Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience aur greediness per control karna buhat zaroori
    Dear members main ap say aik cheez share karna chahta hon jiss ki waja say aj main nay loss karwaya hai aur wo ye hai kai main nay aik trade main acha profit bana liya tha aur mujhay nazar bhi a raha tha kai market pehlay hi kafi oper ja chuki hai aur ab mazeed oper janay kai chance kam hain lakin main nay apni trade ko open rakha lakin zaida profit ki lalach main market reverse a gai aur maira sara profit bhi khatam ho gaya aur maira stop loss bhi hit ho gaya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

    yes you are right i agree with you that patience bht zarori h agr ap men sabr hogi to ap loss s ni drain gy r loss ko overcome kar k sabr s Kam ly k profit ki trf jaen gy r apko chahiay k apni lalch p control krain hmesha lalch s bchain q k yeh apko barbad kar deti h r kuch bhi gain ni hota
    • #3 Collapse

      Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

      Dear baat ya hay k profit aur lose trade ka hassa hota hain lakan aap na jahan tak baat ki hay k aap ka profit lose main change ho gaya hay to brother ya sirf aur sirf aap ki greed yani lalach ki waja sa howa hay aap ager apni trade profit main close kar datay to pher dobara be trade open ki ja sakti hay lakan grediness ki waja sa aap na lose karwa daya hay
      • #4 Collapse

        Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

        Ji han jnab ye bat tu hai kay ap ko trading mai kafi masail ka asamna karn parta hai tu ap ka kam hai kay ap us time tak kamyabi hasil nhi kar patye hain jub tak humain hunarye lose py sabr karna nhi ata hai kiyu kay sabar kafi zaroori hota hai na es mai
        • #5 Collapse

          Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

          Patience aor greediness per control jo pak forex trading business men kar gaya tu acha profit asaani sy hasil kar ly ga
          Pak forex trading business men patience aor greediness aik Big Greed hein
          Greed is Curce
          We should avoid them
          Then We'll got a big success
          Iss liye pak forex trading business ko all world men bhot acha business mana Jaata hy
          Pak forex trading business bhot acha business hy iss lye dil sy kaam karyen
          Aor kindly patience aor greediness sy avoid karein tab hi ap lalach sy save Rdh kar acha profit asaani sy hasil kar len gy pak forex trading business men jitna zyda ahtyat sy kaam karein gy acha experience k sath acha faida Zror Hasil ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

            Hamray loss ki aksariyat hamri lalach ki waja say hee hoti hain achy bhaly chalty chalty beach mai lalach kar k sara kam kharab karlyty hain. Is liay bar bar senior guide karty hain k money management ko or strategy ko follow kary just money management ki base par apna tp or sl target rahky na hee us say zayda or na kaam or srif strategy ki base par trade open kary. Trading karna asan hain laken hamry emotion lalach jaldvazi bysabari in sub ki waja sy hum apny liay bhut mushkil bana lyty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

              G ha bilkul bahut hi achy bat share ki hy apny,saber ky siwa kuch bhi nhe hy aur ager lalach karty hn to pher hamein is mn kafi loss hota hy so hamein is mn chaye ky ham kabhi bhi lalach na kairne aur pher na is mn juld bazi na karien jis sy pher ham is mn nakam hosakty hn so hamein is mn chaye ky ham saber ky sath kam karien aur pher kamyabi hasil karien
              • #8 Collapse

                Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

                hamain markt main sabr say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is ko main gred ko avoid kar k achy say trade karin gay aur hamain market main kam kar k hi hum achy ysay trade kar ksaty hain aur hamain markt main bi information achi ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

                  Forex k kam men patience k bhut zarorat hote hay jab ap trade kerte han to ap ko pahle observe kerna parta hay k market trend kis taraf jata hay jab ap k samjh men a jae pher ap trade lagaen r greed ko kabhe bhe apna pass na anee den warna loss ker bethen geen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

                    g han ap ny sahi kaha hai forex main greedlines ko khtm karna be had zarori hai q k jub hum khud he llach main ajaty hain tu hu khud he apni nakami ka sabab ban jaty hain es liye apko apni traing ko pur roes k hisab se karna hoti hai jis se ap aik mukmal trador bna kar apni trdaing kar skty hain or hmain loss bhi tab he kam hota hai jub hum achi or miyari trading karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: meesamali پيغام ديکھيے
                      Dear members main ap say aik cheez share karna chahta hon jiss ki waja say aj main nay loss karwaya hai aur wo ye hai kai main nay aik trade main acha profit bana liya tha aur mujhay nazar bhi a raha tha kai market pehlay hi kafi oper ja chuki hai aur ab mazeed oper janay kai chance kam hain lakin main nay apni trade ko open rakha lakin zaida profit ki lalach main market reverse a gai aur maira sara profit bhi khatam ho gaya aur maira stop loss bhi hit ho gaya.
                      Laalach aur emotions donon hi traders ke liye dangerous Hote Hain Jab traders trading karte hue lalach Karte Hain To vah Kabhi profit Nahin banaa Sakte Kyunki vah reasonable profit per satisfied hi nahin Hote aur jab emotional hokar kam Karte Hain To wrong decisions Lete Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience aur greediness per control karna buhat zaroori

                        haan, woh shakhs jo ghair mulki currency ki tijarat mein laalchi hai aur jazbaat par qaboo nahi rakhta hai woh har roz khata hai ke ghair mulki currency ki tijarat mein aisay shakhs ke liye koi jagah nahi aap ko ghair mulki currency ka kaarobar Aram se karna chahiye taakay aap kaamil munafe len lehaza is sab ke liye aap ko apne jazbaat mein apne lalach ko khatam karna hoga tab hi aap aik achaa tajir ban satke hain aur practice hamein zaroori karnaa chahiye demo mein tab hi hum kuch tajurbah hasil kar saken ge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X