Forex m loss km s km krain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex m loss km s km krain
    Forex mein loss kam se kam Karen kyunki yahi aapka fayda hai agar loss jyada hoga aap confidence loose kar jaaoge aur kam karne ka Dil nahin karega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex m loss km s km krain

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss ko recover karna aik mushkil kam hey lekin loss ko khatm tu nhi kar saktay lekin loss ko kam zaroor kar saktay hen achi learning aur knowledge hasil karen aur phir mehnat karen aur trade lagatay waqt stop loss ko use karen tu loss ko kam zaroor kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Forex m loss km s km krain

      Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jaspay hum kam krty hy or us say humy kbii loss bhi ho jata hy but humy zyda say zyda koshsah karna chye k humy loss buht kam hn ku k loss humry k lay buht nuksan hota hy us say humri earning k nuksan k sth account ka nuksan hota hy as lay humy asa kuch bhi ni krna chye jas say humy loss nuksan ho sky....
      • #4 Collapse

        Re: Forex m loss km s km krain

        Dear brother apki baat theek hai traders yeh koshitu kr sakty hein k loss kam se kam ho jis mein woh risk bhi kam lety hein lekin loss ko khtm nhi kia ja sakta experience base pe kisi ko kam aur kisi ko ziada loss hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex m loss km s km krain

          forex main loss km sy km kriny jb hum markeet ko tuch rainy gy too hmary loss k chancess km houn gy forex aik aisa online job hy jis main huminy mehnt k sath sath markeet k up and down ka pta hona cheiy jb huminy markeet k bary main achi trha pta ho ga too apy loss k chancess km ho jainy gy forex mainmehnt ki zrort hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex m loss km s km krain

            Forex main kamyabi hasil karne k liye loss se bachna hamare liye bahut hi zarori hai our forex trading aik risky business hai jis main profit k sath hamaein loss bhi hota haui is liye forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye balke forex main loss se learn karna chahiye our forex main apni learning ko increase karna chaiye jis se forex main hum kamyab ho sakte hain our loss se bhi bach sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex m loss km s km krain

              ji han ham ko chahi hai k ham forex traiding main loss ko controll karney ki koshsesh kary , agar ap mosalsal loss karty hain to ap ka confidence week hota chala jata hai jise sey ap ka dill ise business sey toot skta hai .
              ise chiz sey bachney k lia ap ko chahi hai k traiding hamesha soch smjhy kar aik achi planing kar k hi lagyain , os k bad traiding main hamshesh apna lot size kam sey kam rakhney ni koshesh kary kiun k barra loss ap ko lot size bari rakhney ki waja sey hota hai .
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Forex m loss km s km krain

                Agar Ham Logon Ko Logon Ko loss Se Bachana Hai To iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada kam karna hoga Taki Ham loss se bacha sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Forex m loss km s km krain

                  G han dosto bhai na bahut he achi bat ki ha ka forex main loss kam sa kam. Karen par dosto kaya ye mumkin ha billkull mumkin ha agar hamen trading ati ha ham. Market ko analysis kar sagty han ham news ko samjh sagty han or hamary pass exprinve ha to ye mumkin ha ham loss kam. Or profit zeyada hasil. Kar sagty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex m loss km s km krain

                    Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hai forex man loss kam sy kam karin forex man trading ka eaxpirense or knwoallge ho na bhot zarori hai agr ap ky pas acha eaxpirense or knwoallge ho ga to ap forex trading kar ky acha profit earn kar sakty hai forex man aksar loss ki wajah trading ka eaxpirense na ho na or lalach karna hai is liy soch samjhe ky trading karin aik palning sy market ko analiyses kar ky or kam lot size trade opne karin ta ky ap ko loss na ho or ap forex man kamiyabi hasl kar saky
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex m loss km s km krain

                      G han
                      Pk Forex trading business men loss Kam sy kam karen
                      Loss aik Risk hy
                      Loss sy account wash ho jaata hy
                      Loss sy account empty ho jata hy
                      Loss sy Trading achii Nhii hotii
                      Loss sy knowledge khatam ho jAta hy
                      Loss aik Haara hy
                      Loss sy bachyyin warna Nakaami ho giii
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex m loss km s km krain

                        forex mn loss g dear forex mein loss Kam se Kam karna chaiye is mein agar hum loss karte Hain toh is ka humein nuqsan hota hai forex mein humein trading karte hue kam se Kam hi loss karna chaiye humein is mein mehnat karne se kamyabi milti hai aur forex mein Jo jitni hardworking karta hai woh is mein kamyab hota hai humein is mein kamyabi k liye forex mein zaida se zaida help karni chaiye humein is mein Kam se Kam hi loss karna chaiye Jo is mein jitna Kam loss karta hai uska is mein utna hi faida hota hai aur forex mein humesha mehnat karne Wala hi kamyab hota humein is mein zaida se zaida hardworking karni chaiye hum is mein jitni hardworking karte Hain utna kamyab hoty Hain humein isein zaida se zaida mehnat karte rehna chaiye tabhi hum kamyab ho sakty Hain humein loss Kam se Kam hi karna chaiye jitna Kam loss hoga utna hum kamyab hinge aur humein is mein zaida se zaida hardworking karni chaiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex m loss km s km krain

                          G han dear ap ki bat bilkul theek hy Forex main loss kam sy kam krain q k yahe ap ka faida hy agar loss zayada hoga to ap confidence loss kar jain gy our kam krny ka dill bhi nahi kray ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex m loss km s km krain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
                            Forex mein loss kam se kam Karen kyunki yahi aapka fayda hai agar loss jyada hoga aap confidence loose kar jaaoge aur kam karne ka Dil nahin karega
                            Losses traders ke liye bahut hi jyada rong hote hain Los hone ki vajah se traders confidence se bhi bahut jyada decrease hota hai aur Iske alava traders ko nuksan bhi Hota Hai lekin loss Ko Kisi ko bhi ho jata hai agar Ham Apne loss se learn karne Lag Jaaye aur apni mistakes ko accept Karen aur Unse learn Karen To Ham bahut acchi trading karna Sikh sakte hain loss Hona problem Nahin Hai loss ko repeat karna asel problem hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X