Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....
    Dear friends Assalam o Alaikum umeed hai ap sub khairiyat se hon gy main apko ye kehna Chahta hoon k Forex main agar ham mehnat karty Hain Tu apny leay he karty Hain na agar ham is main mehnat karky achy knowledge se work karty Hain Tu hmari mehnat is main zaya Nahin jati hai balky mehnat k badly hamen Forex se Achi earning hasil Hoti hai

    MEHNAT MAIN AZMAT HAI
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

    g han dost mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti jitni ap ki mehnat zyada karte hain ap ko us mehnaf ka utna zyada result hasil hota hai kyun ke forex business main knowledge our experience mehnat ke bad hi hasil hota hai jab ap mehnat nhi karen ge to kamyab bhi nhi ho pain ge.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

      Yes forex ma mehnat kbi zaya ni hoti, forum py posting ki waja sy agr es bar apko acha bonus ni mela to dil chota na karyn or mehnat jari rakhyn inshallah next month bhot acha bonus mel jae ga, forex ma earning hony ma dair ho sakti hai but mayoos ni hona chahe
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

        G Han bilkul AP ki baat saheh hy trading main Kam krty how AP ko chhay k Dil sy Kam krain r mehnat krain kiun k AP ki mehnat zaya nahi jati hy AP ko chhay k mehnat r lagan sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

          Yeh baat bilkul sach hy k mehnat kabi b zaya ni jati or pakistan forex forum ak esa platform hy jahan hamari ak percent b mehnat zaya ni hoti agar hum yahan par thora sa b time spent karaty hyn to yh forum hamen uska b reward deta hy or meray kheyal men yh forum ki sab say bari opportunity hy k is say hum easily is business men shamil ho kar earning kar saktay hyn aur apni lives ko better bna saktay hyn
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

            Dear froex mn mahnat krny waly ki mahnat waste nh hoti dear Kam jo bhi ho tab tak successful nh hota jab tak hum es mn mahnat nh krty achi earning ky liye achi learning bhi zarori hai dear friend I think ap ka experience aur knowledge hi ap ko Forex trading main successful bana sakta hy tu dear friend ap ko Forex trading main ziyada time spend krna ho ga taky Forex trading main kamyabi hasil ho
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

              Assalam walekum ji han bhai jan Pak Forex me hm jtna zeyada mehnat kren gy utna zeyada hum ko enkom ho hi Pak Forex man kisi ki bhi mhnt zaya bilkul bhi hoti hai agar Ham Pak Forex me mehnat sa Kam nahin krty hn to hamen bilcol kch hasil nho ho ga es lya hmn chahta k hum ko Pak Forex me mehnat sa ka krna chahye ku ka mhnt ma azmat Hy mhnt kro gy to achi earning money ho jae ga es me mehnat ka hath hota ha mhnt Mann sb kuch hota Hy
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                Asslam o Alaikum Dear brother ap ny bilkull thk kha kbi inshn ki mahant Allah pak zya nii hony deta ya wahid mahant hi asi chez hy jas say inshn kamyab hota hy or usy kamyabii hasil hotii hy as lay humy jatna ztda ho sky forex pay srf or srf mahant karna chye inshaAllah kamyabii kud ba kud humy hasil hogie humri mahant kbii zya nii hogie.....
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                  G han ap thek kah rahay han mahnat kabhi bhi zaya nahi jati is liye mahnat karn kyu kay is ka phel ap ko zaror milay ga mahnat karny walay log Allah ko pasand hotay han is liye Allah in logon ki mahnat ko kabhi bhi zaya nahi karta aur in ko in ki mahnat ka pora sila deta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                    Yes main apki baat say agree karta ho agr koi dil laga kar mehnat karta hy to usay zahror bhal melta hy isliay humain mehnat lazmi karni chaiy mehnat such main zaya nahi jati aur mehnat karny waly ko profit boht milta hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                      dostoo forex trading mein kamyabi ke liye ilm, tajurbah aur mehnat karna bohat zurori hai agar hum kaarobar mein kamyabi chahtay hain to seekhna shuru karen aur ilm haasil karen
                      hamein behtar tajarbay aur apne demo tijarat aur haqeeqi account par mehnat karne ke liye demo account par amal karna chahiye hamein bhi is forum mein achay bonus ke liye sakht mehnat karne ki zaroorat hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                        Dear friends ji bilkul main Kabhi Kisi Ki Nahin Hoti Jo shaks jitni Se Jyada mehnat Karta Hai kamyabi Uske Kadam chumti hai isliye Hamen minute Se Kam karna chahie Taki Ham Jyada Se Jyada profit Hassan kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                          Dear friend g han mahnat kbi zaya nhi ho ti hai forex man ap jani mahnat karin gy untni kamiyabi hask kar sakty hai forex man jo log mahnat kar ty hai wo hamesha kamiyab ho ty hai forex man jatni mahnat karin gy unta acha bones mily ga or ap achi earning kar saky gy is liy forex man ziyda sy ziyda time sapand karin forex trading ka eaxpirense or knwoallge gain karin ta ky ap ki mahnat ap ko kamiyab ban aay
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                            mehnat Karen Apne knowledge ko improve Karen jitna jyada knowledge banta jaega utna hi best hai mehnat Karen kamyab bane..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kabhi zaya Nahin jati.....

                              Hamen yah investment market Mein loan dekar Lekar Nahin aani chahie Hamen chahie ki Hamen Forex ke sath sath kam karne ke liye posting Karen Pak Forex per jitni Jyada Ham Log Yahan per coaching Karenge utna Jyada Ham Log Yahan Se business planning ko generate kar sakte hain business ko Aage Ki Taraf develop kar sakte hain Jis Logon Ko Jyada Samay Lagti Hai vah Log Yahan Par Jyada earning Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X