loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...
    Asslam O Alikum dear forex member kise han sab ummed kerti ho sab khriyat se hon ge , dear mra tamam member ko yehe khena hy ke ager trading business mein loss ho jye to pareshan nahi hona cheye balki apni mistakes ko accept kerna seekhin kuin ke ager ap apni mistakes ko kabu kar lete han to phir kabi ap loss bhe nahi hoga or mistakes se bach kar kam keryn or zror kamyabi hasil ker payn ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

    Aapki baat bilkul theek hai bhai main aapki baat se aagrah karti ho koi bhi business aap kar le usmein aapko nuksan Jarur hota hai to Forex trading Bhi Ek real business hai ismein Hamen kabhi bhi Pareshan Nahin Hona chahie Hamen apni trades ko Rakhna chahie last Agar hota hai to usko recover karne ka sochana chahie aur yah recovery koshish karen ki 1 Din Mein Na Karen balke aaram se Chhoti Chhoti lots Lekar to isko recover Karen FIR aap usko recover kar Payenge aur apni mistake se sikhen pareshan hone ki jarurat Nahin Hai hi future main aapko bahut fayda Dengi
    • #3 Collapse

      Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

      Bilkul Bhai Apny thek kaha h kh app logn ko chahye app loss hojae to kisinko blame Mt dain khud ko dAikhain kh AP k pas kitna experience or knowledge tha tu Apko chahye ak dafa loss k sth ziada mehnat s agy bhrain or ziada Dil jui k sth Aggy aengy to ziada benefit gain krny k eligible hngy Jo Apki life ko bht kmaaal bnaega
      • #4 Collapse

        Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

        g hanm dear apke bat beljkul thk hy forex men humen agr hum achi kamyabiu hasil krana chaty hen to humen chaia keh hum lkoss hiny walki mistake ko accept kren tab he hum forex men hum achi kamyabiu hsil kar saken gy forex men jab tak hum achi mehnt sy acha kam nai karen gy forex men dill laga ky kam nai karen gy tab tak hum achi kamyabi belkul bhe hasil nai kar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

          dear friend business mn profit aur loss hota rehta ha forex trading mn apko loss honay pa preshan naen hona chayay balkay apni ghalti ko tasleem krna chayay aur loss ki waja jo ghalti ho usay door krna chayay aur dobara aisi ghalti na kr k kamyabi hasil krni chayay
          • #6 Collapse

            Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

            Forex trading men loss ziyada tar hamari mistakes ki waja se hi hota hey iss liay apni mistakes ko ignore nah karen balkay mistakes ko serious len aur pahlay apni pichli mistakes ko theek karen aur phir dobara trading start karen tu zaroor kamyabi hasil kar saken gey
            • #7 Collapse

              Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

              loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay.
              • #8 Collapse

                Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                walakum slam g han loss home ke bad preshan hone se behter hai ke ham apni mistjes ko chek our recover karne ki koshish jin ki wajha se hamain loss ka samna karna parta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                  Business men loss or profit dono chezain hoti hyn or yh sath sath chalti hyn lekin aksar log loss honay oar pareshan ho jaty hyn or stress men ajaty hyn doston loss honay par hamen pareshan ni hona chahey or na stress men ana chahey kion k yh to business ka hisa hyn or hamen apni mistakes say seekhna chahey pareshan hone ki bajaye hamen agay barh kar sochna chahey or apni mistakes say learn karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                    G han dear ap nay bahut achi bat ki hay trading k doran loss honay par hamain pareshan nai hona chaheay q kah pareshan honay say ham woh loss recover nai kar saktay bal kah pareshani main trading karnay say aur zayada loss ho sakta hay esleay hamain apni mistakes ko accept karna chaheay jen ki waja say loss aya ho aur phr un mistakes ko remove karna chaheay phr hi ham loss say bach kar next trade say profit earn kar sakain gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                      G han dear ap ny sai kha hy agar ham treading karty hy agar ham ko loss hojay to ham ko chaiye ky ham dobara aysi galti na kary agar ham dobara aysi galti kary gy yo ham ko hi nuqsan hoga ham ko ik bar galti hojay to hamy paryshan nhi hona chaiye balky ham ko himat sy kam lena chaiye agar ham is me kamiyab hona chaty hy to apni mistake ko thek karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                        G han thek kaha panh k forex main hamehsa aoni misteks ko cover karna sekehajn or kabhi bhi is main mistakes ko aese na jane dain balky is sy sabaqb seekhain of kamybau haisl Karen tabhi aap os main kamayb hoskte hain or achi learning or kamyabi haisl karnj chaye or sucecsfsul hona chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
                          Asslam O Alikum dear forex member kise han sab ummed kerti ho sab khriyat se hon ge , dear mra tamam member ko yehe khena hy ke ager trading business mein loss ho jye to pareshan nahi hona cheye balki apni mistakes ko accept kerna seekhin kuin ke ager ap apni mistakes ko kabu kar lete han to phir kabi ap loss bhe nahi hoga or mistakes se bach kar kam keryn or zror kamyabi hasil ker payn ge
                          hume chahye k hum loss se na ghabrean bulkky suber se kam laen aur mehnat karen tabhi hume isme kamyab ho sakte hain islye hume chahye k hum zyada se zyada mehnat karen....
                          :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                            dear friend lost Se Hone Wali mistake Ko Dekhe learning Karen Apne mistake se Sikh Sikh Kar Hi Kamyab trader banaa Ja sakta hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hone par apni mistakes ko accept kerna sekhin pareshan hona nahi...

                              loss hone per g dear forex mein loss hone per humeinn pareshan nae hona chaiye balky is mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karne Wala hi kamyab hota hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum forex mein jitni mehnat karte Hain humein is mein utni kamyabi milti hai aur forex mein humesha mehnat karne Wala.hi akmayb hota hai humein forex mein buhat zaida mehnat karte rehna chaiye aur forex mein loss hone per humein bilkul bhi pareshan nae hona chaiye Jo is mein loss hone per pareshan hota hai us ka humein loss hi hota hai humein is mein apni mistake ko thek karna chaiye hum agar is mein apni mistake ko thek karenge toh hi humein is mein loss nae hoga aur forex mein humein humesha zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karna buhat zaroori aji so mein kamyabi humari mehnat se milti hai amgar jis mein is ka loss hota hai woh kabhi forex mein kamyab nae hota humein forex mein humesha zaida se zaida himmat aur mehnat karte rehnat chaiye yehb buhat zaroori hai humari kamyabi k liye kyun k is se hi humein is mein kamyabi milti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X