kamyab ho saktya hya hum ko iss kay bager treading nahi kar saktya.
      • #4 Collapse

        Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

        forex trading k liay analyses do kism k hoty han aik technical analyses aur dosra fundamental analyses jub hum in dodon ko achy se ker k trading kerty han tu humain apni trade se bht acha profit ho sakta ha technical analyses se murad chart per analyse kerna ha aur fundamental analyses se murad news pe trading kerna ha.
        • #5 Collapse

          Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

          analysis tajziye ko kahty hain or forex main analysis wo hoty hain jis se hum markt ki sort e hall ko dekh kar apna kam karty hain forex main 3 types k analysis hoty hain jis main hum apni market ko smjh kar apni trading ak faisla karty hain k hmain apni trading kis pair main karni hai or kis trha karni hai yah sub hum analysis ki base par he pta lgaty hain
          analysis 3 jo hoty hain wo yah hain.
          1: tehnical analysis
          2: fundamental analysis
          3: sentemental anlaysis
          • #6 Collapse

            Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

            Dear baat ya hay k jab hum trade open karna sa phalay markit ki mukamil movement check kartay hain apna seniors sa trade ki information latay hain aur different tarha k tool istamal kartay hain iss ko analysis kahatahain aur analysis 2 tarha k hotay hain fundamental anslysis aur tecnical analysis jab be trade open karan to dono analysis lazmi karna chayan
            • #7 Collapse

              Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

              Dear forex trading men analysis ka matlab hota hey market ko her lihaz se read karna aur analysis k liay trading chart ko dekhna news aur signals ko dekhna aur trend ko follow karna aur apnay balance k hisab se lot size select karna issi tarah market ka analysis ho jata hey
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Analyse kia hota hy aor kitni kisam k hain yeh

                dear analysis ka matlb ha tajzia
                dear analysis hum isliey kartay hain kay hum market ki next movement ki pridiction kar sakay or phr trades open kar sakay dear analysis mostly traders two types kay kartay hain technical analysis jis me price action ka use kartay hain or fundamental analysis me news ko analysis kia jata ha

                اب آن لائن

                Working...
                X