diffrenece in indicators and in oscillator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    diffrenece in indicators and in oscillator
    Indicators Ek Aisi tool Hai Jahan jis mein aapko market ki production Ka Pata Lag sakta hai ki maarpeet agale week agale Hafte agale mahine agale agale ghante Kahan Se Kahan Ja sakti hai ya Tamam chijen Jab Ham indicators Ko Lagate Hain tab Pata Chalti Hain aur jab Ham yah chij dekhte hain ki oscillators Hamen sirf Ham market ki jo pahle movement ho chuki hai use movement ka andaza Lagate Hain Ki use moment ke liye Hath se market Ka Agla moon kya ho sakta hai Jyada difference Nahin Hai Lekin Fir Bhi oscillator Se Achha indicator hote hain aur indicators Hamen acche se market ki next movement ki production de dete Hain aur jyadatar indicators legging hoti hain jaise market chalta rahata hai vah bhi vaise hi Munh Karte rahte hain market na to pahle Munh karti hai aur na hi bad mein
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: diffrenece in indicators and in oscillator

    Aia, G Han dear ap ki baat sy agree krta hun bohot achi information share ki Hy AP ny forex me basic cheez hoti Hy trading tools jis me AP ky indicators aur ossiculators shamil hoty hen indicators kisi bhi trend line ki prediction Kay leay use hoty hen jab Kay ossiculators aksr ap ki moving ki average Kay leay use hoty hen
    • #3 Collapse

      Re: diffrenece in indicators and in oscillator

      Oscillators bhi indicators hote Hain do tarah ke indicators hote Hain aik Jo slow hote Hain jihain lagging indicators kaha jata Hai Jo confirm karne ke bad market Mein entry dete Hain magar kuch fast hote Hain Jo market Mein pehle hi predict karte Hain ke market Kahan ja sakti hai is liye mehnat karain aur apna koi setup banayen jis ko AP follow Kar sakain aur learn Kar saken to phir AP ko achi earning ho gi
      • #4 Collapse

        Re: diffrenece in indicators and in oscillator

        G han brother ap ki bat thek hay kisi bi pair ka chart hamain us pair k baray main batata hay kah woh pair kesay move karta raha but koi indicator kisi bi pair k batay main future ka batata hay kah woh pair kis direction main move karay ga aur indicators ki yah prediction kabi sahi sabet ho sakti hay aur kabi ghalat sabet hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: diffrenece in indicators and in oscillator

          Jee sahi kaha indicator sub say behtreen hain as compare to other tools. Indicator ko easily new and new members bhi samhj skty hain just littlw bit study ki zarurt hoti hain or focus ki laken or ye complicated bhi nahi hoty dusray tools ki tahra jesay oscillator wagera thoray complicated hain.
          • #6 Collapse

            Re: diffrenece in indicators and in oscillator

            Dear an oscillator is an indicator that fluctuates above and below a centerline or between set level's as it value changes over time oscillator can remain at extreme levels overbought or oversold for extended periods but they cannot trend for a sustained period...........
            • #7 Collapse

              Re: diffrenece in indicators and in oscillator

              hamain market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain indicator ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum cahi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi trae kar k hi hum achi earning karein gay aur hamain indicator ko use kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: diffrenece in indicators and in oscillator

                hamain indicator ko use kar k hi hum achi earning kar k hi hum run karein gay aur hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main analsye kar k hi hum achi trade karny main bi ko iprblm na ho skay gi aur hamain is forex main bi trad ekar k hi hum run karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: diffrenece in indicators and in oscillator

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                  Indicators Ek Aisi tool Hai Jahan jis mein aapko market ki production Ka Pata Lag sakta hai ki maarpeet agale week agale Hafte agale mahine agale agale ghante Kahan Se Kahan Ja sakti hai ya Tamam chijen Jab Ham indicators Ko Lagate Hain tab Pata Chalti Hain aur jab Ham yah chij dekhte hain ki oscillators Hamen sirf Ham market ki jo pahle movement ho chuki hai use movement ka andaza Lagate Hain Ki use moment ke liye Hath se market Ka Agla moon kya ho sakta hai Jyada difference Nahin Hai Lekin Fir Bhi oscillator Se Achha indicator hote hain aur indicators Hamen acche se market ki next movement ki production de dete Hain aur jyadatar indicators legging hoti hain jaise market chalta rahata hai vah bhi vaise hi Munh Karte rahte hain market na to pahle Munh karti hai aur na hi bad mein
                  Ji Bhai aapane bahut acche tarike se indicators aur uski letters ke between difference bataya hai mujhe is bare mein pahle information Nahin thi Aur na hi main oscillators ko Jaanta tha ab aapke batane ke bad Meri information Mein ezafa Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: diffrenece in indicators and in oscillator

                    hamy RSI indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is maai full time be kam kar sakaty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: diffrenece in indicators and in oscillator

                      brother sp ne boht hi achi info share ki hai jis se indicator r oscillator ka concept mazeed clear ho gaya hai to indicator humy markete k future trend k bary main batata hai r isy achy se smjhny mai help kerta hai jab k oscillator moving average ko show kerta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: diffrenece in indicators and in oscillator

                        Yahan per Hamen kam karte hue Hamen Apna Kabhi time Poco loss nahin karna chahie confidence ke sath market per Najar rakhni chahie kam ko stability ke sath wrong time ke liye karna chahie Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam Karte Hain vah Log kabhi bhi yahan se apne kam Mein nuksan Nahin karte hain kam Mein samajhne ke liye information bahut jyada Jaruri Hoti Hai train per bhi Hamen Najar Rakhna hota hai Jitna Achcha trend chal raha hota hai itni acchi Nahin Hoti Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: diffrenece in indicators and in oscillator

                          Indicators Aur Oscillator ! Market main humy do point milty hain jin mn 1. Indicator 2. Oscillator hai indicator humy market mn hony wali sari movements ki knowledge deta hai or oscillator humy market mn phli movement ki knowledge deta hai asal mn dono hi humy market ki movements ki knowledge dety hain dono ko use karna ana chahye dono par focus hona lazmi hai market ki each and every report humy malom hona chahye yh buht zaruri hai market ko analyse bhi karna chahye ta k sari knowledge mil saky or jitna ho saky market mn focus karen trading mn posting mn focus karen ta k hum achy s acha bonus / profit gain kar saken ...
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                            brother sp ne boht hi achi info share ki hai jis se indicator r oscillator ka concept mazeed clear ho gaya hai to indicator humy markete k future trend k bary main batata hai r isy achy se smjhny mai help kerta hai jab k oscillator moving average ko show kerta hai
                            ap ko meta trader mai kafi zaida builtin indicators mil jaty hain or ap custom mai daikhain gy tu waha be ap ko free mai r paid kafi indicators mil jaty hain lekin ap nay sub ko test karain gy tu ap koi be sahi chose nahi kar sakain gy. tu ap kay jo paris hain ap us kay mutabiq kuch indicators ko chsoe kr kay demo pay test kar lain . jab ap ko us ki sahi values mil jain tu demo pay test karain. Strategy mai add karain es tarha sy ap jab karain gy tu ap apni trade ko sahi tarha sy indicators ki values kay sath manage kar kay achi earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X