Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

    G bhai sahi kaha pak forex forum ho ya koi or kam jis my bhi hum mehnat or laggan sy kam lyty hain Allah pak us mehnat ko zaya nhi krty mehnat ka phal zaror milta hy jitni achi mehnat utna zayada metha phal
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

      Haan ji bilkul theek. Baat Hai agr koi Insan kisi bhi kaam k leye mehnat krta Hai to, Allah pak kbhi bhi us ki mehnat zaya Nahi jany dety esi Trha agr ham forum. Per dil laga kr Mehnat sy Kaam krty Hain or achi information share krty hain to ham zaroor kamyab hoan gy q k mehnat hi Mein Azmat hai
      • #18 Collapse

        Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

        Mehnat karo jitni jyada ho sakti hai Kyunki mehnat karne se ham log profit banaa sakte hain Agar ham log mehnat Nahin Karenge To Ham Logon Ko nuksan Hoga
        • #19 Collapse

          Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

          Walakam assalam dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading main aao jitni zayada mehnit karan gay aap utna he iss bussniss sa fahda ho ga yani instaforex trading main aap ki mehnit kabi be zaya nahi hoti hay aap ko fouram ki taraf sala milta hay aur aap aak aachi earning kar saktay hain
          • #20 Collapse

            Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

            ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi Kaha Hai mehnat Kisi Ka bhi jyada Nahin Jata aapko chahie ab ismein mehnat Karen aur kamyabi hasil Karen kyunki agar aap isme mehnat karenge to aap ismein kabhi bhi na Kam Nahin Honge Har Baar aap ismein kamyab Honge aur achcha profit hasil karenge
            • #21 Collapse

              Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

              ji mehnat main azmat hai or hamri mehant kabhe bhe zya nahi jati hai ham ko hari mehnat ka phal zaror milta hai , agar ap ko forex main moslasl loss ho rha hai to ap traiding karna band kar dey magr sirf koch dino k lia alweasy nahi , kiun k kahi na kahi koi kami hai ap main jo ap ko mosalsal loss ka samna karna par rha hai phily ap os kami ko door kar ley os k bad phir sey traiding start kar dey inshaAllah is bar ap ko profit zaror hogaa .
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #22 Collapse

                Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                asslam o alikom g dear ap ki bat bilkol shi ha ap na shi kha ha hmari mhnt kbhi bhi zaya nhi jati ha pak forx ik aysa bssssnisss ha js man hm lakhon eran kr skty hn r hm amir admin bn skty hn agr hm pak forx man mhnt sa kam kran to war na kbhi bhi hm kamyab nhi ho skty hn
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                  Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai mehnat mein Azmat hai Hamare buzurgon ne bhi kaha hai ke kar mazdori tan khwa Chhori. ISI Tarah Bhaijaan Agar Ham Forex per mehnat Karenge aur daily basis per apni post ki limit Puri Karenge aur apni post ki quality aur quantity standard Rakhenge To Hamen Achcha bonus Milega aur ham forex pe successful Ho Jaenge .so work hard if you want to get success on Forex on daily basis.
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                    Ap mahnat karhay gay too ap koo kabii bhii loss nai hoo ga is liyaa ap koo chahiya mahnat kartay rahay apnay ap koo hard work banhay agar ap asa karhay gay too ap koo apnay miyar bahtar karhay gay too ap kii mahnat kabhii rahay gaa nai jahay gii is liyaa mayos na hoo apnaa kam parr tawjhaa day mahnat ka silaa Allah pak zarooo dayta hay
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                      Bilkul dear friends apne sahi kaha forex me kabhi bhi mehnat zaya nahi jaati jitna ziada mehnat karte hen utna ziada hume result milta hai or mehnat ka hamesha phal milta hai or INSHA ALLAH jitna mehnat karege utna he barkat hoti hai or mehnat me barkat hai dear friends mehnat karoge to he kamyaab hoge
                      • #26 Collapse

                        Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai or mera bhi es chez par emaan hai k mahnat kbhi bhi zaya nahi jati hai or aik na aik din hum kamyab ho jaty hain es liye hmain es bat par yakeen rakhna chahye k humain aik din zaror kamybhi mily gi esi soch ks ath mahnat karty jaen or wo din boht jaldi a jay ga k ap kamyab ho skaen or ap kamyab ho bi jaty hain esi soch ks ath kam kar k
                        • #27 Collapse

                          Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                          Hamari mha ta hamay kuch na kuch dy k jati hy hamy chiya k ham mhnat kry ham sakon k stah ham ka. Kry agr ham mhant kry gyto ham acha kam kr sgy gy sahi trha sy our ham bhot zeada achi ham kamyabi ho sgti hy sahi trha sy
                          • #28 Collapse

                            Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                            dear member jisko apni mehnat pe yakeen hota hai or wo us yakeen ke sth forum mein work karta hai knowledge or quality se bhr poor posting karta hai uski mehnat khabi bhi zaya nahi hoti balky wo forum se sekh kar hi agye bhrta hai or achy bonus ko hasil karta hai.
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                              W salam dear ap ki bat bilkul theak h hamin pakiatan forex main ziyda sy ziyda achi posting karni chihye jis sy hum achy st acha bonus hasil kar sakin pakistan forex main hamin utna hi bonus milta h jitna hum koshish karty hain isi liye hamin rozana ziyda sy ziyda kam karna chihye aur acha bonus hasil karny ki koshish karni chihye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                                wslam G bilkol aisa hi hai forex trading aksar log kahte hn k bahut mushkil hai mgr haqiqt tu ye hai k dunya ka koi bhi kam ya business mushkil nahi hota agr insan lagan r jazba k sth mehnat kr r kabhi bhi har na mane tu kamyabi mil kr hi rahti hai es leye hume hemat krni ho gi r forex main ak acha trader ban k dekhana ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X