Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

    sir aik tu mujhay yeh samajh nai ati jiss koi koi topic nai milta wo bonus kai chakkar main yeh mehnat wali thread kiyon daal daita hai jiska kisi koi koi faida nai hota aur na hi is say koi learnign hoti hai mairay bhai sab ko yahan pata hai is forum per bhi aur is market main bhi humay mehnat kari parti hai aur mehnat ka sila zaroor milta hai tu please koi informative post kiya karain sir.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

      Assalam o Alaikum g bilkul mehnat kabhi bhe zaya nahi jati hai ,,hum jitni mehnat karty hain utni he zeada earning gain karty hain ,,hum sub ko cheye k bhot zeada mehnat k sath kam kia karen ..mehnat main he azmat hoti hai ,,bhot zeada mehnat k sath he kam karna cheye..
      • #33 Collapse

        Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

        g bilkul ap ny bbhot achi baat ki hy , mehnat kbhi zaya nahi jaati uska phal hamain zaroor milta hy , chahy wo der sy hi q na milay meray khayal main mehnat krnay wala kbhi bhi kisi field main fail nahi hota .
        AGAR APKO POST ACHI LGY TO FOREX MEMBERS LIKE TO KARTAY JAYA KRYIN
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

          Asslam o alaikum dear members
          G Han bilkul hamari mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti jitni ap ki mehnat zyada karte hain ap ko us mehnaf ka utna zyada result hasil hota hai kyun ke forex business main knowledge our experience mehnat ke bad hi hasil hota hai jab ap mehnat nhi karen ge to kamyab bhi nhi ho pain ge.

          اب آن لائن

          Working...
          X