Trading karny keleye acha intry point talash karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karny keleye acha intry point talash karen
    Dear friend forex trading main kabhi bhi gald bazi na karen aur as main ap ko chahye k trading karny keleye ak acha intry point dekhen aur tab hi as main trade karen ap ki ak achi trade hi ap ko acha profet dety hy as keleye ap ko forex ka knowlldge bhi zarory hy aur as main ap ko market ko analeses karny ka tareqa bhi ata ho tab hi ap acha profet ly sakty ho aur achy trader ban sakty ho yahi ap keleye forex main kameyabi hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

    G dear esa hi hai apka achi trading mai apki entry bhut emportant rakhti hai k ap kaha say entry lete hu, apko apna entry point bhi apnay strategy khisab say decide karna hota hai q k entry say hi apka Risk and Reward ratio effect hota hai, ager ap pin bar k 50% pay entry lete hai to apka Risk reward itna effect nahi hota ager ap 100% retrace pay lengay to apka Reward i crease hu jaig aor Risk km huga or ager ap 0% retracement pay entry lengay to apka Reward km or risk ziada hu jaiga, ager apnay money managemnet perhi hoi hai to meri bat apko bhut wasily samjh mai ajagi
    • #3 Collapse

      Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

      Dear friend ap theek kah rahy hain k hamain forex trading main gald bazi nahi krny chahay bal k hamain forex trading main intrt point ko dhondain tb hi trade lagain is sy hamain axha profit mil sakta hy
      • #4 Collapse

        Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

        Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading Mein daily 7 trillion dollars ki trading ke Jaati Hai Yahi vajah Hai Ke Forex trading day by day Shabd Se Bada business Banta ja raha hai aur Iske popularity Mein izafa Hota ja raha hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

          assalam o alikum dosto. trading koi assan job nhe ha sab sa phely hamen pata hona chahye ha ka trading hoti kasy ha. jab ap ye samjh jaen ap ko ye pata lag jaye ga ka lot kasy lagaty han pher ap ko talash karna pary gi entry point ki ka ham apni entry kahan lagaen us ka lye zarorat hoti ha market ko analysis karny ki jab ap na market analsis kar liya ap ko ap ka entry point mil jaye ga tab ap logo ko trading katrny main maza bhe aye ga acha profit bhe mily ga or acha earning bhe ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

            Baghair achy analysis ky open ki jany wali trade main profit hasil hony ky chances bahot kam hoty hain lekin jab ham acha chance dekh ker forex market main trade open kerty hain tou hamain phir profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain ky achy chance per tou hamain profit bhi acha hasil ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

              ji biljul sahee kha hy apnuy keh hamin tradeing key liy acha point talash krna chahiy means cell hoo buy but hamin entry time achy point sey kerni chahiy hamin chahiy keh ham forex mein jab bhi trade open krein trend key mutaik open krein aur soch smjh ker krein takeh loss bhi na ho aur earninig bhi ho jaiy isi liuy hamin trading mein soch smjh ker kaam kerna chahiy.
              • #8 Collapse

                Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

                Dear friends ji bilkul Hamen Apne account ko Behtar banane ke liye acchi trade Karni chahie takat se Pehchan sake aur ziad Se Zyada profit Hasil Kiya Ja sake Hamen analysis Karya ke hi market ki value Ka Pata Chalta hi isiliye Hamen profit Hasil karne ke liye analysis karke hi account open karna chahie market trade Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

                  Bilkul Sar aapki baat right Jab Bhi Hamen trading karna chahte ho To Hamen chahie ki Ham Sabar ke sath kam Karen aur jaldi Mein Koi Bhi train na lagaen aur bus stand. Ka vate Karke Agar Ham trading Karte Hain To Hamen bahut Achcha profit Bhi Milega aur ham loss bhi bahut kam Karenge aur ek acche trader banne ki koshish Karenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

                    g shab ap ne thek kaha hy acha point talash krna chaye aur humain trending market ka bhe pata hona chaye es m hamara he faida hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karny keleye acha intry point talash karen

                      dear friend jitna ho sake market ko time de analyses Karen best friend find Karke trade open Karen jitna bhi market mein time lagta hai lagaen..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X