account wash keyu hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: account wash keyu hota hai?

    Account wash honay ki sub say main waja hain lot size zayda rahkna. Jitna zayda lot size rahky gy utna zayda risk level bhary ga. Apny capital k according hee lot size rahky or ek time mai zayda trade open nahi kary kiyo k lot size bhi capital ki base par hee rahk skty hain ek time mai kitni trade open karni chaia ye bhi capital par depend karta hain to ye sub cheezy agr ignore kary gy to account wash lazmi hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: account wash keyu hota hai?

      account wash hony ki sub se bari wajh hai bari lot ks ath trading krna q k jub hum bari lot ks ath trade lgaty hain tu jub loss hota hai tu account he wash ho jata hai tu account kis afety k liye he hmain small lot lga kar trading karni chahye jub hum bari lot ks ath trade lgaty hain tu account wash ho jata hai or jub small lot lgaty hain tu loss hony k bad hmary account main loss ko recover karny main asani hoti hai
      • #18 Collapse

        Re: account wash keyu hota hai?

        dear member forum aik alag cheez hai or trading aik alag cheez hai forum mein account wash nahi hota apne misguide thread post ki hai trading mein loss se account wash hota hai forum mein hum sirf trading ke liye bonus hasil karty hai us trade opne karke bonus se profit kamaty hai is liye ap acha experience gain kare dono ke bary mein senior member ko follow kiya kare unki thread or posting pe focus kiya kare to ap achi posts karne ki saliyat apne under faida kar skaty hai.
        Mehnat Me Azmat hai
        • #19 Collapse

          Re: account wash keyu hota hai?

          welcome to forex. jub hum forex pay treding karte hay. to hum apnay acconte pay nazar nahe rakhtay ke hamara acconte kitna hay. aor aap nay kitne tred open karne hay. aor phir aksar forex members assay bhe hay jo lot size ko chota rakhay. ta kh agar tred loss may jaay bhe sahe. to hamara acconte kum us kum wash naho.
          • #20 Collapse

            Re: account wash keyu hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forec پيغام ديکھيے
            is forex main hamain planing karni ho gi tab hi hum suces hon gay aur account k rules ko agint anay say hamara acount wash ho skta hai aur hamain is main mhnt karni ho gi tab hi hum is forum main kamyab ho sakty hain aur ye ak boht hi best busiesns hai is main hhamain dehan say hi trade karni ho gi ta k hamain account ka loss na ho
            Accounts wash hony ki bhot c wajohat hen jin men sab say bari ye hay kay information kay na hony ki waja say EQUITY ko madinazar na rakhty huway VOLUME ka bara laga dena jiski waja say hamara account jaldi wash ho jata hay. 2nd greed ki waja say bhi hota hay k hamen information to hoti hay kay VOLUME ham bara ni laga sakty magar phir bhi risk lay kar bara VOLUME laga dety hen jis ki waja say hamen nuksan ka samna karna parta hay. So tamam member ko mashwara hay kay sabar say trading karen
            • #21 Collapse

              Re: account wash keyu hota hai?

              All dear forex member kese ho ap sb. Umeed h sb khariat se hn ge. Bhai ne bahut acha question kia h k forex main account q wash hota h. Asal main bat ye h jb hm log untrained hotay hn or knowledge or experience k baghair trade start kr lete hn or hmara account abi ziada strong ni hota k hm log lot size trading lga lete hn jis ki wja se hmara account wash ho jata h. So be careful in future.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: account wash keyu hota hai?

                Assalam alaikum bhai ap na bahut acha sawal kia hai ka forex trading main hamara account kiun wash hota hai dear hamara account tab wash hota hai jab hamara pas knowledge aur experience nea hota hai kiun ka knowledge aur experience ka bagair lagai howe trade hm ko lose dati hai aur hamara account wash ho jata hai account wash hona ke ak aur bhe wajah hai aur wo hai lalch jb hm lalch krta han tu tb bhe hamara account wash hona ka bra chances hota han

                اب آن لائن

                Working...
                X